what is indicators ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is indicators ?
    friends forex business main indicators say kya murad hai or munafa k liy hum koun sa indicators use karn achy plz explain with detail
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends forex trading market main forex traders market ki movement ke bare main information hasil karne ke liye different types ke indicators use karte hain. main to abi Moving average indicator hi use karta hon.
    • #3 Collapse

      my dear indecators ki madad se ap risk ko minmize kr k achi trading kr sakte ho mt4 mein buht se indecators mojood hain jin ko samjna buht hi asaan hai indecators ap ko just technical signal detey hain
      • #4 Collapse

        gee bhai indicators se hmein apne trading market ke trend ko smjhna hota he aur hmein apne meta trader mein boht se indicators die jate hien aur hm in mein acha experience hasil krein aur apne trading trend ko indicators se smjh kr apne trading profitable kr skte hien
        • #5 Collapse

          forex trading ma two type k indicator hoty hy jo market k trend ko show kerty hy .1.technical indicator jo totally chart pe depend kerta hy. .2.fundamental indicator jo news pe depend kerta hy.
          • #6 Collapse

            My trading fellow forex main indicators mt4 k andar deay hoty hain jes main hum un ko apny chart k oper use kerty hain our pher un sy hum trade perfect laga k easily profit earn kerty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              ji indicator forex main mt4 k andar dakha hain in pa charts hoty hain aor in ko charts main use kerty hian in sy market ko analysis kerty hian aor ka bhi bahot bara experience aor knowledge hay aor in indicators main trader ka experience hona zaroori hai

              اب آن لائن

              Working...
              X