(PVI):-
Positive Volume Index indicator market mein positive volume change ky bary mein aap ko batata hai. Is mein market ky volume mein increase hony par details di jati hain PVI indicator aap ko market mein trends ky bary mein aur market mein time to time volume mein increase ky bary mein information deny ky kam ata hai. Aur aap is ko yearly basis pe jis mein 255 days ki average ky tor par use kar skty hain. Jis mein daily volume increase hony par apko Positive volume index ek value deta hai aur 255 values ky bad aap first aur last value ky darmian agar positive change matlb ky increase dekhyn to aap market ky volume increase ky bary mein bata skty hain.
(PVI) k benefits:
best for take entry in market:
Is k ilawa is indicator ki madad se hun Forex trading ki market ke liye aek accha signal Le sakte hain aur in signals ko follow kar ke market Mein aEk achi entry Le sakty hain Kyun ki Forex trading ki market Mein Hamein Ussi Waqt enter Hona zyada acha rahy ga Jab hamary pass bohat zyada Acha entry point available hoga aur yeh indicator Hamein market ky Trend ky bary mein aek acchi indication provide karta rehta hai aur Market ki positive value Hamein chart per indicate karta rehta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим