Forex trading Main trade ka Margin.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Main trade ka Margin.
    Dear forex friends traders kay trading account Main mojuda amount jo kissi bhi currency pairs ko buying kay liye broker ko darkar hoti hay Margin kehlati hai Margin kam honey ki soorat main trading platform traders ko currency buy Karney ki permission nai dayta hay bilkul issi trha Agar ake trade nuksaan Main ja rahi ho tou broker ka trading software uss ko tab tak hi open rehney day ga jab kay traders kay account Main darkar Margin baki rahay ga Margin khatam ho janey ki soorat main trade khud hi close ho jati hay Forex trading mai haumay hamesha money management Kay mutabiq hi apni trade open Karney ki koshish karni chahiye takay hamara trading account secure rahay aur haum zyada acha profit hasal kar sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Main trade ka Margin.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے

    Yes dear aapane bilkul theek kaha hai aur bahut acchi post share ki hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Main trade ka Margin.

      Forex Trading me margin se murad wo limit of trading hoti hai jo hamen brokers provide karte hen. Margin kam hone se is ko call of margin kehte hen, jis k mutabiq ya to trader ko apne account me capital add karna hoga aur ys market ki mojooda price pe stock ko sell karna hoga. Margin se hum apne account ki trading limit ka bhi andaza hota hai k hamen over trading nahi karni chaheye. Mehant aur lagan jahan pe bhi hogi to hamen lazmi us me kamyabi meli gi. Aur forex trading bohut hi ziada riski korobar hai agar hum yahan pe mehnat nahi karengay to hamen kamyabi ki ummeed bhi nahi rakhni chaheye. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X