Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

    Assalamu Alaikum dear Forex member Ummid karta hun Ke Aap khairiyat se ho gay aur Forex se jyada sa Jyada fayda Utha Rahe Honge Ji aapane bahut acchi baat Kahi Ke kabhi bhi Lots a Forex trading Main Ghabrana Nahin chahie Kyunki Har Jeet Zindagi Ka hissa Hai Isliye Jyada Pareshan Nahin Hona aur dobara se usse Jyada mehnat karni hai aur Tu khush Rakhna hai lekin lalach Nahin Karni this se aap reading Mein Dobara Apne Skills ko improve kar sakte ho Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

      bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai jab bhi hamen loss Ho jaaye to hamen chahie Ham ghabraye nahin hamen himmat karni chahie roscoe recover karna chahie to hamen kamyabi milegi aisa nahin jaaiye mayus nahin hona chahie kyunki haihello aur profit tohar business kaisa hai isliye soch samajh Kar kam Karen aur ghabrana nahin chahie agar aap kab aaenge to aapko loss hoga aur aur abhi mat karenge to aapko kamyabi milegi
      • #18 Collapse

        Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

        Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab bhai khairiyat se Honge ji bhejo na aapane bilkul theek kaha hai ki losses se Hamen ghabrana Nahin chahie Bal ke Hamen use Moscow recover Karke usse profit Hasan karna chahie tab hi Ham ismein Kamyab ho sakte hain aur bahut jyada profit hasal kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

          Ji bilkul ji aapane theek ka hai Forex Ek Aisa business Hai jismein Mein prapt ke sath lost hota hai to Jab lock ho jaaye To Miloge ki jodne bilkul bhi nahin karna chahie balke Mein Sabar se kam Lena chahie Kyunki yah Duniya ka koi bhi kam ho usmein profit ke sath Dosti hota hai aur vah Hamari galti ki vajah Se Hota Hai Doston caramelos Ho Jaaye To Hamen apni Galti hone par kya khana chahie aur Hona chahie kya hua hai aur ham log apni chahie Agar Hamen loss Ho Jaaye To Hamen bilkul Sabar se kam Lena chahie aur ghabrana Nahin chahie Dil Chhota bilkul nahin karna chahie balki Hamen again acchi mehnat Karni chahie aur Achcha kam karna chahie Aage ham log next time lost Se Bachkar Achcha profit Hassan karvaye aur apni acchi anjarai rakshakan Shukriya
          • #20 Collapse

            Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

            Aoa kasy hain sab forex members jaisa ki aapane kaha hai kilo Se kabhi ghabrana nahin chahie to aapko batate chalegi ki ji aapane bilkul theek ho rahe ho Milo se kyon nahin chahie Hamen chahie ki Humsafar mehnat ke sath kam karte Rahen agar ham log se kabra Kar Hi mat har jaenge to Ham kamyab nahin Ho sakenge Hamen kabhi bhi mat nahin aani chahie Hamen mehnat ke sath apna Kam karte rahana chahie Hamen chahie ki Ham soch samajh Kar kam Karen garam soch samajh Kar kam karte rahenge to Ham jarur kamyab Ho jaenge Hamen kabhi bhi himat nahin harni chahie
            • #21 Collapse

              Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

              Hello friends kaise hain aap sab log jiya bhai kyon bahut hi acchi baat ki hai apne ke paas hai mere bhai business ka hisab hota hai kabhi hamen perfect hota hai to Kabhi ho jata hai lekin mere Bhai dekhe Hain hamen lo se ghabrana nahin chahie hamen koshish Karni chahie kya hamen loss ka recover kaise karna hai usko recover karne ke liye aapke pass acchi aur behtarin planning Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aapke pass acchi planning Nahin hogi aap log nahin kar sakte thank you so much
              • #22 Collapse

                Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

                Assalam o alaikum ji to janab hum log jante hien k koi bhi business ho us mien sirf profit hi nahien hota hai loss bhi ho skta hai hamien loss se ghabrana nahien chahie balkeh aur zyada tawaja k saath kaam krna chahie aur apne loss ki wajohat ko search krna chahie takeh un ko controle krna chahie takeh ainda loss se bacha ja ske aur is tarah hi hum log kamyab ho skte hien agar hum log apni mistakes ko focus nahien krien ge to phir loss pr loss hi hota rahe ga.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

                  Loss say kabi bi ghabrna nhi chahiy aap nay theek kaha forex main aap ko jab bi loss hota hai tu aap ko ghabrna nhi chahiy aap ko hosla ka sath kaam krna chaiy agar aap ghabra jay gay tu aap kabi kamyab nhi hon gay iss Lia aap ko hosla ka sath Kaam krna say hi kamyabi hoti hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

                    Yes Pakistan Forex forum pr loss se ghabrana ni Hy ager hum Pakistan Forex forum pr mehnat and experience and struggle k shath Kam Karen ge to Hum ko loss ni Hoga Ager hum Pakistan Forex forum pr loss uhta leen to phir bhi hum ko Pakistan Forex forum pr ghabrana ni Hy but it is our main mission to complete our work and get more bonus and more successful if we work hard at daily basis with fresh mind and patience then we can get more bonus and more successful
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

                      Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein Los ki vajah Se Kabhi ghabrana Nahin chahie agar aap log Pareshan Ho Jaenge to aap Aage nahin kar sakte isliye Hamesha Soch Samajh Kar kam Karen aur loss Hoja profit kam ko Jari rakhen
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

                        Hamen love se kabhi ghabrana nahin chahie kyon Kiya Gaya Milana se ghabraye jaenge to Ham kabhi bhi trading nahin kar payenge loss or profit to trading ka hamare business ka hissa hai har businessman loss or profit hota rahata hai lekin hamen himmat nahin hraani chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

                          Assalam o alaikum ji janab koi bhi business ho uss mien profit k saath loss bhi ho skta hai hamien hr tarah ki situation klie tayyar rehna chahie aur us k mutabiq kaam krna chahie forex mien bhi hamien loss ho jai to uss se ghabrana nahien chahie balkeh apnimistakes ko search krna chahie jin ki waja se loss hua ho aur un ko check krna chahie aur controle krna chahie takeh again un ki waja se loss na ho agar loss se pareshan ho jaien to dobara bhi work acha nahien hota hai aur loss barhta hi jata hai .
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

                            ho esi lye forex ek real business honay ki hayciat say loss honay ki khsiat rakhta hay aor agar hamen kabhi loss ho bhi jaye to hamen loss honay pay ghabrana ni chaye kuyn kay log risk nai letay hen aor jaaldi ghabra jaty hen wo aismen kamyab ni ho saktybhenbjab tak ham trade men loss ni bar kar saken gay tab ham learn bhi nai kar sakty so hamen chaye kay ham forex men har tara ki pareshani say pareshan na ho balkay learning pay focus kar kay kam kren to kamyabi hamri
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

                              hanji doston bilkul theek kaha hai aapko loss Se kabhi bhi ghabrana nahin chahie agar aapko loss hota hai to aapko pareshan nahin hona chahie balke aapko apne mistakes per Fox karna chahie aapko kis galti ki wajah se loss hua hai use galti ko sudharne ki koshish karo aur pahle Se ziyada himat kar ke Dil laga kar mehnat kar ke apne loss ko recover karne ki koshish karo jab aapka loss recover ho jaega tabhi aapki asal kamyabi hogi isliye kabhi bhi himmat mat haro himmat ke sath Dil laga kar mehnat kar ke work karo tabhi aap log kamyab ho sakte ho qk Jo insan himmat nahin harta kamyab use hi milati hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss sy kbhi bhi gabhrana nhi chahiye

                                G han forex me loss se ghabrana nahi chahie balke is me or zayada mehnat karni chahiejesa k ap log jaanty hyn k forex me kaam krna koi asaan baat nahi hy q k is me kaam krny k liye hamen kaafi knowledge or experience ki zroorat hoti hy jab bhi ap trade krty hyn tou market k trend ko samajh k apny technical analysis se zroor kaam liya kren taa k trade me apko loss kam ho technical analysis or fundamental analysis se kaam lia kren lot size ka bohat ehm kirdaar hota hy q k lot size hi hamaary loss or profit ka baaies banti hy jitni lot size kam hogi utna apka account safe rahy ga daily ka target forum par poora kiya kren taa k apko haftaawaar bonus acha mily or ap achi trading kr saken apna knowledge or experience barrhaty raha kren news ko zroor follow kiya kren taa k apki trade apko profit de saky hame tension nahi layni chahie kamyabi k liay learning per focus karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X