Greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed
    Dostoooooooooooo meri baaat dhayan se suno agar succes hona chahtey ho tw greed chor do greeed ki waja se aap trading mai bohat bare nuksaaan ka shikar hote hain ya hosaktein hain allah na kare but please be carefull!!!!!!!!! Thankxxxx
    !
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul sahi kaha dear greed se jitna ho sake hume bachana chahiye tab hi hum ache trader ban sakte hain greed bht zada dangerous hai forex me so hume avoid karni chahiye jitna ho sake.
    • #3 Collapse

      ji han blkl thk bt ki apny k greed hmari bht bri dushman hai aur hmy greed sy bchna chahiay aur SL ki wja sy hm loss sy bch skty hain , achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek chory sy lalach k pechy
      • #4 Collapse

        gee haan bhai hmein apen trading mein yeh bat dihan mein rkhne he keh hm apne trading mein success lena chahte hein to hmein apne trading mein greed khtm kr dene he aur apne trading mein care se kam krna he phr kabhe loss nhe ho ga
        • #5 Collapse

          Thank you so much for sharing this aur ye baat bilkul theek hai k forex trading bohut se log lalach kartay hain aur ziada k chakar main thori se bhi hath dhoo bethatay hain is liyea lalach nahi karni chayea warna is se sirf nuqsan hi nuqsan hoga.
          • #6 Collapse

            han bahi main ny b jab jab loss kiyeh os ki waja greed hai huny cahiyeh mehant karain zaida say zaida or greed sy bachy tu hi kamybi hasil kar sakty hain or forex best kaam hai bus lalach say bachu tu hi kamyabi mil sakti
            • #7 Collapse

              dear forex mai ham sab ki dushmn greed hai jab bhi forex trader greed mai par jata hai tu hamesha uska loss he hoa hai ju bhi isko chor daita hai hamesha wo he iss mai success hota hai iss leay iss say bachna chheay aur saber say kam krna chheay.
              • #8 Collapse

                Forex ma greed sach ma buht he buri adat ha aap agr sach many agr aap ik target rkhty hain uss ko achive kr lety hain tu uss k bad aap ko trade chor deni chyae ya pgr tight stop lossk sath trdae krni chyae.
                • #9 Collapse

                  Dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m greedy both nuqsan dati ha is lay knowledge or experience sy trading Kearny greedy auto pe kam ho jay ge or loss kan ho ga
                  Be safe .its a dangerous market out there...:D
                  • #10 Collapse

                    g han achi trading karny k ley or acha profit earn karna ho to greed trading me nahi karni chaye greed karny ki waja se hi loss ho jata hay traders ko ye bat mind me rakni chaye
                    • #11 Collapse

                      forex trading mien agar apok long term survive karna hai to is mien apko chahiye ke ap apni greed ko avoid karen aur is mien ap kabhi bhi greedy hokar trading nahi karen warna apko just loss hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed

                        ji haan bhai jaan aap ne bilkul sahi kaha hai Pak Forex form is great Pakistan project bahut hi accha kaam hai maine usko Apna Kar Liya Hai Jab main bahut jyada mehnat Ki Tu Iss ne mujhe bahut jyada bansuriya ab main bahut jyada mehnat kar raha hoon aur Inshallah Aage Bhi mujhe jyada Se Jyada bonus milega
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed

                          G han bilkul theyk kaha ap nay agar hm forex ki market ko analyse karna cahty hain to hmaien market ki history zaroor check karni cahiyay agar hm forex main market ki history ko check karain gay to hi hm is say achi earning kar sakien gay is liyay mehnat say kam karain aur market ki achi tarah analyse kar ky is main trading karain to hi hm loss say bach sakty hain aorham ko is main greed nahi kna chhaye ham is mein kamyb hoskate hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X