Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye
    Assalamu alaikum my dear Agar Ham this mein chatting acchi karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Vishva Mein market ki movement ko acchi Tarah Se read Karen aur Lana karen to Kasam market ki trading ki Munh mat ko Chitra check Karte Hain To Ham ismein Achcha trade sakte hain Kyunki trader Rakshabandhan number ki ko Munh Mein karna bahut jaruri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

    Forex Trading me market ki movement ya markets ki trend k mutabiq chalna chaheye. Hamen kabhi bhi market ki trend ko nazar andaz nahi karna chaheye, bulke market ki trend ko lazmi follow karna chaheye. Market ki movement up down honi ki waja kisi bhi news ki release k bad hoti hai aur wo news political, economical ya social ho sakti hai jo hamare forex trading market pe bohut hi ziada asar andaz hoti hai. Hamen news se har waqat apne ap ko bakhabar rakhna chaheye aur news k waqat trading me bohut hibziada muhtat hona chaheye.Forex trading me hum aksar news ko ya to bulkul ignore kar jate hen aur ya hum news ki time pe trading kar jate hen jis se hum aksar loss kar jate hen. Hamen chaheye k hum proper trading sessions ki timing observed karen takeh hamen news k time trading me ihteyat se kaam len.
    • #3 Collapse

      Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men bey tukki trading karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay market ki movement ko samjhnay ki koshish karen aur market ka anaylsis karna seekhen aur phir soch samaj kar fresh aur cool mind k sath trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza770 پيغام ديکھيے
        Assalamu alaikum my dear Agar Ham this mein chatting acchi karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Vishva Mein market ki movement ko acchi Tarah Se read Karen aur Lana karen to Kasam market ki trading ki Munh mat ko Chitra check Karte Hain To Ham ismein Achcha trade sakte hain Kyunki trader Rakshabandhan number ki ko Munh Mein karna bahut jaruri hai
        Salam to all members Hamen Hamesha is baat ka Hasya Rakhna chahie ki market ki movement ko Dekhen Kyunki market ki movement dekhne se Hamen yah Baat confirm Ho Jaati Hai Ki market kis site par movement karegi
        • #5 Collapse

          Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

          Yah Baat To aap Nahin bilkul theek Ki Hai Hamen Hamesha market ki moment Ko Dekhkar hi trade Karni chahie Kyunki Jitna Jyada Ham market Kyon movement ko Samajh Kar kam Karenge utna Jyada Hamare liye Achcha Hoga aur utna hi jyada Ham trade Mein Kamyab ho sakte hain isiliye Hamen chahie ki Hamesha market ki Umra ko dekh kar aur Samajh Kar kam Karen aur Iske alava Agar Ham market ke moment ko Samajh Kar analysis Karte Hain To usse a Ham bahut hi jyada fayda Hasil kar sakte hain Jo log market ka movement analysis Karke kam Karte Hain vah Kabhi Bhi Na Kam Nahin Ho table ke vah bahut jald Kamyab Ho Jaate Hain aur Achcha profit bhi Hasil kar paate Hain isliye hamen bhi chahie ki Ham Hamesha market ko Samajh Kar aur Market ka movement analysis Karke Hi Kam Karen
          Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
          • #6 Collapse

            Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

            G haan baai g aaap ke baath sahee hay jab be hum koi trade open karthay hay tho hamay chahiay k market ko har angle say study karay our apnay experience our knowledge k hisaab say achay analysis kia karay kionka agar hum baghair analysis k trading karangay tho hamay apne kaam may kamyaabi k chances buhut kam hothay hay our agar hum har angles say market ka jaeza lay our mukhtalif pattrens ko study karnay k baadh trade open karay tho hamaray loss k chances buhut kam hothay hay is liay hamay chahiay k trade open karnay say pehlay market ko zaroor study kia karay is say hamaray knowledge may be izafa hoga our faida be hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

              Yes dear ap na bohat acha topic share kia hai market ke movement ko Dak kar trade open karni cahy ta ka hamy acha profit Mily.
              Dear market ka trend hamy guide kartha hai ka ham na is main kon se trade open karni hai upward ye downward.
              Dear forex trading hamy bohat achi facilities provide kar raha hai dear is main ham regular acha Kam kar ka acha benefit hasil karthy Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

                Yes dear member Hamen market ki movement ko Dekhte Hue trading Karni chahie Jab Ham market ki movement ko dekh kar apni trade open karte hain aur different strategies ko istemal karte hain aur trade open karne se pahle acchi Tarah planning Karte Hain To Hamari trade profitable Hoti Hai market ki movement ko Ham ignore nahin kar sakte isliye market ki movement Ko Dekhkar Jab Ham trading Karenge To Hamen ismein bahut Achcha advantages Milenge.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

                  Dear member ummid hai Sab thik thak honge aur khush honge ji han aapane theek baat ki hai ki market ki movement ko dekh kar trading Karni chahie aur is tarah ham profitable trading kar sakte hain aur acha result Hasil kar sakte hain kyunki Jab Ham market ki movement Ko dekhe trade open karte Hain to Hamen market ki position Ka pata chal jata hai aur ham soch samajh Kar trade karte hain aur agar market hamari samajh mein ho to tab Ham trade open karte hain aur jab market hamari samajh mein Na Ho tab Ham trade open nahin karte aur is tarah Hamen acha result milta hai aur hamara account secure rehta hai aur Hamen loss ke chances kam ho jaate Hain aur ham Forex se kamyab hote Hain aur agar Ham market ki movement ko dekh kar trade open nahin karenge to Ham loss ko face karenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

                    Bilkul market ki movement ko dekh kar trading karna Hamare liye bahut jyada lazmi hai K K Market ki movement se Pata Chalta Hai Ki Humne kis trade Mein entry leni hai aur bye karna ya sale karna hai market ki movement per Hamari Najar Har Waqt honi chahie chahie Ham trade kar rahe hain ya nahin kar rahe tha ki Hamen bad Mein Jab Ham trade karne lage to Achcha experience or knowledge bhi hamare pass of previous trading ke bare mein aur Market ke bare mein Kyunki Jitna Insan information hota hai market ke bare mein itna use Apne trade karne mein help mil jaati hai aur bahut Soch samajhkar trade karte hain thodi der Mein Magar aap trader Banna Chahte Hain To sabse pahle aap market ke train ko samjhaie Uske bad Yahan per working start karte hain Apni To yakin aapko Achcha profit hi milega
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

                      Assalamu alaikum dosto ham jab trading shuru Karen to sab se phly ham market ko khub achy se analyse kar lein us ky bad dekhain us ka trend kes traf hay us ky bad trade lgai jay .aur lot size ko account ke mutabik set keya jay . zeyada risk na leya jay .tab hi ham profit gain kar skty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

                        Hamen market ki movement Ko Dekhkar trading Karni chahie Agar market ke moment Ko Dekhkar trading Karenge To Ham acche tarike se trading kar Payenge trading karna Hamare liye use Waqt difficult Hoga Jab hamare pass trading ke bare mein Achcha knowledge Nahin Hoga Agar hamare pass trading ke bare mein Achcha knowledge hai aur Hamare ki ko bhi acche tarike Se samajhte Hain To Ham market Mein acche tarike se trade Laga Ke acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen trading karte hue kabhi bhi jaldbaji hi nahin Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

                          Assalamu alaikum wa rahmatullahi barakatuh matka kadam mein baithi kahenge ji Bhai jaan aap ka sawal hai ki market ko dekh kartrade lagani chahie aapane bilkul theek hai kya main market ko dekhkar lagani chahie kyon kya kar markettatva dekh Kar laga nahin chahie kyunki agar market ka level hoga to theek lagane se paise jyada vlogger Amazon trade fresh mind ke sath aur soch samajh Kar karni chahie kyunki agar Ham theatre market mein dekha jaenge to yah mein munafa hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

                            assalamu alaikum their members I hope you are other fine I am also fine hamesha market ki moment ko dekh kar mehnat current rate lagaen agar aap market live score analysis karke aur aapka another strong hoga tu Hi aap kamyab ho sakte hain hamesha analyses per baithe banaen aap tab analysis kar sakte hain jab aapke pass mark ke bare mein knowledge hoga forex trading ke bare mein experience hoga tu Hi aap analysis karke market ki moment ko dekhkar reading laga sakte hain jab aap market ki fluctuations ko pata hoga aapko to
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ki movement ko dhek kar treading karni chaiye

                              Assalamualaikum.
                              Dear Forex members.
                              Market ki movement ko analyse karna trading mein profit earn karny k liye bahut ziyada important hota hai kyunki porii trading Market ki movement ko analyse karny par depend kartii hy. Agar ap ko market ko analysis karna nahi aaata tu aap kabhi bhi ek kamyab aur successful trader nahi ban sakty isiliye market ki movement ko analyse karna sekhen.
                              Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X