dear asal main hamara is forum main kaam karnay ka maksad yahi hay k ham is main kaam akrtay huway ham say jo jo mistakes hoty hain ham unko is main share kartay hwuay unka hal nikaltay huway forex markeet amin kaam karain aur agar ham is main aisay kaam nai kartay hain to hamara is main kaam karna hamko koi bhi khaas faida nai day sakta hay is liye jitna ziada ho sakta hay hamain is forum main apni mistakes ko he share karnay say ham is say acha result hasil kartay hwuay apni tentions ko door karnay main kamyab ho skatay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим