Jaiza : Consumer price index Kia ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Consumer price index Kia ha.
    Asalam o Alaikum dear friends aaj ham consumer price index ke bare mein baat karne ja rahe hain isko ham asaan words main (CPI) kahty hain aur ya daily ki base par market main show kiya jata hy aur ya purchasing ki power ki bhi ibdication daita hy jis sa har traders ko trade main bahot zyada asaani hoti hy.
    consumer price index ke bare mein newly traders ko nahin maloom hota unko informations nahin hoti ke yah Kya hota hai CPI data daily base par release hota hay jo key current growth aur inflation ka indication provide kar sakta hay, CPI me food, goods production data release kia jata hay CPI purchasing power ka indication deta hay jes se country ki economy ki positive ya negative effects ka andaza lagaya jata hay.
    Note!
    Consumer price index ko Cost of Living Index (CPI) bhi kehte hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

    dear friend, consumer price index kuch makhsoos good ya services ma price change ko measure karta ha jis ma food, energy, housing, medical care. transportation aur clothing wagera shamil hotay hain, isko cost of living index b kehtay hain. CPI daily life ma inflation rates k rise karnay ko measure karta ha jo consumers ko effect kartay hain, isi k mutabik retailers future prices k increase ki predict kartay hain aur employers salaries ki calculations kartay hain. inflation k increase honay ka mtlb ye hota ha k central banks apnay interest rates ko b ziada karain gay,

    sb sa ziada use honay wala inflation CPI hi ha, ye un prices ko measure karta ha jo consumer na mukhtalif goods ya services k liay pay kiay hotay hain, in services ya goods ma mukhtalif daily life k usage ki cheezain shamil hoti hain, CPI ma investment items, bonds ya life insurance wagera involve nhi hotay. USA ma hr month "Bureau of labour statistics" sa mukhtalif data collectors goods aur service provide karnay wali companies ko visit kartay hain aur hr tarah k items ki prices k baray ma information hasil kartay hain jis sa CPI ma price change ko measure kia jata ha aur ye data combine kar k perticular month k 2nd ya 3rd week ma release kia jata ha ya phr ye Producer Price Index k bad release kar dia jata ha, ye inflation ko acurrately aur widely measure karta ha aur ye government policies k effective honay ka aik indicator b smjha ja sakta ha, CPI kisi b country k financial circle k liay aik important tool considr kia jata ha
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahdani902 پيغام ديکھيے
      Asalam o Alaikum dear friends aaj ham consumer price index ke bare mein baat karne ja rahe hain isko ham asaan words main (CPI) kahty hain aur ya daily ki base par market main show kiya jata hy aur ya purchasing ki power ki bhi ibdication daita hy jis sa har traders ko trade main bahot zyada asaani hoti hy.
      consumer price index ke bare mein newly traders ko nahin maloom hota unko informations nahin hoti ke yah Kya hota hai CPI data daily base par release hota hay jo key current growth aur inflation ka indication provide kar sakta hay, CPI me food, goods production data release kia jata hay CPI purchasing power ka indication deta hay jes se country ki economy ki positive ya negative effects ka andaza lagaya jata hay.
      Note!
      Consumer price index ko Cost of Living Index (CPI) bhi kehte hen.
      G dear market mai ap nay kam kiya hai tu ap nay es kai aik bat note ki ho gaye kay ap kam ager acha kartye hai tu us mai ap ka kam kafi long turn trading mai chala jata hai tu ap ka kam jub long turn trading mai jata hai tu us time pay ap es mai ap daily base pay kuch persentage ap kay account say cut jati hai jisye khaitye hai consumer money yani kay bad mai ap kay kam mai asani ho jati hai per es mai cuting usi hisab say chalti rhati hai ap es mai jis hisab say kam kartye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kosesh kiya karain kay jaldi trading clear kar dain ta kay bad mai ap kay kam mai masla na banye aur ap acha kam kar kay es mai kamyab ho pain kiyu kay ap ka trade es mai jitna lamba ho jata hai ap kaliye utna he zayda masla ban jata hai aur ap ka kam bhi es mai us hisab aay acha nhi ho pata hai tu ap nay ager acha kam karna hai tu ap es mai kar skatye hai ap ka kam hai kay ap es mai ia pair mai kam karain jo kafi fast move karta hai ta kay bad mai ap kay kam mai masla nhi ata hai ager ap aisye pair mai kam kartye hai tu ap ka kam kafi asan ban jata hai aur ap es mai usi hisab say kam kar kay kamyab ho jatye hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha market mai ua kay hisab say kam kartye hai tu ap kamyab ho patye hai tu ap acha kam nhi kartye hai tu ap kay kam mai maslye chaltye hai tu ap nay acha kam karna hai ap market mai anylsis kay hisab say acha kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai masla nhi ata hai aur ap acha kam kar kay ap es mai kafi acha kam kar saktye hai aur ap bad mai kamyab ho jatye hai tu mahnet aur lagan kay sath jitna acha kam kiya jata hai utna he zayda faida ho jata hai aur ap kamyab bhi ho jatye hai tu kam karna hai ap acha kam kartye rhain aur kamyab ho jain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

        my dear friend forex trading main jo consumer price index hota hai wo goods services main hota hai jis ko hum cost living indiex bhi kahty hain por yah wo goods hoti hain jo hum directly yah indirecty use kar rahy hoty hain jis ka mtalb yah hota hai k hum jo chez lety hain wo humain consumer price par milti hai jub k hum aghr osko agy sell karty hain tu os main jo commotion hota hai wo hum khud as a profit hasil karty hain or yah jo index hota hai wo food energy, medical care. or transprtaion k sath sath clothes main hota hai

        en chezon main jub price increase ho jati hai tu es ka mtalb yah hota hai k es main central bank ki tarf se bhi rates incraese kiye y hain jis ki wajah se consumer price bhi change ho gai hai or ab jo price pahly se chal rahi thi wo bhi ab increase ho gai hai esi trha he humain yah index ko face krna hota hai jis k bad aghr cpi invest item wagera ki aghr bat ki jay tu wo bhi es main involve hoty hain jis main life insurence bhi add ho jata hai en sub main jo sub se zyda interest ate main indix count hota hai wo cpi ka hota hai jis main yah consumer index bhi zayda hota hai

        cpi un qeemton ko meause krta hai jo consumer ki traf se chezon par lago hoty hain or en par jo agh services provide ki jati hai osi hisab se es main infation karty howe aghy consumer ko diya jata hai yah index rate jo change hoty hain wo month k dosry yah tesry hafty main ja kar realease kiye jaty hain jis yah sub kuch govt policies k according hota hai jis ka humari country par bhi kafi ghera asar parhta hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

          Yes forex trading ma trader hai ko jetni knowledge ho gi wo etna he acha perform kar saky ga. Jo trader knowledge k bena trade ko prefer karty hain wo kbi acha impact karny ma kamyab ni ho paty. So traders ko pehle apni knowledge ki fikar karni chahe. Ye knowledge traders ko bhot complex routine k bad hasil hota hai. Jo trader ye chahty hain k unko bena kisi effort k knowledge or earning hasil ho jae to forex asa business ni hai. Forex ma wo he kamyab hoty hain jo har waqat forex k sath he chipky rehty hain. Es topic ma ham consumer price index ki knowledge ko use karyn gy.

          Consumer price index and its importance. Consumer price index ik critical indicator hai jo price pressure ko use karta hai or inflation ki information deta hai. Forex trader consumer price index ko use karty hai or monetary policy ko detetmine karty hain. Jis ki bad centeral bank asy steps ko utatata hai jo currency k interest rate ko increase or decrease karty hain. Es k bad inflation increase or decrease hota hai. So ham ye keh sakty hain k inflation ki study k lae central bank ki policies bhot impact create karti hain or tradet ko en ki study sy pata chalta hai k wo currency ko kesy study kar sakty hain.

          Jo trader cpi ko ignore kar dety hain wo kbi kamyab ni ho paty or wo hamesa loss ma he giray rehty hain so traders ko en small terms ko lazmi consider karna chahe jo hamary lae benefit ka bahes to hoti hai but asa tb he hota hai jb ham enko properly consider karty hain. Jb ye cpi currencies ko effect karta hai to es ka matlab ye hota hai k ye forex market ko b effect karta hai. So ham ye keh sakty hain k cpi market ko ignore kar deny sy kbi kamyab ni ho payn gy.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

            Consumer price index darasal kisi bhi mulk ki economy ko goods and services ki production say lay ker aam sarif ki entire satisfaction ko measure karna hota hay. Q keh ager sarif ki requirement kay mutabiq goods ya services nai hon gi to woh inko low price per bhi nai khareedy ga laikin ager ye cheezain inko satisfy karain gi to woh inko khareedny kay liye kuch bhi price pay karny kay liye ready rahain gay.

            Ager aisi goods ya services jo sarif ki requirement yani basic zarooriat hon aur inki shortage bhi inki price ko effect karti hay. Masaln medical care, jab koi bhi consumer beemar hoga to woh tab he unko purchase kary ga aur is kay liye woh any price pay karny kay liye ready rahy ga.

            Ager mulk main ashya-e khord-o-nosh sarifeen kay liye kafi nai hon gi to is waja say inflation ki surat paida ho sakti hay. Ya jab sarifeen kay pas ziada amdani a jaye gi to is tarah bhi inflation ho sakta hay aur woh luxary items purchase karna shuru kar dain gay.

            CPI ka maqsad yehi hota hay keh govt mulk main awam ki zarooriat ka bhi khial rakhain aur mulk main inflation and deflation main bhi tawazan rakhain. Is tarah govt baz dafa jobs offer karti hay, interest rate low kar daiti hay aur taxation main bhi kami lati hay jis say CPI main bhi positive rujhan ata hay, lehaza jab CPI report positive aye to mulk main iski economy main bhi behtri a jati hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

              Walekum assalam consumer price index se related aapane bahut hi important analysis Hamare Sath share Kiye Hain dear jab aap consumer price index ko properly study karte hain to ismein aapko bahut hi important analysis complete karne ke liye help mil sakti hai dear basically consumer price index ko clearly understand karne ke liye aap different important lagging indicators istemal Karte Hain Jo aapke liye bahut jyada useful ho sakte hain no doubt consumer price index basically economic factors par depend kar raha hota hai aur inse closely attach Hota Hai.

              Market Mein available different important economic factors ko clearly understand karne ke liye aapko market Mein completely study Karni hoti hai aur uske sath sath different important products ki demand and supply co regular basis per study karna Hota Hai Jab aap market Mein different important information Hasil kar lete Hain To Aisi situation main aap aap market Mein consumer price index ko easily understand kar sakte hain aur aap apni trading Mein profitable trading ke liye perfect analysis complete kar sakte hain no doubt Forex trading Ek Aisa business hai Jisme aap different important economic factors aur uske sath sath different factors ko complete study Karke Apne analysis complete kar sakte hain.

              Consumer price index ko properly study karna aur is related complete learning Hasil karne ke liye lagging indicators bhi aapke liye bahut jyada helpful ho sakte hain aur ji aapke liye Kaisa platform provide kar sakte hain jo aapki trading co bahut jyada profitable banaa sakta hai no doubt consumer price index aapke analysis ko perfect banane ke liye bahut jyada helpful ho sakta hai aur aapki trading ko bhi profitable banaa sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

                Dear CPI data consumer price index data aik bht effective news Hoti Hy jis me consumers ki prices ko kehty hey, news traders ko agar CPI data ki information hasil ho jaye to mery khayal me CPI data ki waja se wo market whether ka us ko knowledge asani se ho jata hay, CPI data daily base par release hota hay jo key current growth aur inflation ka indication provide kar sakta hay, CPI me food, goods production data release kia jata hay CPI purchasing power ka indication deta hay jes se country ki economy ki positive ya negative effects ka andaza lagaya jata hay account USD main hy open karty hian is liay wahan pr Pak currency ka account open nhi hota hay to hm ko apni Pak currency ko use kar kay USD account balance use karty hain to yeh tareeqa kar hota hay aor forex market main investment kay liay USD account open krna hota hay aor hm apni Pakistan Rupees ko USD main convert kar kay forex trading account main deposit karty hain aor yeh sb online ho jata hay jo kah boht hi easy hay is main hm ko koi problem face na hota hay. trading karain gay us broker mein ap ko bata diya jata hy k ap apne account mein kon si currency mein account open kar saktay han aur kon si currency mein investment kar saktay han ap jab kise bhi broker mein account open karain tu us account mein ap withdraw deposits mein dekh saktay han k ap kis currency mein investment kar saktay han ziada broker mein account USD mein open hota hy aur kuch broker euro mein bhi account open kartay han aur euro mein investment bhi kar saktay han aur Pakistan mein investment ap kise bhi money Booker se kar saktay han aur in mein sab se best skrill account hy aur ap investment kise bhi bank k card se kar saktay han aur insta forex ka account USD mein open hota hy aur ap ko investment bhi USD mein karni hoti hy.
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

                  G Dear CPI consumer price index basically country wide economic indicators hota hy jis me kafi factors involved Hoty hen Jin me GDP aur Current Account Deficit shamil hota hy in way of forex trading dakha jay to currency account specific ktna hota hai jos ma ap euro ma account bna skty ho ap doller mean usd doller ma account bna skty ho apko rupees kp pehly doller ma ya euro ma convert krna hota hai is ky leay apko pehly online account bnana hita hai jis ma skrill paypall money bokr etc jesy account hain is ky bad apko us amount ko apny trading account ma transfer krna hota hai yahan forum ma jo log bonus py trading krty hain inko bonus doller usd ma dia jata hai phr wo yahan sy usd ma trading krty hain aor agy profit exchange krvaty hain doller sy rupees currency use hoty hay aor jb hm forex market main investment karty hain to hm apni Pak currency ko use karty hian mgr hmain jo trading account hota hay us kay liay apni Pak currency ko USD dollar main exchange krna hota hay kion kah jo bhi forex broker hain woh sb account USD main hy open karty hian is liay wahan pr Pak currency ka account open nhi hota hay to hm ko apni Pak currency ko use kar kay USD account Producer price index indicator market mein use Kiya jata hai koi bhi company jab apni products banati hai to uski cost and value decisions ke liye producer price index Kahan se Dekha jata hai aur uski base per price index decision liya jata hai aur uska Kiya jata hai.Trading market members jab bhi koi product bansi hai to uski ki cast and value ke accordingly uski price ka anda kaise lagaya jata hai aur usko market mein sale ke liye price set ki jaati hai consumer jab product key value and price ko dekhta hai to vah decision karta hai ki us mein process karni hai Nahi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

                    Consumer price index CPI a 1 indicator hai jo forex trading ke andar daily base per apni moment ko show karta hai aur forex trading mein consumer price index ka roll bahut simple hai is per kam karna bhi aasan hai aur isase fayda hasil karna bhi bahut aasan hai forex trading mein bahut sare senior members is apna fayda hasil karte Hain is per working karke unhen ek achcha benefit milta hai aur vah apne juniors ko bhi yahi suggest karte Hain ki vah consumer price index ke through market mein trading Karen is ek achcha benefit hasil kar sakte hain forex trading mein bahut sare indicators use kiye jaate Hain aur almost sab indicators he useful hote Hain aur ine se profit bhi earn Kiya jata hai consumer price index in SAB indicator mein sabse jyada simple hota hai aur is se bahut jyada logon ko fayda hota hai specially junior members ko kyunki unke pass knowledge kam hota hai practice bhi itni khaas nahin hoti isiliye consumer price index UN logon ko achcha benefit deta hai jo is per kam karte hain aur Junior members ke liye yah bahut jyada beneficiary hai agar vah thodi bahut knowledge ke sath bhi is ke upar kam karenge to unko profit hasil ho sakta hai aur yah kam se kam nuksan karwata hai aur apne trader ko achcha benefit deta hai junior members ko chahie ki vah consumer price index ko follow karte Rahe is se unko market mein bahut jyada aasani hogi aur movement ka bhi pata chalta rahega ki market ki movement kya hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

                      Walaikum Salam ummid karte hain aap sab khairiyat se Honge aur aaj aapane Intex se related bahut hi best question ko choose Kiya Hai discussion ke liye Is Western ke jariye se Ham Apne doston ke knowledge ko increase kar sakte hain Forex trading ki market mein jo members kam kar rahe Hote Hain to unhen market Mein consumer price index ko acche tarike se study karna chahie aur Iske learning per Jyada Se Jyada focus karna chahie Kyunki market Mein yah price Index bahut hi important Hota Hai


                      Consumer price

                      Market Mein Jo Bhi papers editing karte hain to unhen consumer price index ke bare mein complete knowledge Hasil kar lena chahie market Mein consumer price Intex price ki average ko kaha jata hai market Mein is consumer price index ke jariye set different types ki countries ki average ko calculate karna bahut jyada ISI ho jata hai consumer price index calculation karne ka ek bahut hi Aasan Tarika Hai Jisko traders use kar sakte hain aur Iske jariya se acche advantage Aasan kar sakte hain


                      Click image for larger version

Name:	gross1.png
Views:	2
Size:	65.8 کلوبائٹ
ID:	12335610

                      Consumer price index changing

                      Market Mein consumer price index is Waqt change Hote Hain Jab market Mein price ke level change Hote Hain Jab market ke price movement start karti hai to use vah karte market Mein maujud Kacche per price index ki average main bhi changing a Jaate Hain aur Market ki price ke movement ke changing ke effect is Index per padhte Hain isliye Tamam members ko market ki position per acche tarike se Najar rakhni chahie tha ki vah market ki price ki movement ki vajah se is per padane wale effect ko acche tarike se confirm kar Saken aur Market Mein Iske hisab Se Hi Apne trading start kar sake yaha par apni treading mein changing kar sake Ek trader ke liye market aur Market Mein maujud Tamam chijon ko kar per karna bahut jyada Jaruri hota hai tab hi vah market Mein Ek successful later pad sakta hai aur apni trade ko ek perfect treat banaa sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

                        AOA my dear all Forex member dear jab aap consumer price index ko properly study karte hain to ismein aapko bahut hi important analysis complete karne ke liye help mil sakti hai dear basically consumer price index ko clearly understand karne ke liye aap different important lagging indicators istemal Karte Hain Jo aapke liye bahut jyada useful ho sakte hain no doubt consumer price index basically economic factors par depend kar raha hota hai aur inse closely attach Hota Hai Market Mein available different important economic factors ko clearly understand karne ke liye aapko market Mein completely study Karni hoti hai aur uske sath sath different important products ki demand and supply co regular basis per study karna Hota Hai Jab aap market Mein different important information Hasil kar lete Hain To Aisi situation main aap aap market Mein consumer price index ko easily understand kar sakte hain aur aap apni trading Mein profitable trading ke liye perfect analysis complete kar sakte hain no doubt Forex trading Ek Aisa business hai Jisme aap different important economic factors aur uske sath sath different factors ko complete study Karke Apne analysis complete kar sakte hain Consumer price index ko properly study karna aur is related complete learning Hasil karne ke liye lagging indicators bhi aapke liye bahut jyada helpful ho sakte hain aur ji aapke liye Kaisa platform provide kar sakte hain jo aapki trading co bahut jyada profitable banaa sakta hai no doubt consumer price index aapke analysis ko perfect banane ke liye bahut jyada helpful ho sakta hai aur aapki trading ko bhi profitable banaa sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

                          Real aapane bahut hi acchi information consumer price index ke bare mein Hamare Sath share Ki Hai Piya Ki CPI report hoti hai jo ke daily basis per market Mein show ki ja rahi Hoti Hai Kisi bhi goods aur kisi bhi product ke bare mein yah prices on ki ja rahi hoti hai dear jab aap ismein technical analysis kar rahe hote hain aur Forex trading Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to ismein bhi consumer price index indicator ka istemal Kiye Ja sakte hain Jis Ka istemal Karke updating Mein technical analysis kar sakte hain aur aap inse a profit Hasil kar sakte hain.

                          CPI consumer price index Mein Jab Ham kam kar rahe hote hain to real ismein Ham dekhte hain ki market Mein daily basis per aapko Ek formulae Kehta Hai jismein Aap market ki opening aur Market Mein opening ke sath sath uski closing aur Market Mein Uske highest point aur lowest point ko observe Karke unko divide battery Kiya jata hai jisse aap 1 price nikal sakte hain aur vah aapka pivot point hota hai dear consumer price index Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to aapko ismein daily basis per acche tarike se kam karna hota hai aur yah sirf technical traders kar sakte hain.

                          dear consumer price index Mein Ham dekhte hain ki Jyada technical traders aur expert traders proform kah Rahe Hote Hain Jo ki daily basis per aapko Ek report per uski Jaati Hai Jisko Ham consumer price Intex ka naam Dete Hain airport bahut hi Jabardast Hoti Hai Ji aapko market ki next moment mein bahut jyada hai phone ho sakti hai isliye aapko ismein consumer price index ke bare mein bahut hi Soch Samajh Kar apni learning ko complete karna hota hai aur ismein knowledge Hasil Karke kam karna hota hai aap per se fayda Hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

                            Consumer price index and its importance:-
                            Buyer value record aek basic marker hai jo value pressure ko use karta hai or expansion ki data deta hai. Forex broker shopper value file ko use karty hai aur financial approach ko decide karty hain. Jis ki baad national bank sy steps ko uthata hai jo money k loan fee ko increment or diminishing karty hain. isss k baad swelling increment aur decline hota hai. tou ham ye keh sakty hain k expansion ki study k liye national bank ki arrangements bohat sway make karti hain aur dealer ko inhi ki study sy pata chalta hai k wo money ko kesy study kar sakty hain.

                            Jo merchant cpi ko disregard kar dety hain wo kbi kamyab ni ho paty or wo hamesha misfortune mein hello there girhay rehty hain so dealers ko en little terms ko lazmi consider karna chahe jo hamary lae advantage ka bahes to hoti hai however asa tb he hota hai jb ham enko appropriately consider karty hain. Jb ye cpi monetary forms ko impact karta hai to es ka matlab ye hota hai k ye forex market ko b impact karta hai. So ham ye keh sakty hain k cpi market ko disregard kar deny sy kbi kamyab ni ho payn gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Consumer price index Kia ha.

                              consumer price aik indicator hota hai jo k daily basis par forex mein apni moment ko show bhi kerta hai is ko hum short form mein CPI bhi keh sakty hain forex trading mein consumer price indec ka role bohat he zeada simple hota hai aur is par kaam kerna bhi bohat aasan hota hai forex k platform par bohat sary seniors is ko follow kerty hain aur apni trade ko is k hisab se bhi lagaty hain is tarhan un ko trade mein benefit bhi mil jata hai consumer price index data aik bohat effective news hoti hai jis mein consumers ki prices ko kehty hain, news traders ko agar CPI data ki information hasil ho jaye to mery khayal me CPI data ki waja se wo market weather ka us ko knowledge asani se ho jata hay, CPI data daily base par release hota hay jo key current growth aur inflation ka indication provide kar sakta hai
                              Jo traders CPI ko ignore ker dety hain wo kabhi kamyab ni ho paty aur wo humesha loss ma he jaty rehty hain so traders ko in small terms ko lazmi consider kerna chahiye jo hamary liye benefit ka sabab to hoti hai but aisa tab he hota hai jab hum in ko properly consider kerty hain jb ye CPI currencies ko effect karta hai to es ka matlab ye hota hai k ye forex market ko b effect karta hai so hum ye keh sakty hain k CPI market ko ignore kar deny sy kbi kamyab ni ho payen gy consumer price index kuch makhsoos goods ya services mein price change ko measure kerta ha jis mein food , housing , medical care wagera shamil hoty hain is se traders monetary police ko bhi determine ker sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X