Point to Point Bat Kren.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Point to Point Bat Kren.
    AoA dear member forex forum pe achi earning k liye achi qaulity ki posts krna bhaot zruri hy q k agr posts achi qaulity ki na ho acha bonus hasil ni hota is liye hmen kch rules diye jaty hen jin ko follow krna hota hy hamesha short bat kren aur point to point bat kren fazul behs na kren jisen post to lengthy ho jaye mgr us men seekhny ki koi bat na ho hamesha uniqur topics choose kren aur us pe bat kren point smjha smjha k bat kren hr point pe alag behs kren ta k new members ko smjhny men asani ho.
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Point to Point Bat Kren.

    Dear forex members forex ma achi earning hasil krny k lye zarori h k ham achi quality ki posts kren knowledge vali post kea kren agr ham achi quality ki posts kren gy to hi acha bonus mily ga jis sy hamen faida ho ga is lye hamen chahye k point to point bat kea kren posts ki qulity aisi ho k us sy seekhny ka moqa mily knowledge ma izafa ho ar faida ho
    • #3 Collapse

      Re: Point to Point Bat Kren.

      Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forum pe aam forex ki guftagu men kuch log bilkul fazool aur bey tukki posting kartay hen aur topic se hut kar guftagu kartay hen jiss ki waja se logon ko acha knowledge nhi milta iss liay tamam members se request hey k woh forum pe jo bhi post karen forex trading se related karen aur apna knowledge aur experience share karen jiss se logon ko faida miley aur woh khush ho kar thanks karen aur phir bonus bhi acha mil jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Point to Point Bat Kren.

        dear friend ap na bahot achhi bat ki ha k forex forum pa achhi quality ki posting k liay zroori ha k sp pehlay threads ko achhi trh read kren aur jis topic pa thread mn bst ki gae ho us k mutabik reply post kren jis sa apko forum sa bonus bhi achha milta ha
        • #5 Collapse

          Re: Point to Point Bat Kren.

          Ji han dear main aapki baat se agree karta hun aur aapane a bahut hi acche alfaz mein apne thread ko explain Kiya hai aapane sahi kaha hai ki hamen chahie ke point-to-point baat karni chahie takat dusron ko bhi post padhne aur aur samajhne mein aasani ho kyunki aksar log apni post Puri karne ke liye aur apni post ki length badhane ke liye post mein kuchh bhi likh dete Hain jisse dusron ke liye post samajhne aur padhne mein bahut mushkil peish aati hai isiliye baat ko lengthy karne se behtar hai ke baat ko short aur khubsurat alfaaz mein pesh Karen
          • #6 Collapse

            Re: Point to Point Bat Kren.

            jio hamen hamesha point-by-point baat karni chahie agar Ham point point baat karenge to hi hamesha mein kamyab ho sakte hain aur achcha se achcha profit cancel kar sakte agar Ham chahte Hain ki hamen is mein achcha se achcha profit kajal Ho to hamen hamesha hardworking karni hogi jitni jadam ismein hardworking karenge
            • #7 Collapse

              Re: Point to Point Bat Kren.

              Ji ha aap NY theek kha hy hum ko forex mein posting krty waqqt soch smajh kr kam krna chaiy aur post mein hum ko point to point bat krni chaiy dear hum ko chaiy k hum aisi post write krein jis mein zyada st zyada knowledge ho sgar hum apni post sy knowledge share krein gy tu hum zaror kamyab ho gy
              Like tu banta hay ik🙏
              • #8 Collapse

                Re: Point to Point Bat Kren.

                Yes yahan p kam magar jame wala hisab kitab hona zarori he forex main lalich na krain just hard work is necessary
                • #9 Collapse

                  Re: Point to Point Bat Kren.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Tahirkazmi پيغام ديکھيے
                  Dear forex members forex ma achi earning hasil krny k lye zarori h k ham achi quality ki posts kren knowledge vali post kea kren agr ham achi quality ki posts kren gy to hi acha bonus mily ga jis sy hamen faida ho ga is lye hamen chahye k point to point bat kea kren posts ki qulity aisi ho k us sy seekhny ka moqa mily knowledge ma izafa ho ar faida ho
                  GF aapki baat bilkul theek hai hamen point-to-point baat karni chahie aur point-to-point baat karte hue propose karna chahie aur railway materials utha bhi khinchne ke liye chahie aur agar mere liye mere liye chijen post karenge to make YouTube per bolane se nahin milega to hamen sote hue aur aapke liye chahie thank you
                  • #10 Collapse

                    Re: Point to Point Bat Kren.

                    Forex Mein kam karte hue Hamen acchi Tarah Se post Karni chahie point-to-point baat karni chahie Hamen is mein acchi posting Karni chahie aur Agar Hamari post Mein mistakes kam Hogi to Hamari post select kar di Jayegi Hamen Kisi Ki post ko copy nahin karna chahie balki apni post Khud Karni chahie aur post ki quality ko Behtar banane ke liye mistakes ko cover karna chahie aur jo poochha Jaaye post main Vahi batana chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Point to Point Bat Kren.

                      assalam walekum Mein Bus ka sab kaise hain ummid kar to aap thik sab theek Hongebilkul bhai aapane bilkul drove Sawar maiya ke point point Baat KarenBela Bacche Ki Baat Bada Jyada ke baat karenge to Kisi Ko Samajh Mein Nahin Aaegito hamesha to the point baat karne Taki new members Hain unko bhi samajh Jaaye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X