Indicators ka istemaal kasay kiya jaey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ka istemaal kasay kiya jaey
    Asslam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apni posting kai kaam ko achay say kar rahay hon gay friends mera ap sab say question ya hai kai hum indicators ka istemaal kasay kar saktay han or in indicators ko istemaal karnay say humay kaya faida hassil ho sakta hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ka istemaal kasay kiya jaey

    Forex Trading me indicators ka istemal bohut aham bhi hai aur is ka istemal hona bhi chaheye. Forex trading me hamen sare indicators ka istemal karna chaheye, indicator hamare leye bohut ziada faidamand hoti hai. RSI ya Ratio Strength Index aik indicator hai jo forex trading market me hum technical analysis k leye istemal karte hen. RSI ka bohut zyada istemal hota hai forex trading analysis me aur is indicatores se hum forex trading ki analysis bohut zyada madad lete hen. RSI indicator ka forex trading analysis bohut had tak kamyab bhi hoti hai. Forex trading me hum jab mt4 ya mt5 apps ko open karte hen to chart pattern k nechae aik line gragh show ho raha hota hai. Wo line graph hamare leye RSI indicator hai. Forex trading me RSI indicator ki value to points k darmeyan de jati hai jese 30- 70 ka level deye gaye hen. Is me jab value 30 se nechay ya 70 se uper ko chali jati hai to pher value apni direction ko change karne ki koshash karte hen.

    اب آن لائن

    Working...
    X