Mostly account wash honay ki reasons ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mostly account wash honay ki reasons ?
    Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apnay apnay kaam ko achay say kar rahay hon friends mera ap sab say sawaal ya hai kai mostly humara account kyun wash hota or hum account wash honay say kasay bach saktay han wo kon si tricks han jin say humara wash nahi hota ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

    Forex Mein account wash hone ki Bahut Si reason ho sakti hain Jaisa Kasam X aisa hota hai ki koi trader lalach Mein Aaj Ke Apne capital se extra risk Le leta hai aur lot size extra use Karta Hai Jiski vajah Se Jab uski trade nuksan Mein Janti Hai to uska account wash ho jata hai aur Aisa Bhi hota hai ki hamare pass capital Jyada Nahin Hota aur ham Fir Bhi commodity patriot Laga Dete Hain Jaisa ke Agar hamare pass Jyada capital Na Ho aur ham gold keytrade Laga Den To Aisi condition Mein most of the time Hamara account wash Hota Rahega.
    Last edited by ; 11-11-2020, 10:00 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

      dear friend forex trading mn account wash honay ki waisay to bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn account wash honay ki dub sa barri waja ziada profit ka lalach ha keun k jo log ziada progit k lalach mn big lot size use krtay hn to jb trade loss mn jati ha to jald he account bhi wash ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
        Forex Mein account wash hone ki Bahut Si reason ho sakti hain Jaisa Kasam X aisa hota hai ki koi trader lalach Mein Aaj Ke Apne capital se extra risk Le leta hai aur lot size extra use Karta Hai Jiski vajah Se Jab uski trade nuksan Mein Janti Hai to uska account wash ho jata hai aur Aisa Bhi hota hai ki hamare pass capital Jyada Nahin Hota aur ham Fir Bhi commodity patriot Laga Dete Hain Jaisa ke Agar hamare pass Jyada capital Na Ho aur ham gold keytrade Laga Den To Aisi condition Mein most of the time Hamara account Vas Hota Rahega.
        Salam to all Forex members

        Mostly account wash hone ke Kafi reasons hai Ek jo sabse important reason Hai vah yah hai ki Ham lot size Kam istemal Nahin Karte Hamen chahie ki agar Hamara account Chhota Hai To Hamen lot size bhi Chhota use karna chahie Jab Ham lot size Jyada Karte Hain To Hamara account wash ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

          Dear friend forex trading men wesay tu account wash honay ki bahut c wajoohat hen lekin ziyada tar hamari apni mistakes ki waja se account jaldi wash ho jata hey iss liay jo log jald bazi se kam letey hen woh bagher sochay samjhay jaldi men trade lagatay hen jiss ki waja se ghlat trade lag jati hey iss liay bara loss ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

            dear bhai is mn hamra account tab hi wash hota ha jab hum extra kam krte hein acha kam krein gein tu kameyabi milen gi is business mn sahi kam krte rehna chaiye sahi is business mn regular kam krna hota ha daily work krna hota ha tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krna hota ha kameyabi hume tab hi milti ha jab acha kam krte hein ye hamre liye eik sab se acha onlines business ha bohat asani se kameyab ho sakte hein
            • #7 Collapse

              Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

              Forex mein humain loss ya humara account wash iss lye hota hai kay hum iss mein ghaltian kertay hain aur unn ko control kernay ki koshish bhi nahin kertay hain balkay apni ghaltioun ko bar bar trade mein repeat kertay hain aur forex ka knowledge bhi hasil nahin kertay hain hum trading kernay mein jaldbazi kertay hain zayada profit kamanay kay chakkar mein hum bhi ghalat tareeqa istemal ker detay hain ya over trading ker detay hain jis ki wajah sae humaray zayada tar account wash ho rahay hain issi lye human iss business mein mehnat aur hard working kay sath kaam kertay huay market ki position kay mutabik humain kam lot istemal ker kay over trading sae bachna chahyea humain kabhi bhi over trading nahin kerni chahyea hamesha market kay analysis ker kay aik ya dou trade open ker dena chahyea ta kay hum unn sae bahut acha profit hasil ker sakain aur apnay account ko bhi wash honay sae bacha sakain iss lye khoob mehnat sae kaam kerain aur kamyabian hasil kerain
              • #8 Collapse

                Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

                gee han dear agar hum forex main account wash ke bat karin to hum is main ya kah sakty hain hamain forex main soch samjh kay or is main lagan say he hum is main kam karin gay to he hum is main kamyab hon gay forex main hum forex mai bgair analysis kay he hum is main trad karty hain or is main hamara account wash ho jata hai islia main appp say yahe kahon ga kay hamain forex main soch samjh kay he hum is main kam karin gy tohe hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai hamian forex main roles ko follow kairn gay to he hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai
                • #9 Collapse

                  Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

                  Salaam. Account ki sab se badi waja traders ka lalach hota he. Trder small account size pe big lot size apply krta he. Or agr loss ho jaey to recover krne k chakat me big size masalsal trades lgata he jo account crash ki waja banti or baz aokat traders lot size to manage kr rahe hote lakin experience na hone ki waja se account crash krwa bethte hn. Market ko analyse na krna or tred ka khyaal na rakhna ye tamaam chezen insaan ko big losses se dochar krti hn. Hamen chahye k safe trading k liye kalach ko apne qareeb na aney den hamesha account management k satha trade karen. Kbi b apne account volum se big lot size apply na karen. Agar hamari chnd trades loss me chali b jaen to unken recover krne ki koshish nai krni chahye bal-keh us din trade hi na karen to behtar he agle din fresh ho k achi tarah market ko watck kr k trades lgaen. Or ye traders ko chahye real me trading krne se pehle demo pe practice kr k achi tarah apna experience gain karen. Hamara experience jitna acha hoga trades b utni achi hogi or losses ka khatra kam se kam hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

                    Mere khyal mein forex trading mein mostly members Jo bonus ke through trading karte Hain uske account wash Ho jaate Hain uske mere hisab se 2 main reasons hai.
                    1.Pahla reason ye hai ki Ham hamesha trading mein jaldbazi karte Hain market course study nahin karte aur aur galat time per galat direction mein trade open kar dete Hain jiski vajah se a hamen loss ho jata hai aur hamara account wash ho jatha hay.
                    2. Second Jo main reason hai account ke wash hone ki vah yah hai ki Ham lalch karte Hainaur hamesha jyada se jyada lot size ke sath trade open karne ki koshish karte Hain jiski vajah se agar kisi bhi time vahi trade hamare opposite chali jaaye to uski vajah se account wash ho jata hai.
                    Agar Ham ine donon kamo per control Karen to kabhi bhi hamara account wash nahin hoga aur ham trading ki business se achcha khasa fayda hasil karenge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

                      W/salaam dear mery khayal ky mutabic account wash hony ki asal reason hai overtrading agar ap overtrading sy avoid karen taky account wash hony sy bach jaye soch samjh kar trading karen gay tu nuksan sy bach jain gay .....
                      • #12 Collapse

                        Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

                        Forex Ek risky business hai jismein Hamen log Hamari Apne wajah se hota hai Forex Mein Hamen main Karni Hogi aur sabse mote cutting karne ke Kyunki ismein log se Hamara pura ka pura kaun se baat ho sakta hai isliye Hamen chahie ke Jyada Se Jyada mehnat karo aur Market Codec to trading Karen Forex Mein vah account was hone Ki Sabse Badi recent Hamari jalva ji aur lalchi Forex Mein Ham signals Ko Dekhkar Bhagya Laga Dete Hain jismein Hamen load hota hai aur Hamara pura ka pura counter was ho jata hai is Hamen chahie ke Jitna Ham market Ko Dekhkar trading Karenge Hamen utna hi acche acche se pass Hoga aur ham account was disabled Sakenge account voice hone se Hamara Achcha Khasa dost bhi jata rahata hai isliye main Ja Ja Ke Minnate Karen aur Market Ko Dekhkar Thodi Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

                          Zyda tar logo k account Gold par bgr sochy samjy bgr analysis k treding karna say wash ho jaty hain as lay kabii bhii asi koi tread open na kary jass ki waja say ap ka account wash ho jaye jass main srai mahant blance zya hony k sth dubra say account par blance k lay straggle karna phrtii hain as lay kbii bhi asi koi mistake na kary jass ki waja say tumy nuksan uthna phry
                          • #14 Collapse

                            Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

                            Assalamu alaikum Forex member remember aapane bahut achcha question kiya hai mujhe aapka pasand bahut achcha laga hai aap bilkul perfect baat kah rahe hai tere mostly account was hone ki vajah kya hai mostly account was hone ki vajah ya ho sakti hai aap kya analysis achcha nahin jab aapka market se achcha nahin hota aur aap is tarah se aap hi nahin hota ji member agar aap achcha kam perform karna chahte hain iske liye jaruri hota hai ki aapka analyses achcha hua kar aapka lala CC achcha nahin hoga to aap kabhi bhi achcha Kam nahin kar sakte kyunki agar aapka trading se related analysis nahin achcha trading karna start kar dete Hain to aap ka kaun automatically loss ki taraf chala jata hai isliye aapko chahie kya aap kabhi bhi gaya uske trading na Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mostly account wash honay ki reasons ?

                              Account watch hone ki ek reason yah hai ki log lalach karte hain aur Big Lot size use karte hain wa money management aur risk management Ka Khyal Nahin karte aur mere mutabik loss Ki Sabse Badi vajah Hamara lalach Hai Hamen Forex Business mein lalach nahin karna chahie aur Jyada Se Jyada time business per invest karna chahie Uske alava nakami ki badi vajah lack of knowledge and experience hi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X