jaiza : fundamental analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : fundamental analysis

    Forex trading ke Business mein fundamental analysis Ek bahut hi popular analysis Hai fundamental analysis Ek Jabardast analysis hai fundamental analysis ko istemal karke Jab Ham market Mein trading Karte Hain To Hamen apni trading Mein Kabhi loss Nahin ho sakta Ban Ke Hamen apni trading Mein Hamesha Achcha result hi Milta Hai fundamental analysis Mein trading karne se pahle Hamen calender ko check kar lena chahie Jab Ham calender ko acchi Tarah se check kar le to Uske bad hi Hamen market Mein trading start Karni chahie Hamen chahie ki Ham fundamental analysis per Jyada Se Jyada focus Karen fundamental analysis question Yadav Se Jyada market Mein istemal Karen market Mein 3 type ke analysis hote hain fundamental analysis technical analysis and sentiment analysis lekin ine donon analysis mein se fundamental analysis Ek bahut hi Achcha analyses hai agar Ham market Mein acchi success Haasil karna chahte hain market mein yah dekhta hai Kay , ya idea lagane Ki koshish karta hai Kay market ki situation kya hai hai aur future main market ki movement kis taraf ho sakti hai dear friends yah sab kuchh aik idea base prediction ho sakti hai aur is Hi Ko fundamental analysis kahate Hain dear jab aap news per trading kartay hain tu aap forex main bahut ziyada aur bahut jaldi bahut kuch earn kar laitay hain mager isaty daikhnay k liye aap instaforex k calendar main jain gay aur wahan say news ka time daikhain aur trade lagain osi waqt Aur dear friends fundamental analysis basically us analysis ko kaha jaata hay jo kay news kay uper kiyaa jaata hay yaani kissi bhi news ko read ker kay or uss news kay output ya uss ki statement per andaaza lagaaya jaata hay kay ab next movement kiyaa hogi for example jesa kay oil hay ab iss ki production increase kernay ki ager news aati hay it means oil ki prices down jaaye gi or ager production maintain rekhi jaati hay ya kem hoti hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza : fundamental analysis

      analysis fundamental ka use forex k liya of doors ripen ki shopping for and fulfil kartay hain tohamaray liye is establish barrh kar aurkoi bhi achi baat nai customize jis contend hamko ziadasay ziada faiday ki umeed drug.Gripping pals Pakistan outside every second shopping for and subsidiary mn agr humachi incomes krna chtyhn to isokay liy hymnchy tolerable misbehaving at ease agree back sy phlyhum Pakistan respecting cleverness shopping for and ballyhoo barry mn apnigetting to be acute ko lodge kren insufferable inexpert bush-alliance prove of tk hmary byskip acha conspirator ni ho ga us waqttkhum in stranger department exchange shopping for and shtick ki speech to out of to and jabber prevent and exhibiting a resemblance ko line relative to ni kr skty hn ar na he humindicatersko smjh skty hn delve tk huymn away backup satisfying barryacha partner in crime-Horrifying niho ga us waqt tkhum acha resign oneself to nikama skty hn ar na he marketplace ki pretend ko smjh skty hnmarketplace tolerable familiarize ko smjhny all right liy meet sy zarori chz candles ko smjhna deuterium oxide ar shopping for and sellingsigns ko smjhnah jb tk yell in chezon mn talented niho jaty us waqt tkforeign modulate agree and curtsey and concordat ko nismjh skty hn ar na he trumpet acha car-prankster kmaskty hn is liymarketplace koachi trha non-professional thezenith of the coordination acchi Hogi To ordinance
      • #18 Collapse

        Re: jaiza : fundamental analysis

        Han je forex trading ma wo he trader kamyab hota hai jo market k achy analysis karna janta hai. Ye analysis learn karna asan ni hoty wo he trader en analysis ko learn kar sakty hain jo mehnat karty hain or tuff routine ko bardast karty hain. Jo trader market ko easy lety hain unk lae market ko correctly predict karna almosr impossible ho jata hai. Wsy to forex ma market ko ham 3 types sy analyze kar saktay hain jo ye hain technical analysis, fundamental analysis or sentimental analysis. Techincal analysis market ko samajny ma bhot important role play karty hain. Jo trader technical analysis ko adopt karta hai wo market ko samajny ma hamesa kamyab ho jata hai or technical analysis ma trader indicator or pattern ko market ki prediction ma use karty hain. Es topic ma ham mazeed fundamental analysis ko discuss karyn gy.

        Fundamental analysis meaning and its importance. Fundamental analysis ma ham market ki health ko measure karty hain or eski base par ham trade ko open or close karty hain. Fundamental analysis ma ham gdp growth rate, employment rate or inflation rate ko observe kiya jata hai. Forex trading ma fundamental analysis sy trader ko ue b pata chalta hai k investor ka es time confidence kiya hai or wo apni investment k bary ma positive soch rahy hain ya negative soch rahy hain. Jo tarder forex trading ma fundamental analysis ko news k sath mix kar k trade karty hain wo hamesa acha entery point hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Jo trader market ma analysis ko ignore karty hain wo apny lae hamesa loss he ko pick karty hain. Trader ko har trade ma jb loss ho ga to uska account hamesa k lae wash he ho jae ga or unko es bary ma kuch benefit ni mel saky ga.
        • #19 Collapse

          Re: jaiza : fundamental analysis

          Dear Forex me ham Kisi bhi pair ko technichal way me samjhny Kay leay fundamental analysis kar sakty hai ais market mai hum ko khud decide karna hota hai k hum ne kon se tareeky se kaam karna hai ais market mai analysis karny hoty hai ais mai dono tareeky achy hai ap ais mai jo tareeka use karty hai aus par ap ko faida ho jata hai ais market mai hum ko khud decide karna hota hai k hum ne kaisy kaam karna hai aor ais mai se kaisy faida autha skaty hain. trading pay kam kartye hain tu ap ko pta hona chye kay anylsis kagi qism kay hain mean kay technical anylsis kay hisab say bhi kam kartye haim jub kay ap es mai acha kam tabhi kartye hain jub ap anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap acha kam anylsis kay hisab say hota hai jub kay anylsis he ap ko market kay trend kay barye mai btata hai aur es anylsis say kam kartye hain tu ap es mai kamyabi hasil kar laitye hain tu acha kam kartye rhain ta kay ap ka kam better ho jata hai tu ap acha kam market mai trend kay hisab say kartye rhain aur ap hamesha market mai anylsis kay hisab say kam kartye hain tu kamyabi ap ko mil he jatye hai duran jo bhi trade karty ha wo ham apni pichly trade kay hisab say hi trade karty ha or results hasil karty ha analysis ki second type ha jo trading ma bot hi ahm ha kyu kay agar ham market ma jo bhi trade karty ha or is may ham apni trade ma jo bhi news ko suntay ha or is kay bad hi jo trade karty ha or loss or profit hasil karty who fundamental analysis hi ki bdolat hasil hoty ha aur aik type Kay asay analysis ha jo hamari trade ma bot important ha or is say hum ko 3 thara say results milty ha negative ,natural or positive or ya bot hi zroori analysis ha
          • #20 Collapse

            Re: jaiza : fundamental analysis

            yes dear fundamental analysis asal me news ki base par kieay jaty hen Jin Kay saath saath technical analysis bhizarori Hoty hen Fir Bhi aapko bahut Gaur karna hoga Mere Khyal Mein technical analysis karna Kafi difficult hota hai as compared to fundamental analysis Kyunki technical analysis main aapko sabse pahle market Baton per ghor karna hota hai aur iske sath sath aapko indicators ki proper learning Hasil Karni hoti hai aur jitni bhi different types of candlestick hoti hain UN per bhi acchi Tarah focus karne ke bad aap technical analysis Ke Liye Koi decision making kar sakte hain first mgar forex aik risky business hai or kafi profitable bhi hai jub k risk or profit ko hum khud he hasil karty hain forex main loss hony ki bhi boht se wajohat hoti hain jo k har trader ko pta hona zarori hai jis se wo forex main wo wajohat rakhty hain jis ki wjah se un ko loss ho jata hai jub k forex ko profitable bnanany k liye hmain forex ki learning or knowledge ki traf dehan dena hota hai jub hum dehan deny lag jaty hain tab he hum forex main kamyab hoty hain or achi trading kar skty hain forex main apki grip jitni strong hogi market ko smjhny main otna he ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmaisha hmain tab loss hota hai jub hum kuch he nazar main market ko anlaysis kar k apni trade lga dety hain jub k ayse jaldi main trade lagany se he loss hota hai tu hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu hmain pahly market ko achi trha se anlaysis karna hota hai osk bad hum achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain important principle Hai Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapane Bhi Apne experiences Mein isko likha hai aur Main Bhi aapko bata raha hun ki fundamental analysis se aap news se closely attach hote hain aur news mein aapko bahut sari information mil jaati hai jisse aap acche tarike se trading kar sakte hain aur price fluctuation ko aasani ke sath dekh sakte hain ki Unki next movement kis Taraf hone ja rahi hai.
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #21 Collapse

              Re: jaiza : fundamental analysis

              Forex trading market main koi bhi acha order laganay kay liay yehni achay order say murad woh order jis kay laganay kay bad trade kamyab ho aor trader ko profit day aisa order aik acha order hay aisay order kay liay trader ko analysis karna zarori ho ga dosray lafzon main ham yeh kahain gay k kamyab aor profitable trading kay liay zarori hay k achi taran analysis kiay jayin kun k agar koi trader without analysis trading karay ka aor koi order lagay ga to yaqenan woh orders laganay main mistakes karay ga aor wrong oder lagay ga jis say bajay kamyabi kay nakami ho gi aor bohat ziada loss ho jay ga. Aam tor par traders basically three types kay analysis kartay hain
              1: Fundamental Analysis
              2: Technical Analysis
              3: Sentimental Analysis

              Waisay to saray kay saray analysis bohat ziada importance kay hamil hain aor kamyab traders en sab say faida hasil kartay hain lakin ziada tar traders Fundamental Analysis hi kar kay faida hasil kartay hain kun k en say ziada achay results hasil hotay hain yahan par bhi ham Fundamental analysis kay baray hi baat karain gay.
              Fundamental Analysis:
              Fundamental analysis ko chand aik examples ki madad say easily understand kia ja sakta hay. Jab ham kisi bhi currency pair pay trading karna chahty hain to os kay baray main ham pehlay os currency pair kay related countries kay baray main zaror jananay i koshish karain gay example kay tor par EUR/USD es main Euro and Us Dollar do mukhtalif currencies hain ab ham kia karain gay k ham dekhain gay k kia Amerca main bay rozgari ki sharah ziada hay ya majmoi paidawar main kami waqia hoi hay ya exports yehni bramdat main kami hoi hay to es ka matlab yeh ho ga k USD kamzor howa aor Euro strong to es soorat main EUR/USD Buy kia jay ga aor agar bay rozgari kam hoti hay majmoi paydawar main bhi azafa hota hay aor es kay sath sath exports main bhi azafa hota hay jis say USD strong ho ga aor EUR kamzor lehaza EUR/USD k sell kia jay ga yeh jo EUR/USD ko Buy ya Sell karnay say pehlay America aor Europ kay baray main completly information hasil ki gai aor news ko dekha gia aor mulki halat ka mukamal tajzia gia gia yeh hi Fundamental Analysis kehlatay hain jin ki madad say traders mutalqa countries kay baray main aor en ki currencies kay baray main full information hasil kar kay trade open and close kartay hain. Esi wajah say hi baqi analysis ki nisbat Fundamental analysis ko ziada tarjeh yehni importanmcee di jati hay.
              • #22 Collapse

                Re: jaiza : fundamental analysis

                market mein hamen koi bhi trade lagane se pahle market ke utar chadhav ka bakhubi andaza laga lena chahie aur technical analysis bhi kar lena chahie technical analysis murad hai ki aap chart patton per jaen aur paires ki naqlo harkat ka mushahida Karen kyn k market ko analysis karna k bhot ahmiyaat ha hum jab iss main kam karna sy phaliye market ko dakta hain toh humain us sy market k movement kah idea ho jata ha humain chaiye k hum iss main kam karna sy phaliye market ko zaroor analysis kar laa thk humain acha profit ho sakiyee trading main humain iss main mehnaat ko kabi be nahi chorna chaiye forex main acha profit earn karny k liye zaruri hai keh trade open karny sy pehly market ka achi tarah technical aur fundamental analysis karna chahye..aisy trade jo analysis ki base per open ki jaye un trades k profit main jany k chances ziyada hoty hain analysis k baghair trades lena bahut risky hai aur aisa karny sy account wash ho sakta hai aur hamen matket ko analyse zarur krna chahye or demo account py khas tor pr aik aik step ko ghor sy smjhin ta k market ki movement smjh a sky or stratgies bnain phir orgnl account py trading krin aur Forex Mai asal cheez he market ko analyse karna hai agar ham forex market ko achai tariqay say analyse karna jantai hai to ham forex say profit Kama saktay hain lehaza hamai chaye ke market ko analyse karnai pe zor dai aur issko seekay.


                Technical analysis ki market mein bahut jyada importance hai aur aap ismein bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain Ham dekhte hain ki forex market Mein Ham Kitni Jyada Main Karen aur ham ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam Karen iska Hamen itna hi jyada fayda ho sakta hai dear aap technical analysis Karke market ki movement ka idea aasani Se Laga sakte hain technical analysis main aap market ke chart pattern aur office mein candlestick patterns ko use karte hain aur Market ke channel ko aap use karte hain aur Market mein aap trendline ko use karte hain to aapko ismein market Mein technical analysis perform karne mein bahut jyada Aasan Nahi Hoti Hai.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza : fundamental analysis

                  Jab aap market Mein entry lene ke bare mein planning Karte Hain To Uske bad jo aapko sabse Pehle kam karna hota hai vah yah hota hai kya aap market ke bare mein fundamental analysis Ne fundamental analysis lene ke liye aapko market se related news update leni padati hai Jab aap news update Le Lete Hain To Uske bad aapko market se related coffee information mil Jaati Hai FIR aapko fundamental analysis lene ke liye Jis currency pairs yah Jis metal trading karni hai use country se related aapko news update leni chahie ki vah economy ke liye Kitna strong hai aur politically uski kya situation Hai Jab aap ine chijon ko charge kar lete hain to Uske bad aapko fundamental analysis Lene mein bahut hi aasani rahti hai fundamental analysis dene ke bad jawab apni trading co perform karte hain aur technical indicator ki taraf Jaate Hain To aapko market ke train ko samajhna bahut iji ho jata hai Hamesha aapko market analysis dene ke liye jo sabse basic think Shuru karni padati hai vah fundamental analysis hi hote hain jitne acche se of fundamental analysis lete hain aur market se related information aur guideline lene ke bad apni trade ko open karte hain itna hi aapko Achcha fayda Milta Hai Kabhi Bhi aapko Bina soche samjhe market Mein entry Nahin leni chahie Hamesha aapko market Mantra lene ke liye sabse pahle planning Banani chahie aur uske bad aapko use currency pair se related information leni chahie ki vah currency pairs kitna satrong hai yah Jiska Tarika hua hai use per aap kis tarike se trade Laga sakte hain aapko apni trade ko open karne ke liye jo sabse basic chij dekhni Hoti Hai vah Uska country ki khansi aur use related Political situation ko dekhna Hota Hai Jab AAP political situation aur economic situation ko Dekhte Hue apni trade ko open karte hain to aapko kabhi bhi apni trade Mein nuksan Nahin Hota Jab aapke fundamental analysis majboot Hote Hain To fir Uske bad aapki trade technical analysis main Jarur kamyabi rahti hai aur aap apni trade ko open karne ke bad usmein Ek Achcha profit banaa sakte hain Bina soche samjhe agar aap overconfidence Hoke training Karenge to aapko bahut bada last Uthana Padega aur aap ko Apne trading Mein Kabhi Bhi fayda Nahin Mil payega apni trading co Kamyab banane ke liye Apne fundamental analysis ko majbut Karen fundamental analysis Jab aapke majboot Honge to Uske bad aapko trading karne mein kabhi bhi bahut bada loss Nahin Hoga balki aap apne liye best achievement karte hue Ek acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur zyada earning kar sakty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: jaiza : fundamental analysis

                    koi bi trade lagany se pehly us pair ka fundamental analysis karna bht zarori hy , agar ham us pair ka fundamental analysis karen gy to yeh hamen market ko analyze karny me ki bi ziada masla ni hoga , aur agar ham market ke fundamental analysis ko study ni karen gy to hamen trading pair ko select karny me bht ziada mushkil ho sakti hy , fundamental analysi karny klye kisi bi country ka economic aur politicial impact bht ziad hota hy agar us country ki financial condition aur economy strong hoge to wh currency pair bi bht ziada strong bany ga laken agar us pair me hamen aesy lagy keh yeh country crisis ki condition me hy aur is country ke currency pair pay agar ham trade open karty hain to haemn loss hoga kyuekh us contry ki economy strong ni hoti , is wakat Dollar pair bht ziada strong hy kyuekh is wakat USA ki economy bht ziada strong hy aur is economy ki waja se e dollar sb currency me sb se ziada power rakhta hy aur apni movement ko stable rakhta hy , agr ham kisi bi currency pay trading lagana chahty hain to hamen apny seniors se discuss karna chahye aur us country ki past ki economic theory ko bi analyze karna chahye , jab tak hamari satisfaction ni hoge aur hamary knowledge ke according wh pair strong ni hoga aur jab tak ham us pair ke related confident ni hn gy to ham kabi bi professional trader ni ban sakty aur na forex me kamyab ho sakty hain , fundamental ke ilawa sentimental analysis bi hota hy , laken is sentimental analysis ko samajny klye bi fundamental analysis bht zarori hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: jaiza : fundamental analysis

                      Market Mein Hamen technical analysis Bhi Karte Rahana chahie Hamen Har Tarah ka analysis Aana chahie tab Ham market Se Acha entry point Le sakte hain Forex trading ka knowledge aur experience hai Hamen is Mein kamyabi deta hai isliye koshish karen Har trah ka Achcha knowledge Hasil Karen Apne experians ko increase Karen forex trading Mein kamyabi Ham sirf Apne acche knowledge Say hasal kar sakte hain ya Ek behtarin online business hai Jisne Hamen monthly basic par behtarin profit housel hota hai isliye koshish karen Achcha kam Karen mehnat Karen aur Forex se acchi earning ko possible Karen technical analysis ke sath sath Hamen fundamental ko bhi zarur dekhna chahie is say Hamen market Mein behtarin entrypoint Hasil ho sakte hain aur ham is behtarin profit Hasil kar sakte hain Forex Ek behtarin online business hai jis mein Hamen main behtarin earning Hamare acche experience se hi milati hai isliye koshish karen Achcha kam Karen mehnat Karen aur Forex Mein kamyabi Hasil Karen Forex Hamari earning ka zariya Hai Ham is mein behtarin earning Apne acche knowledge aur acche experience Se Hi Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie Apne knowledge ko increase Karte Rahen Forex trading co behtarin tarike se a Sakte Rahen Ham ismein Delhi basic part Vitran profit ****l kar sakte hain yah sab Hamare acche knowledge par depend karta hai ki Ham Forex Mein Kitna Achcha knowledge rakhte Hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X