forex mein trdaing karty waqt hmein currrency ki 2 types k rates dekhny ko milty hain jese k BID aur ASK prices mein kia difference hai tou ye wahi BID and ASK hain k jb ham trading karty hain tou wahan pe jo currency k 2 Rates chal rahy hoty hain unko ham BID and Ask bolty hain
BID:
forex members BID price low price hoti hai jab market move ker rahi hoti hai tou us mein apko 2 rate milty hain 2 rates nazar aty hain 1 upper side pe likha hota hai aur dusra rate down side pe likha hua hota hai jo downside wala rate hota hai usko ham BID kehty hain jab hum koi cheez sell kar k trade lgaty hain to wo price BId se start hoti hai aur jab ham usko ASK price touch karty hain tou us waqt hmara profit or loss "0" ho jata hai
ASK:
forex members ASK price wo price hai k jab market move kar rahi hoti hai tou wahan pe jo currency k 2 rates apko nazar a rahy hoty hain un mein se tou buying price hoti hai usko hum ASK price kehty hain agar ham koi BUY trade udhar lgaty hain tou jab BID price ask price ko cross karti hai tab hmara profit start hojata hain
in ko ham simple words mein yun kahein gy k wo price jo neechy wali price hoti hai wo ASK price hai tou jo upper Price hai wo buying price hoti hai jab BID price aur ASK price ka difference find out karty hain tou hamein chaiye k ham unko brokers ka commission milta hai is mein koi shak nahi hai k hamein trading mein enter hony se pehly se hi market mein available different impprtant tools ko aur terminologies ko properly deikh k kaam karna cahiye nahi tou hamaray liye bohat si problems ban sakti hain aur ham kbhi bhi successful naahi ho sakty

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим