Do the forex by heart

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do the forex by heart
    Dear is bat se to ham achi tarah waqif hai k forex aik risky kam hai or is main ham ko kafi time daina parta hai. q k ham jitna time daity hai ham ko forex utna zyda samjh ayi gy. per aik bat confirm hai k forex ko ham ko time bohat daina parta hai. q k ham ko aik janab to posting karna hoty hai or dosary janab ham ko trading karna hoty hai.
    or just trading nahe balky ham ko wait karna parta hai k kiss time market hamary strategy k mutabik ho or ham order lagian . to is sary procedure main boaht time lag jata hia. to hamary lai lazmi hai k ham na sirf forex ko time dain balky dill k sath kam karin or apny responsibility ko enjoy karin to tab he ham achy trader ban sakty hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Do the forex by heart

    g han dear ap nay sahi bat ki hay keh forex trading main wqt ki barri ehmiyat hay hum forex trading main jitna ziada acha time spend karengy hum forex trading main otna hi acha profit bhi earn karengy
    forex trading main ziada time spend karny say hamen acha knowledge milta hay aor hamara experience barhta hay
    humen chaheay keh hum forex trading ko achi trah sy karen dil laga kar karen ismen loss bhi hay aor profit bhi hay loss hamen tab hoga jb hum koi mistake karengy aor profit hamen tab hota hay jb hum koi achi entry lety hain Click image for larger version

Name:	bulletin-board-2764652_1920.jpg
Views:	2
Size:	388.7 کلوبائٹ
ID:	12335648
    • #3 Collapse

      Re: Do the forex by heart

      Hum forex ko ziada waqt dain gey tu hi forex ki learning knowledge aur experience hasil kar saktay han aur learning knowledge aur experience ho ga tu hi forex mein kaamyaab ho saktay han hum ko pak forex forum ko bhi time daina cahaiye is traha hum ziada bonus hasil kar kay Achi trading kar saktay han aur Achi earning kar saktay han hum forex ko jtna ziada waqt dain gey hum ko learning knowledge aur experience ziada hota hai js se forex mein kaamyaab ho saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Do the forex by heart

        Yes the work we do with heart will give u success as we go through the forex trading we get earning as we hard work in every situation
        • #5 Collapse

          Re: Do the forex by heart

          Assalam o alaikum
          dear friend ap nay thk kha forex online business hay is may jitna dil laga kar kam kary gay utna hi profit hasal ho ga agar ap dil laga kar kam nahi kary gay to ap o forex say kamyabi nahi mily gay is lya zarori hay forex may mahnat ki jay or is ka acha reward hasal kiya jay Hard work is the key of successagar mahant kary gay to is say ap ki knowledge may bhi azafa ho ga or is say ap ko acha bonus hasal ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Do the forex by heart

            Assalamu alaikum Mera tamam forex members ko Salam aur Amit karta hun tamam members khairiyat se honge aur aapki baat se agree karta hun aapane theek kaha ke Forex ko Dil se karna chahie kyunki agar aap kisi bhi field mein dil se kam karte Hain to yakin aapki kamyabi hoti hai kyunki agar aap forex ko mein dil se kam nahi Karen to ab kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isiliye forex ko Dil se a karna chahie to tab aap ek achcha bonus Kama sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Do the forex by heart

              Assalamu Alaikum dear forex members. Jo bhi kaam dil sy kia jaye wo acha hi hota. Forex main achi earnings kerny k liye dil sy kam kerna buht zrori hota hy. Ager apny dil sy or pori mahnat dy kam kerein gy to kamiyabi zror mil ker hi rahti hy. Ager ham dil sy or lagan sy kam nahi krein gy to hmara kaam bhi quality k lihaz sy acha nahi hoga or jis ka reward bhi acha nahi milta. Isi liye jab ham ny kam kerna hi hy to to usy pori mahnat or dil sy kerein ta k us ka reward bhi hamen acha hi mily.
              • #8 Collapse

                Re: Do the forex by heart

                forex aik online business hain hu mis mai bager balance account bana kar be kam kaar sakty hain hum is mai bager balnce account bana kar be kam kar sakty hai hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is mai passia invest kar ky kam karna ho ag hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Do the forex by heart

                  Ya bat to dill waily log hi bata sakty hy ma to just ta kho gi k us business ma sab se important knowledge hota hy ab ap knowledge ko jo bhi understand kery ap per depend kerta hy us ko dill sumjo ya pher us ko liver sumjo
                  • #10 Collapse

                    Re: Do the forex by heart

                    hamy market ke movement ko dakth kar kam karna chahey hamy is mai dill laga kar kam karna chahey hamy is mai loss or profit ka samana karna parta hain jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe ko sahe kar ky kam karna chahey hamy is mai pasia be invest karna chahey ta ky hamy profit hasil ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Do the forex by heart

                      yhe to reality hy keh agar ham kisi kam ko dil se karen gy to ham us kam me kamyabi bi hasil kar saken gy . laekn agar ham kisi kam ko dil se ni karen gy to kabi bi us me kamyab ni ho saky gy . agar ap forex ko dil se karen gy to forex apko achi earning aur acha profit day sakta hy laken agar ap forex ko dil se ni karen gy to apko kabi bi is se koi faida ni mil saky ga aur na ap achi earning kar saken gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Do the forex by heart

                        hamain forum main bi trader ban skaty hain so hamain fourm main bi trader ban skaty hain so hamain forum main bi trader ban sakty hain so hamain fourm main bit rader ban sakty hainso hamain sucess hon gay ta k earn akreing ay so hamainf orum mainbi trader ban sakty hain so hamain fourm main bi sucess hon gay tak earn karn k kabil hon gay ta k earn karein gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Do the forex by heart

                          forum main bi trader ban sakty hain so hamain fourm main bi apny har zrora tko pora kar ksaty hain so hamain fourm main bitrader ban sakty hain so hamain fourm main itrader hon gay ta k earn karein gay so hamain fourm mainbi trader hon gay tak earn karein gay so hamain fourm mainbi mind ko fresh kar skaty hain so hamain forum main b rn karein gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Do the forex by heart

                            g blkl jesa k isn't kha gya hy k Jo b kam kren Dil sy kren jis kam ko Dil sy Kiya Jaye wo bht hi asani sy ho jata hy apko koi preshani nhi nahi hoti isi liye har kam ko is trah sy Karen Jo apka preshani na Dy Jo kam insan Khushi sy krta hy usny apko hr trah sy faida hota hy qk Jo kam Dil sy na Kia Jaye usmy bht apki mistake nhi hoti hn hr kam ko asani sy Karen kisi bhi kam ka khud par pressure na Len r Jo kam apka dimagh accept krta hy usi sy apko faida bhi hota hy r jis kam ko dill accept krta hy wo kam apka bht achy sy ho jata hy r agr his kam ko apka dill accept na kry usmy apko nuksan hota hy q k Jo kam bager I trust k Kia jay us sy koi faida nhi hota r idhar bhi yahi kha gya hy k forex ko dill sy kren r faida uthayen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Do the forex by heart

                              Assalam o Alaikum dear members Forex py jitna bhi ham apna time dyty hain tu wo hamara kam us waqt complete hota hy jab ham dil sy khushii khushii ka izhaar krty hain ye bahut khushii ki bat hy ap ko yahn py ziyada time nh dyna prta hay posts ka target hota hy wo dil laga k krnii hotii hain aur jab jiska g chahy wo apni trading start kr sakta hy ye bahut he acha business hy yahn sab ko dil laga k work krna Chahiye shukriya.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X