Reserve Currency:-
Reserve currency wo currency hai jo Central Bank aur dusry maaliyaati idaary apny paas mostly rakhty hain jo ky international trades, investment aur loans wegera ko pay karny ky liye istemaal hoti hai..
Which Currency to Reserve:-
USD is the most widely used reserved currency since 1944. Aur ziayda tar international trades duniya mein USD mein hii hoti hain. Lekin dusri currencies jesy ky Yuan wegera bhi reserve currency mein aa jaatin hain.
Usd dollar world largest reserve currency:-
No doubt USD dollar duniya ki sab sy bari reserve currency hai aur approx ye world economy mein at least 60 percent hai. Duniya ki sari trades USD dollars mein hoti chahy wo international payment ho ya phir 2 countries k darmeyan mein koi trade ho. USD dollars iss liye reserve currency k toour par use hoti hai k united state ki economy poray world k liye aek model hai aur ye world ki strongest economy hai.
US Dollar reserves currency:-
1944 mein jab Bretton wood system ka neyfaz howa tou us ky mutabiq USD dollar ko king ka darja diya gaya tha aur poori duniya ki currency ko USD dollars k sath link kar diya gaya tha. jis se mukhtalif countries ne US dollar ko apne mulk ki maeeishat ko mustehkam karny k liye as a reserve currency rakhna shuru kar diya. Is waqat China aur Japan k pas one one trillions ki us currency ka stock hai aur us k bad barazil hai jis k pas 3sry number pe ziada US reserves dollars pary hain. UK ka number 4th position pe hai world mein ziada US dollar ka as a reserve currency rakhny ka stock hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим