Gold main trade kis tiem lagana chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold main trade kis tiem lagana chahiye?
    Assalamu Alaikum Forex member ummid hai aap sab Tik Tok Honge Achcha bhai log aap Logon Se Maine yah puchna tha Ki God mein kis Waqt red Lagana chahie Kyunki agar aisa hota hai ki bad aukat gold ki moment ka Kuchh pata nahin chalta aur automatically upar se bahut niche Chala Jata Hai Ya niche se upar Chala Jata Hai To dost main aapse yah puchna tha ki iske liye kaun sa Ek Achcha time hoga jismein Bandar gold Mein trade lagakar profit Hasil Kiya Ja sakta hai Kyunki board ka Kuchh pata nahin chalta Jaisa kya aap Logon Ne Dekha Hoga Ki cal sham ko bhi gold ekdum se 1958 se niche Aakar 18870 per a Gaya Hai To doston aap se puchna yah Taki kaun sa Sahi vah Katra Rahega Gold mqin trade laganay k liye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold main trade kis tiem lagana chahiye?

    Assalamu alaikum main gold per subah ke waqt trade karni chahie agar Ham sab ok Baki trade karenge aur hamara experience level achcha hoga to hamen yakin an profit ho sakta hai agar Ham apne experience aur education level ko yad a rakhenge to hamen gold per kisi bhi waqt trading karne mein koi jyada dikkat nahin hogi
    • #3 Collapse

      Re: Gold main trade kis tiem lagana chahiye?

      Gokd ki trading k leye best time hamare han sham ka waqat ya American session k open hone ka waqat hai jo k taqreeban sham 5pm banta hai.Forex trading me gold ki trading sab se ziada riski hai aur is se hamen bohut profit ya loss ho sakta hai. Forex trading me kaam karne k leye hamen commodities pe ziada trade karna chaheye lekin hamen proper information bhi honi chaheye. Commodities pe trading bohut riski hai q k ye technical analysis k through movement nahi karte in ki movement fundamental analysis pe hi hoti hai. Hamen chaheye k jab bhi gold pe trade karen to proper market ko watch karke hi trade open close karen. Jitna hum gold pe trading karengay to ye ya to hamen bohut ziada profit degi ya bohut ziada loss. Is waja se hamen trading karte waqat bohut ziada mutat hona zarori hota hai aur koshash karen k kam lot size se he gold pe trading ki jaye, ta keh hamari trading kuch na kuch safe rahen.Mehnat se kaam karna aur apne dil ko mutmayen karke hi asal me forex me success hasil ho sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Gold main trade kis tiem lagana chahiye?

        Dear friend forex trading men gold aik risky pair hey iss men fast aur unexpected hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey aur ya tu acha profit mil jata hey ya account jaldi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir big balance aur big experience hona zaroori hey aur phir soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Gold main trade kis tiem lagana chahiye?

          mere khyal ke mutabik aap logon ko gold mein trade ho sakta lagani chahie jab aap logon ko complete analysis Ho jaaye gold ke bare mein aur aapka capital bhi large hona chahie phr aap log old per trade laga sakte hain aur aapke pass strong signals bhi hun analysis bhi achcha aur yah sari chijen agar aapke pass Ho tab aap logon ko chahie ki aap log gold per trade Karenotherwise as se apne account ko kharab karne wali baat hai aur bahut sare large capital bhi kharab ho jaate Hain jab log gold per trading start karte Hain to

          اب آن لائن

          Working...
          X