Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.
    Dostoon jab bhi forex trading Karen apny jazbaat py qaboo rakhen market ki moment se pershan na hon .hamesha achi trha analysis kar trade lagaen .jazbaat py qaboo rakhna zarori hy kabi bhi jaldbazi ka muzahira na Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

    Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga.Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko jazbati ho k ya ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen. Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

      g ya bat ap ki sai ha k trading karty wakt apny jazbat per qaboo rakhny sab say phly to zarori ha kay jab bhi trading karny to apny mind ko relax karny positive thinking karny or trading karny liye jo dosri bat zarori ha kay learning karny jab learning ho gai to humy trading karny ma itna masla nai ho ga learning bhi karny or sath he sath forex kay riles ko bhi follow karny or kabhi b ya mat smjhny kay humy sab pata lg gya ha trading k mutalik or ap bina sochy samjhy trading kar bethy or jaldbazi ma apny jazbat ko qaboo na kar saknhy
      • #4 Collapse

        Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

        duniya ke kisi bhi business mein jaibu Ham Koi galti karte hain yah misbehaved karte hain to uska hamen jarur hi nuksan hota hai bilkul ISI tarah forex trading main bhi main bhi ulti ki Koi bhi gunjaish nahin hoti hai agar Ham forex trading mein se koi bhi galti ka lete Hain to hamen iska jarur hi nuksan hota hai magar hamen ghabrana nahin chahie balke hamen chahie ki Ham mehnat Karen aur apni galti ko improve Karen Ham jitni jyada apni all team ko improve karenge utani hi jyada Ham kamyab rahenge aur acchi kamai hustle karte rahenge aur agar Ham apni galti unko improve nahin karte Hain to naahi Ham kamyab ho sakte hain aur na hi acchi kamai hasal kar paate Hain to isiliye forex trading mein sabse jyada hai apne aap ko improve karna aur forex trading ki jyada se jyada the practice karna hi forex mein hamen kamyab karva sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Eagle7 پيغام ديکھيے
          Dostoon jab bhi forex trading Karen apny jazbaat py qaboo rakhen market ki moment se pershan na hon .hamesha achi trha analysis kar trade lagaen .jazbaat py qaboo rakhna zarori hy kabi bhi jaldbazi ka muzahira na Karen.
          Jab bhi forex trade me trading karain to kbhi bhi jazbati nahi hona chaheay jazbaat ko aik side pe rakh kar trading karni chaheay kun k jazbaat me a kar insan hmesha nuksan uthata he is leay apne jazbaat ko kabu me rakhna zroori he.
          • #6 Collapse

            Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

            dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn kbi bhi jazbati ho kr trading nhi kri chayay keun k jo log jazbati ho kr trade lgatay hn aur baghair sochay smjhay trade mn big lot size use krtay hn to jb trade loss mn jati ha to jald he account bhi wash ho jata ha
            • #7 Collapse

              Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

              Assalam.o.alaikum good morning dear forex members g han dear forex members apki bat blkul drust hy Pakistan forex forum me trading krty hoye apne jzbat ko qabo me rkhna chahiye trading krty wqt positive mind k sath kam krna chahiye usk bad sbr se kam lein apne jzbat p control rkhein or soch smjh kr trade lgani chahiye q k jo lig bna suchy smjhy lit size lga lety hn wo lise ki trf chly jaty hn
              • #8 Collapse

                Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

                Forex mein agar trading kar rahe hain to aapko chahie notional hokar na Karen emotional hokar Chori karta hai usko kamyabi Nahin milati without emotional hokar jo bitrate lagata hai acche dollars ko game karne ke liye lene ke liye acchi baat Tumhen Hamesha apne aap ko suitable Karta Hai acchi trade lagakar acche dollar Lena uske liye Aasan hota hai Hamen chahie acchi trade lagaen automatically kamyabi mil Jayegi acchi trade Nahin lagaenge hold Nahin Karenge Kitna Achcha hold Karenge itni acchi kamyabi Hogi fold Nahin Karenge acche Dolat nahin mila ke isliye Hamen Har Waqt Hamesha rest Mithun staron ke isliye Hamen Aisa nahin karna chahie Hamesha Agar Lo so jao Uske recovery Karen agar aap usko Agarwal Dikha Denge to Aapka Achcha bola Nahin Jaega isliye kamyabi Nahin Hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

                  Dear friend forex trading men jo log trading k daoran ziyada profit ya ziyada loss ko dekh kar jazbati ho jatay hen woh ghalt decision kartay hen jiss ki waja se loss uthatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
                    Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga.Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko jazbati ho k ya ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen. Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.
                    Assalamu alaikum dear friend aapane bilkul sahi kaha hai ki Forex trading mein ham jab bhi kam karen to aapane mein mind ko fresh rakhe jisse hamara kam achcha Hoga bal ke jazbaat se na Karen jitni bhi ho chuke Forex trading mein mehnat experience or knowledge ka istemal Karen jiski Bina padam Apne maqsad mein kamyabi ho sakte hain kuchh log hote Hain Jo jazbaat ke sath kam karte Hain to hamen aisa nahin karna chahie aisa karne se hamen nuksan ho sakta hai jisko recover karna namumkin ho jata hai to aise Pattaya Hoga Ki ham start mein hi apni mehnat experience or knowledge to use Karke training Karen taki ham Apne maqsad mein jald se jald kamyab hoAssa
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

                      Treating krty hwa apna jazbt ko qbo main rkh mouvmnt sa kbhi bh parshn Nhi Ho. .......hm acha sa analysis krni chya mouvmnt ko semjh kr treading kra.. .......hn kbhi bh treading main emotional nhi hona chat emotion hona sa hm kuch bh nhi mily ult nuksan hota hy is lia hm bgr emotional Ho kr wark to hi acha dollars kama Sky ga .. .. ...Hmm subr sa kam kra ga himt Nhi hr GA tb hi hm kamyb Ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

                        ji han bilkul trading karte hue hamen apne jazbaat ko control mein rakhna chahie jisse hamen jajbat mein nahin aana chahie ismein se agar Ham jajbat mein aaenge to hamen lash hoga hamen apna mind active rakh kar apni trade lagani chahie tha ki Ham achcha profit hasya karke kamyab ho sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

                          Dear Forex member, Jab aap apni trading co start kar rahe ho to aapko emotion ko control Mein Rakhna chahie aapko emotional hokar apni trade Ko Nahin Karna chahie aur aapko Aaram ke sath apni trade ko Lagana chahie Agar aapka nuksan ho jata hai to aapko mayus Nahin Hona chahie Bal ke. A aur confident ke sath apni trade ko open karna chahie Kyunki nuksan aur munafa business Ka hisa Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

                            Ji bilkul forex trading main perform karty waqt hamen kbhi bhi over confidence nahi hona chahy infect apne kam per focus kar ke aur confidence ke sath regularly perform karny ki koshish karte raho Karen trading karte waqt kabhi bhi greedy hokar over trading karne ki koshish Nahin Karni chahie Hamen Hamesha mentally prepare hokar aur active mind ke sath Forex trading Mein perform karne ki koshish Karte Raha Karen aur apne kam ko Kamyab banane ke liye Jyada Se Jyada struggle Karke apni knowledge ko improvement Dene Ki Koshish Karte Raha Karen aur loss ki condition Mein Apne emotions ko control karne ki koshish karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading karty hue apnay jazbaat ko qaboo main rakhen.

                              Jihad there Forex member Jab Bhi aap trade ko start karen to aapko Apne jajbat Ko control Mein Rakhna hota hai agar aap apne jajbat per Kabu Nahin Pa Sakte to Aap Ko nuksan Hoga Kyon Ke bad dafa aapko Las Ho Jata Hai Jiski vajah se aap mayus ho Jaate Hain aur Israel event trading course start kar dete hain jisse aap ka nuksan aur jyada ho jata hai Jahan aapko profit Hasil hota hai to aap lalch Mein a Jaate Hain aur Kahate Hain Ki Thoda Aur profit Kamal hai aur jo profit aapane kamaya hota hai vah bhi e khatam ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X