Forex trading Main order ki types.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Main order ki types.
    Forex trading main do tarha kay orders hotey hain trade Karney Kay liye ake ko haum instant order kehtay hain aur dosray ko haum pending order kehtay hain instant say murad kay ussi Wakat order ka lag jana hay agar appko market kay current situation ka pata hai kay market up jaye gi ya market down jaye gi phir traders ussi hisaab say apna order place Kartay hay to ussi Wakat execute ho jaye gi agar market up jati hay tou app buy ka order place Kartay hay aur jab market down ko move karti hay tou app sell ka order place Kartay hay Forex trading Main hamara order types kuch bhi ho haumay apney order Kay saath take profit aur stop loss lazmi set karney.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Main order ki types.

    yes dear aapane bilkul theek kaha hai aur ek bahut hi acchi post share ki hai is tarah ki posters karne se Baki doston ka bhi fayda ho jata hai forex market mein do tarah ke order hoti hain ek instant order aur dusra pending order Ham apni situation aur market ki situation ke sabse Jo order place kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Main order ki types.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے

      trading me do tarha k order hote hain aik to ap foran order poora karte hain aur aik ap order to le lete hain lekin us ko poora karne k leay time le lete hain aur phi us order ko poora karne k leay time darkar hota he aur koi bhi order ho ap us ko poora karne k leay poori poori koshish karte hain.
       
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading Main order ki types.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
        Forex trading main do tarha kay orders hotey hain trade Karney Kay liye ake ko haum instant order kehtay hain aur dosray ko haum pending order kehtay hain instant say murad kay ussi Wakat order ka lag jana hay agar appko market kay current situation ka pata hai kay market up jaye gi ya market down jaye gi phir traders ussi hisaab say apna order place Kartay hay to ussi Wakat execute ho jaye gi agar market up jati hay tou app buy ka order place Kartay hay aur jab market down ko move karti hay tou app sell ka order place Kartay hay Forex trading Main hamara order types kuch bhi ho haumay apney order Kay saath take profit aur stop loss lazmi set karney.
        <br>
        trading me do tarha k order hote hain aik to ap foran order poora karte hain aur aik ap order to le lete hain lekin us ko poora karne k leay time le lete hain aur phi us order ko poora karne k leay time darkar hota he aur koi bhi order ho ap us ko poora karne k leay poori poori koshish karte hain.<br>
         
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading Main order ki types.

          Forex trading mein orders ki bahut zayada iqsaam hain lakin jo aam taur per istemaal hoti hain unn mein sae aik tou yeh hai kay jo order hum live market mein manual lagatay hain jos ko instant order bhi kehtay hain aur kuch aisay orders bhi hain jin ko hum auto per open honay per lagatay hain jaisay kay pahele qisam hai sell limit jis mein hum sell ki trade open kernay kay lye maximum day resistance per order lagatay hain doosri qisam mein buy limit ki trade lagatay hain jo kay hum pending order mein lagatay hain aur yeh trade hum maximum day support point per lagatay hain aur aose trades mein humain loss kay chances nahin hotay hain iss lye aap ko yeh orders zaroor laganay chahyeain iss kay ilawah sell stop aur buy stop kay bhi orders hotay hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading Main order ki types.

            n trade Karney Kay liye ake ko haum instant order kehtay hain aur dosray ko haum pending order kehtay hain instant say murad kay ussi Wakat order ka lag jana hay agar appko market kay current situation ka pata hai kay market up jaye gi ya market down jaye gi phir traders ussi hisaab say apna order place Kartay hay to ussi Wakat execute ho jaye gi agar market up jati hay tou app buy ka order place Kartay hay aur jab market down ko move karti hay tou app sell ka order place Kartay hay Forex trading Main hamara order types kuch bhi ho haumay apney order Kay saath take profit aur stop loss lazmi set karney.[/QUOTE]
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading Main order ki types.

              Dear friend forex trading men orders ki different tyes hen jin ko seniors ziyada use kartay hen aik trading k daoran open trade aur take profit ka order hota hey aur stop loss k ilawa aik pending order hota hey aur phir aik modify order hota hey yeh tamam orders hum trading k daoran use kar saktay hen aur achi trading kar k kamyabi hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading Main order ki types.

                forex market mein basically orders ki two types hain
                execution orders
                pending orderd
                execution ofders woh orders hoty hain jinko hum place krty hain to woh osi vaqt active kr deye jaatay hain
                pending orders woh orders hain jin ko jb hm place krtay hain jis point ki entry kagatay hain to woh os vaqt tak forex market mein active nai hotay jb tak market hamary select keye huway point ko touch na kary.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading Main order ki types.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Eagle7 پيغام ديکھيے
                  yes dear aapane bilkul theek kaha hai aur ek bahut hi acchi post share ki hai is tarah ki posters karne se Baki doston ka bhi fayda ho jata hai forex market mein do tarah ke order hoti hain ek instant order aur dusra pending order Ham apni situation aur market ki situation ke sabse Jo order place kar sakte hain
                  Assalamu alaikum dear friends Forex trading mein order ki type si hoti hai ki jab ham market ko open karte Hain to ham main pahle movement dekhte hain aur movement ke mutabik ham apna aur lagate Hain aur lagane se Mila de hota hai yah ham Apne lot size hotel lagate Hain agar ham jyada prapt uthana chahte Hain ham apni lot size ko bada dete Hain agar ham normal profit khana chahte Hain to ham apni lot size ko bhi normal rakhte Hain kyunki markets mein mukt pair hote hain jaisa ke gold silver GBP USD USD Gaya hai ham jis per order karna chahe to ham kar sakte hain ismein koi issue nahin diya Gaya cal ke hamara bouns normal Hona chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading Main order ki types.

                    assalamualaikum dear friend sejiya bilkul forex forum ke order per hi hamen apni trade lagani chahie aur hamen iske roj ko follow karke apna Kam karte rahana chahie jisse Ham apna bahut der cprofit Hassan kar sakte hain aur kamyab ho sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X