Kya her country ki market alag move karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya her country ki market alag move karti hai?
    Senior members please guide karein.
    Mera sawal hai k kya her currency pair ya metal ki market her country mein same chalti hai ya alag tareeqay sey?
    Yani agar trend bullish hai or hum buy kar rahy hain to puri duniya mein yehi trend hoga ya sirf humari country ki market mein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

    Market ki movement har County ki maeeshat k hisab se hi hoti hai. Market ko hamen achi tarah se following karte hen to hamen har mulk ki maeeshat ka bhi mutalea karna chaheye. Mehant aur lagan jahan pe bhi hogi to hamen lazmi us me kamyabi meli gi. Aur forex trading bohut hi ziada riski korobar hai agar hum yahan pe mehnat nahi karengay to hamen kamyabi ki ummeed bhi nahi rakhni chaheye. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. account use krne ke bohat zuada faede hai hmen is par ziada se ziada practice krni chahye ta ke jab hum real account use kren to hamre lye mushkil na ho.
    • #3 Collapse

      Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

      Agar Forex international market ki baat ki Jaaye To Har country yah world Mein Ek Hi market Hai Forex Ki Jo Ek Hi Tarah Har platform may move kar rahi hai agar Ham stock market Ki Baat karen to vah forex market se bahut different hai Kyunki stock market Mein Ham Ek particular company ke sath delete Karke kam kar rahe Hote Hain aur usse Hamen Jyada fayda Nahin Hota 90% traders usmein nakam Rehte Hain Kyunki vah bagair Kisi knowledge ke stock trading kar rahe hote hain Forex trading Kaisa platform Hai Jahan Mein bahut Achcha profit hota hai agar Ham Kuchh hi knowledge ke sath trading Karen aur kyon ki puri Duniya Mein iski forex market same Hai To Ham Kisi bhi platform ko choose Karke apni requirements ke mutabik trading start kar sakte hain

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

        dear is makreet main kaam kartay hwuay hamaijn jub tak isk baray main sab kuch sahi tarha say samjh nai aajaty hay hamain kabhi bhi is main kaam kartay hwuay iska risk aur reward k baray main nai sochna chaye jis say agar hamain phir bhi lose hota hay to usk peechay kuch na kuch theek bhi hota hay,
        forex makreet amin kaam kartay hwuay hamko isk aik pair ko dusray pair k sath kabhi bhi mawazna nai akrna chaye qk aisa kanray say hamko is makreet main lose to hoga he sath sath ham kabhi bhi isk baray main kuch khaasa smajh nai saktay hain aur agar ham kuch samjh nais aktay hain to zahir hay k ham kuch is main say kama bhi nai skatay hainis makreet main kaam kartay hwuay is main say hamain kamyabi bhi mil skaty hay aur hamko is main kaam akrtay hwuay har dink hsiaab say achi learning k sath sathn achi eanring ka milna bhi mumkin ho sakta hay aur agar ahm iska sahi knowledge hasil nai akr skatay hain to hamain isk baray main kaam karna hamko koi bhi khaas faida bhi nai hos akta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

          bhai jan asa kuch nhi hota forex ek onlines business hai is me ap trading kr sakhtey hain is me ye nhi hota ke ap business me ye nhi hota ke business har country ke liye alah hai sab business ke liye same hai aor sab tarf forex ek jesa hi chal rha hai ap bilkul tasli rakhain aor trading krain
          • #6 Collapse

            Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

            Assalamu Alaikum Nahin Sar bilkul Nahin Aisa Nahin Hota Har country ke apni market Tuti hai aur unke Apne charges vagaira hote hain aur unke rates goals per Apne Hote Hain Kahin per kya rate chal raha hai ki nahin hai ki nahin Hota Hain afraid sote Hain
            • #7 Collapse

              Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

              Ji han ismein hamesha hi jo bhi mumal hote Hain Jo bhi log hote hain to vah ismein aap apna kam achcha karte hain aur vah apna Kam aasani se bhi kar sakte hain agar hamare hi acche hi aap hamara mulk hota hai to hamen ismein market ki bhi utani jyada hi movement hogi jitni jyada Ham apne liye kar sakenge to hamen fayda milega aur bhi aise hi kam hota hai ki jaise hamen ka milega aur ham kam kar sakenge aur jitna jyada kam karna chahenge to hamen mil sakta hai aur apne aap ko kamyab bana sakte hain aur agar Ham sabhi insan ismein kam karna chahte hain to hamen bhi Koi apne aap par focus rakhna chahie aur agar Ham apne pass focus rahte rahte Hain to hamen utna jyada kam milta rahata hai ki Ham jitna jyada Karen aur apna Kam aasan kar sakte hain aur jo logon Ko jyada aasan kam karna chahie to vah karte rehte hain aur apne aap ko kamyab bana sakte hain agar hamen kamyabi Mili hai to apne kaam par focus rakhna hai to har waqt apne aap ko soch ke sath rakhe aur apna Kam acche se karte rahen
              • #8 Collapse

                Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

                forex kein bohat sray log work ker rahy hain kuen k ye aik international business hai aur is mein poori duniya mein different countries se log work kerty hain agar hum is emin kaam kerty hain tou humen is ka aik acha knowledge hona zaroori hai forex har country mein us k according he work kerti hai kuen k har country ki apni kuch rules and regulations hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

                  ji han bilkul har country ke market ke movement alag movement karti hai aur hamen apne market ko khud analysis karna hoga aur iske samajh Na hoga Taki Ham apni acchi trade kar sake aur achcha profit hassil kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

                    Forex trading Main Har country ki market Nahin Dekhi jaati ismein Har country ismein fix hota hai, aur ismein Har country apni. Hi movement ke sath market mum karti hai aur usko Dekha jata hai aur use per trading ki jaati hai. Aapko bhi is per chij Ko Man Mein Rakhna chahie is per special ek. Hi country Ko Dekhkar use Kiya jata hai aur aap acchi training kar sakte hain. Jyada Se Jyada mehnat Karen aur acche kam ko final Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

                      forex trading main humain jo curruncies values change hoti hui nazar aati hain wo international market ki hoti hain is se koi farq nahi parta k ap kis country main baith kr forx trading kr rahay hain asal chez ye hai k ap konsi currency pair main trading kr rhain hain
                      or related currency ki economical and political conditions kia hain.aik Pakistani trader k liay bhi market aisay he hoti hai jaisay k kisi or country main baithay trader ki market. Currency ki movement si waja se hoti hai k forex trading main market main change aatay
                      he rehtay hain or in changes k pechay international circumstances hotay hain agar dunia main koi bhi khas waqia hota hai to us ka asar forex market par lazmi parta hai is tarha kisi country k baray main positive news us country ki currency pr positive asar prhay
                      ga agar koi negative news hogi to negative effect hoga is liay forex market ki positioning or changes ko samjhnay k liay internationalnews par nazar rakhain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

                        Dear globally sab countries mein apni economical growth hy or unko stocks kehte hain isliye logically sab countries mein apni market apne hisab sy he work karti hain lakin jisko currency rate kehte hain uski sirf aik he market hy jo forex hy kyo ky forex mein currencies trade ki jati hy jo currency sy related country ki strength ko define karta hy or jo trade ka outcome hota hy usy globally currency different countries mein exchange hoti hain. Forex mein jo countries strongly growth develop karti hain wo straight USD sy compete karti hain isliye har country ki market apne hisab sy move karti hain lakin jab globally trade hoti hy tou sirf forex jaisi grandest or legitimate platform py.
                        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

                          A.o.A forex members kasay hn ap log. Umeed hai ap sb theek honge. G han members Market ki movement har County ki maeeshat k hisab se hi hoti hai. Market ko hamen achi tarah se following karte hen to hamen har mulk ki maeeshat ka bhi mutalea karna chaheye. Mehant aur lagan jahan pe bhi hogi to hamen lazmi us me kamyabi meli gi. Aur forex trading bohut hi ziada riski korobar hai agar hum yahan pe mehnat nahi karengay to hamen kamyabi ki ummeed bhi nahi rakhni chaheye. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. account use krne ke bohat zuada faede hai hmen is par ziada se ziada practice krni chahye ta ke jab hum real account use kren to hamre lye mushkil na ho.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya her country ki market alag move karti hai?

                            han market her country ki jo currency pair hoti hai unki market ke moment different hoti hai koi bhi market ki jo movement awaaz nahin hoti han agar dekha jaaye to gold silver ki market ki moment se bahut theek hai unmen different points per same kara ki moment show hoti hai lekin jo currency pair udhar se moment nahin hoti to aise mein hamen bahut sambhal ki kam karna hota hai jitna jyada Ham careful ok kam karenge utna hi hamara fayda hoga forex market ko samajhne ki koshish karen to for samay bahut kuchh lekar jaega agar Ham forex market ko nahin samajhte to Ham kuchh bheege nahin kar sakte for bahut achcha business hai ismein a different currencies different pairs ki alag alag market hoti hai aur UN sab ki market ko Ham chat kis tarike se dekh sakte hain isiliye jitna Ham chat ko dekhenge aur jitna kisi market ko samajhne ki koshish karenge utna hi hamara fayda hoga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X