Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.
    Fundamental analaysis ka esa behtareen tareeka hota hay jo trading market Main kissi bhi currency pairs pay ya commodities ki real price value ko clear karta hay aur fundamental analaysis finance factors ko relate karta hay fundamental analaysis iss liye bhi zaroori hota hay kay Yeah market ki musalsal information dayta hay aur yeah information bohat zayada reliable hoti hay fundamental analaysis long term kay liye bohaut behtareen hota hay jab haum long term trading Main fundamental analaysis Kar Kay trading Karney say capital ko secure tareekay say grow Karney main help karta hay haumay hamesha trading market ki movement ko monitor Karney Kay liye analysis ki zarorat hoti hay takay haumay market ki movement aur trends clear ho sakay aur haum profitable trading kar sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.

    gee han bhai sahi kaha ha forex mn hume acha kam krna hota ha is mn fundamentally kam se hume faida hota ha jitna acha kam krein gein utna hi faida be hoga hume is mn sahi smajdari se kam krte rehna chaiye ye hamre liye eik acha onlines business ha sahi smajdari se kam krna hota ha tab hi kameyab be ho sakte hein tecnically analysis ur fundamentally analysis ko check krte rehna chaiye
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
      Fundamental analaysis ka esa behtareen tareeka hota hay jo trading market Main kissi bhi currency pairs pay ya commodities ki real price value ko clear karta hay aur fundamental analaysis finance factors ko relate karta hay fundamental analaysis iss liye bhi zaroori hota hay kay Yeah market ki musalsal information dayta hay aur yeah information bohat zayada reliable hoti hay fundamental analaysis long term kay liye bohaut behtareen hota hay jab haum long term trading Main fundamental analaysis Kar Kay trading Karney say capital ko secure tareekay say grow Karney main help karta hay haumay hamesha trading market ki movement ko monitor Karney Kay liye analysis ki zarorat hoti hay takay haumay market ki movement aur trends clear ho sakay aur haum profitable trading kar sakay.
      Agar aap professional trader hain aur aap perfect reading karna chahte hain to aapko market mein fundamental analysise karna bahut hi important hai
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.

        New Mere Pyare Bhai aap ka Sawal Hai Ke fundamental analysis aur iski importance kahan tak hai Dekhe Mere Bhai agar aap price action ke trader ho ya aap vs AK trader ho ya aap to Kamar trader ho ya aap robot trader ho sab chijon ke liye aapko Jis currency ke upar trade Lagani Hai yah aapko robot set karna hai To Mere Bhai aap sabse pahle Unki news ko check Karoge Usi Koi fundamental analysis Kaha Jata Hai Jab aap usko acchi Tarah se padh loge Dekh Lo Ge Uske bad aap Usi ke mutabik currencies ko toys Karte uske upar work Karoge aur hi aapke liye behtar hai
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.

          ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai agar aap forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain aur forex trading se achcha profit hasil karna chahte hain to aapko forex market ki movement ko analyse karne ke tamam features ko deeply learn karna chahie tabhi aap forex trading se achcha profit hasil kar sakte hain Ham forex market ki movement ko different techniques aur different analysis ki buniyad par analyse karte Hain technical analysis fundamental analysis aur trending analysis forex market ki movement ko analyse karne ke sabse behtarin tarike hain aur sabse achcha tarika forex market ki movement ko analyse karne ka fundamental analysis hota hai Ham forex news ki buniyad per forex market ki price value car action maloom karte Hain jis ki buniyad per Ham apni trade open karte hain aur aise analysis ko Ham fundamental analysis kaha jata hai jismein forex news ki buniyad per Ham forex market ke trend ko maloom karte hain aur maa trend ke bare mein gas karte hain isliye aap trending aur fundamental aur technical analysis ki madad se market ki movement ka trend maloom karke apni trade ko market ke train ke mutabik open karke apni trade se achcha profit hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.

            Fandamental analysis news bohat hi important ha trading k work k liyea fundamental news hi hamain currency pairs ki sahi direction k bary main Bata deti ha k currency ki price ya tu up jaygi ya down jaygi ya in dono k darmiyan Yani saed way main chalti rahygi
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.

              Hmm forex main kamyb hona hota hy to hm fundmntal analysis kra chya hm faida ho ga jitns acha kam kra ga utna hi kamyb Ho ga..... . .Forex main kamyb hona hy to hm ziyada sa ziyada analysis par focus kra chya hm ziyada sa ziyada mhynt kra jinni ziyada mhynt kra ga strong analysis kra mouvmnt ko acha sa semjh GA tb hi hm kamyb Ho ga jeldbzi.. ..hm market ki mouvmnt ky mutbk tred open kra ga utna hi kamyb Ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.

                Dear pyary forexer fundamental analysis ki long term two Bohat zada ahmiat Hoti hai market Mai esma waqfay waqfay ke sath market ma maloomat or Esky against news ATI rehti hai Jo mulk ki growth say related Hoti hai or financial dunya ma fundamental ki news analysis Bohat hi zada zaruri Hoti hai. Fundamental analysis Kisi be unwan per ho skty hai Kisi be mulki sector ki growth ke barey ma uski rate or market ma currency ki value per mabni Hota hai Jo ke hamari trading ke liye madadgar thabit Hota hai. Fundamental analysis ma index hoty hai jinki news ATI rehti hai hamy trading ke darmayan.
                "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.

                  hamen apne Hi analysis Ko itna achcha important samajhna chahie jitna jyada Ham kam karte rahen aur agar hamen score hamesha ke liye bhi ek aasan kaam ki nahin aate rahte Hain to hamara Kam nuksan nahin ho sakta aur hamesha kam kar sakte hain lekin yah sochana chahie ki jo member yad aasan kaam karte rahte Hain to unko sani hoti hai aur vah ismein aapane aapko kam yah banate hain vah hamen bhi achcha ka milta rahata hai aur agar Ham jitna jyada kam achcha karte rahenge to hamare liye kam aasan hoga kamyabi karte rehte hain aur jo log jyada hi hote hain to unhen nahin hoti hamen bhi ho sakta ki kamyab hona chahie jab tak hamara kam achha hota rahata hai aur hamesha acche se kamyab ho sakte hain aur jyada kam mein kamyabi mili thi rahegi to hamare liye mukamal kam hota hai kya mein successful samajhte rahte Hain to yah hamari gym Kamal hota hai ki ham acchi hi mehnat karte hain aur hamara chahie kam hota hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analaysis ki zarorat aur importance.

                    Fundamental bhaut he strong analysis hoty han or ye ap ko thory time main bahut he acha or conform profit de jaty han ab bat karty han in ko zarorat kun ha kun ka market main news ka amal dakhal bhe hota ha ajis ki waja sa market main bahut he zeyada movement ati ha to news ko analysis karny ka lye fundamentl ko use kiya jata ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X