Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator
    Friends Dynamic Momentum Index indicator aik technical indicator hai jo humen market ki technical aspects aor situation ko direct krta hai yeh time periods calculation ky hisab sy humen market ma trending prediction provide krta hai humen forex trading market ky technical indicators ko use krna ana chye
    dynamic Momentum index indicator ma total oscillation 100 hai aor isko istemal krny ky leay humen indicator ki oscillation reading ko view krna chye jub market up trend ma ho to agr to traders dekhen ky oscillator above 70 territory ma ponch jay to wahan py sell signal generate ho jata hai apko management ky hisab sy trade ly leni chye qb d kha jay to yehi bat RSI indicator kehta hai lkn RSI indicator ky pas kam time periods hain jo ky fixed hain jub ky is indicator ky oas 5 sy 30 ky dermyan hain aor yeh volatility ky hisab sy use hoty hain
    down trend ma market dynamic momentum index indicator ma agr below 30 territory ma ajay to wahan py traders ko hoshar ho kana chye aor buy trade management kr leni chye
    indicator bahot acahq qor authentic hai is ko istemal krny ki adat bnain aor market ma acha kam kren ta ky apko zeyada faida ho
    Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	1
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12470226
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

    Dear Dynamic momentum index aik indicator hai jo apko yeh smjhny ma madad frahm krta hai ky forex trading market ky instrument ya asset oversold hain ya overbought hain. Yeh indicator Tushar Chand aor Stanley Kroll ny develop kia hai yeh bilkul RSI relative strength index ki trah hw kam krta hai. RSI aor is ma difference yeh hai ky RSI sirf fixed 14 time periods ma kam krta hai jub ky dynamic momentum index different time periods py kam krta hai jo volati lot changes ko btata hai. Yeh changes 5 sy 30 time periods ky drmyan hoty hain Yeh indicator signal trending market ma trend signal generate krny ky leay istemal ho skta hai ya buy sell signal deta hai jub market ranging kr rahi ho Yeh fewer preiods istemal krta hai jub apni calculation ky leay jub market ki volatility high ho aor zeyada time periods use krta hai calculation ky leay jub volatility low ho Jub indicator ki read below 30 ho to oversold condition consider hoti hai Jub indicator ki reading above 70 ho overbought condition hoti hai Oversold ma buy signal aor overbought ma sell signal lkn territory out ho aor market ranging honi chue tb yeh tasavar kia jay ga aor up trend qor down trend ky according isko use kia jata hai resistance aor support level hoty hai magar aisi market mai kuch indictors hai jin se hum ko dynamic resistance aor support ka pata chalta hai jaisy hum moving average use karty hai aus mai yehi hota hai k humry pass support ya resistance ka aik level show ni hota jis se hum trade lagye aus mai sath sath support aor resistance level change hoty rehty hai jin se hum entries laga sakty hai ais market mai ap ko ye pata hona hona chaye agar ap index ko bhi dekh rahy hai to aus k bhi level change ho rahy hoty hai time k sath sath agar ap ne aun par trade karni hai to ap ko aun ka pata hona chaye k ais time ais mai kon sa acha level hai jaha se trade laga sakty hai.
    • #3 Collapse

      Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

      Dynamic momentum index indicator
      Is indicator ko use karne ke liye humne Forex trading market mein study karne ki hai aur market ko understand karna hai jaisa ki aap ko maloom hai ki yah ek scalping ke liye and hygiene ke liye indicator hai. score short term trading strategy ke liye use Kiya jata hai aur perfect candlestick chart pattern ko bhi maloom Kiya jata hai.
      agar market ka train strong ho to ham isko manipulate kar sakte hain isko analyse kar sakte hain vah technically data and information hasil kar sakte hain.
      trading member name for join karna hai resistance dekhna hai aur market ko gradually step by step study karte hue aage badhana hai.
      trading market mein agar ham apna behaviour change Nahin karte to ham reliable and focus Nahin ho sakte market mein humne permanently strong desh ko use karna hai.
      Is market mein bahut Sare changing behaviour a sakte hain agar aapane is market ko lightly utsav kiya to aapko kar Nahin ho sakta.
      Members harmony premature trading karni hai jiske liye kaun se kam karna hoga. Dono hath mein humne effectively efforts krty huy kaam krna hai
      • #4 Collapse

        Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

        Forex Trading me kabhi bhi emotional nahi hona chahiye hamesha fresh mind k sath trading kerni chahiye, Forex Trading me jab bhi trade open kia kare to sub se pehle market ko analyes kia kare, News ko watch kia kare, Market k trend ko lazmi dekha kare k market kis trend per chal rahi he or me jo trade open kerne ja reha ho kia us me mujhe profit mil sakta he, trade me hamesh stop loss or take profit ko use kerna chahiye us k begair trade me aapka account bhi wash ho sakta he is liye stop loss ko use kerna chahiye, Forex Trading me indicators ko bhi use kerna chahiye jis se wo hamen market ko indicat kerne me help kerte he k market ab kis trend per ja rahi he or future me kis trend per ja skati he agar hum log in tips per amal ker k trading kia kare to hamen trading kerne me aasani hogi or markete ko understand kr wkty ho lkn qik bat yad rakhyKy har tareeka azmanq chye aik he strategy aik waqqt ma ya kch awaqat ma kam aa skti hai lkn har dafa qabil e amal nhi hoti haiMarket ma trade krni hai to pehly demo account ma kam kroEmotional control bahot zarori hai low lot size lgana stoploss aor take profit manage krnaMarket ko analyse krna support aor resistance indication ky leay sentimental analysis aor indicator ka istemal krna bhi zarori hai traders kay liye patience ka hona b zaroori hai . app nay jo points mention kiye inkay sath sath patience kay sath trading ke jiye tu loss kam say kam zaroor kiya ja sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

          Yes. Forex trading ma indicators ko bhot bari tadad available hai. Jin ka maqsad serf or serf trader ki help karna hota hai. Forex trading k mt4 trading plat form ma wo he indicator zayada popular hota hai jo use karna easy hota hai or jis ko samajna asan hota hai. Forex k wo indicators jo complicated values par depend karty hain wo trader k lae bhot problematic ho jaty hain kiu k trader k asy indicator ko use karna bhot mushkil hota hai jo jis complex forumlay par depend karty hain ya jin k lae trader ko zayada time chahe hota hai. So forex ma asy indicators he help ful hoty hain jin ko use karna easy hota hai. Es topic ma ham DMI dynamic momentum indicator ko discuss karyn gy.

          Dynamic Momentum Indicator. Ye indicator working ma relative strength index ki tarha hota hai or ye eski he tarha market ki over bought state ko or over sold state ko show karta hai. Es indicator ki range 0 sy 100 k bech ma hoti hai jb market ki value 70 k pass ponch jae to eska matlab ye hota hai k market over bought state ma hai or trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Ese tarha jb ye indicator market ki value ko 30 sy below show kar rha hota hai to eska matlab ye hota k trader ko ab buy ki trade k lae ready ho jana chahe kiu k market es time ma over sold state ma show ho rahi hoti hai.

          Indicators vs experience. Forex trading ma indicator ko blindly follow ni karna chahe kiu k ye aksar fake signal ko generate karty hain or trader en signal ko use kar k market ma pans jaty hain. Forex trading ma trader ka experience bhot zayada matter karta hai or trader experience he k use karny sy apny profit ko hasil karny ma kamyab ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

            Dynamic momentum Index aik best indicator hai jis me ap trend confirmation sy related aik advances level ki forex ki study hai aur professional traders iss ko zaroor seekhtay hain iss ka matlab yeh hota hai kay jab bhi market mein tezi aati hai tou uss ko basically investors ka zayada miqdaar mein volume sae market mein in hona yani kay invest karna aur issi volume ka market mein in role honay ki wajah sae currency up ya down hoti hai aur Dynamic momentum index ki study zaroor karni chahyea jitni zayada volume sae investor aye ga market mein utni zayada up and down movement dekhnay ko milay gi commodity ki technical analysis se price predict ki jati ha. Price action mein mukhtalif charts ko parha aur samjha jata ha aur un mein mukhtalif tools aur indicators like MACD, Moving Averages, RSI, Bollinger bands use kiye jatay hain. Dynamic momentum ka ziyada focus kisi khas candle ya bar par hota ha, jab kisi trend ya range ki supply ya demand mein farq maloom karna hota hy Dynamic use kiya jata ha faraq ni hai jaisy ap ne price action mai demad zone aor supply zone k bary mai parha hai aisy hi ais mai bhi momentum indicator k zarye hum ko pata chal raha hota hai k ais time market mai kitni supply ho rahe hai aor kitni demend hai kun k ais mai agar market up ja rahe hai aor momentum kam hai to ais ka matlab ye hai k market ne ab down aa jana hai kun k buyyers ka momentum kam ho raha hai aor market abi apna trend change kary gi aor agar market up ja rahe hai aor momentum zayda ho raha hai to aus mai ye hai k market kafi zayda up jaye gi aor aus k baad down aye gi ye sab ap ko demend aor supply k bary mai batya ja raha hota hai chart bilkal naked hota ha is main indicator ni hoty han sirf or sirf support level or resistance level jo last waly hoty han in sy analysis karty han or chart sy next movement ka andaza laga k trading karty han is tahra hum ziada ache movement ko samj sakty han or is k mutabiq trading kar k ache earning kar sakty han is sy hum ache earning kar sakty han
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

              Dynamic Momentum Index (DMI):-
              ye indicator working mein relative strength index ki tarhan hota hai aur ye iss ki hi tarhan market ki over bought state ko aur over sold state ko show karta hai. Es indicator ki range 0 sy 100 k bech mein hoti hai jb market ki value 70 k pass pohanch jae tou iss ka matlab ye hota hai k market over bought state mein hai aur trader ko sell ki trade ko open karna chahiye. issi tarhan jb ye indicator market ki value ko 30 sy below show kar raha hota hai tou iss ka matlab ye hota k trader ko ab buy ki trade ko liye ready ho jana chahiye keun k market iss time mein over sold state mein show ho rahi hoti hai.
              Punch bhi market mein tyzi aati hai tou uss ko fundamentally financial specialists ka zayada miqdaar mein volume sae market mein in hona yani kay contribute karna aur issi volume ka market mein in job hony ki wajah se cash up ya down hoti hai aur Dynamic force file ki study zaroor karni chahiye jitni ziayada volume se speculator affirmative ga market mein utni ziayada here and there development dekhnay ko milay gi product ki specialized investigation se cost anticipate ki jati ha. Value activity mein mukhtalif outlines ko parha aur samjha jata ha aur un mein mukhtalif apparatuses aur markers like MACD, Moving Averages, RSI, Bollinger groups use kiye jatay hain. Dynamic force ka ziyada center kisi khas flame ya bar standard hota ha, hit kisi pattern ya range ki gracefully ya request mein farq maloom karna hota hy Dynamic use kiya jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

                Dynamic momentum index DMI indicator forex market ki kisi bhi direction main movement ki strength ko show kerta hai ky agar market main uptrend chal raha hai aur aesy time per jab DMI main signals strength bhi high show ho rehi hoti hai tou aesy time per market main buy movement ka hamain strong signal mil raha hota hai ky jab market main movement uptrend main ho rehi ho aur DMI main signal strength zyada show ho rehi ho tou aesy time per market ki uptrend main movement confirm hoti hai jabky market ki same movement per ham uptrend main trade open ker ky agar continue kerty hain tou hamain same time per open trade main profit bhi zarur hota hai jabky agar market uptrend main movement ker rehi ho lekin DMI main signal strength weaker show ho rehi ho tou it's mean ky market main current trend tou upward hai lekin same direction main market ki movement bahot kam hogi jabky kuch time ky bahd market ka trend change hony wala hai jab signals strength decrease ho jati hai tou market ka trend change ho jata hai aur same Trend change hony ky bahd market jab downtrend main movement kerna shoru ker deti hai tou aesy time per bhi market main DMI agar strong signal dy raha hota hai tou market ki same trend main big movement expected hoti hai jabky agar market main signal strength weaker Ho tou its mean ky market main sirf retracement thi balky trend change nehi ho raha tou agar ham properly DMI indicator ko follow kerty hain tou ham market main successful trade ker sakty hain ky hamain market main trend ky mutabiq trade open kerny ky liay DMI bahot help kerta hai jis sy ham market ky current trend per bhi trade ker lety hain aur jab trend change hony ja raha ho ya market main sirf retracement Ho rehi ho tou iski indication bhi hamain DMI provide kerta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Farrukhannique پيغام ديکھيے
                  Friends Dynamic Momentum Index indicator aik technical indicator hai jo humen market ki technical aspects aor situation ko direct krta hai yeh time periods calculation ky hisab sy humen market ma trending prediction provide krta hai humen forex trading market ky technical indicators ko use krna ana chye
                  dynamic Momentum index indicator ma total oscillation 100 hai aor isko istemal krny ky leay humen indicator ki oscillation reading ko view krna chye jub market up trend ma ho to agr to traders dekhen ky oscillator above 70 territory ma ponch jay to wahan py sell signal generate ho jata hai apko management ky hisab sy trade ly leni chye qb d kha jay to yehi bat RSI indicator kehta hai lkn RSI indicator ky pas kam time periods hain jo ky fixed hain jub ky is indicator ky oas 5 sy 30 ky dermyan hain aor yeh volatility ky hisab sy use hoty hain
                  down trend ma market dynamic momentum index indicator ma agr below 30 territory ma ajay to wahan py traders ko hoshar ho kana chye aor buy trade management kr leni chye
                  indicator bahot acahq qor authentic hai is ko istemal krny ki adat bnain aor market ma acha kam kren ta ky apko zeyada faida ho
                  [ATTACH=CONFIG]24339[/ATTACH]
                  G dear market mai ager ap ka kam acha hai tu wo market mai ap ka kam index aur indicator pay kam kar kay acha ho pata hao tu aj jis indicator kay barye mai bat ki gaye hai tu wo hai dmi indicator yani kay dynamic momentum index tu ap es mai kam baki indicator ki tarha he kar saktye hai ap ka kam hai kay ap start mai market mai achi tarha daikh kay acha kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hai tu ap es mai baki indicator ki tarha ka he kam kartye hai yani kay ap es mai ager trade mai daikhtye hai kay ap ka trade aik side way pay move kar rha hai tu ap ua kay hisab say he es mai acha kan kar saktye hai es mai aik line say banti hai ager ap nay es indicator mai kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kar saktye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai jub line banti hai center mai tu ye indictor kam kar sakta hai us mai aur ap ka kam kafi acha ho sakta hai tu ap nay ager market mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam kartye hai tu ap kamyab hamesha ho jatye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ao dmi mai baki indicator kay tarha ka kam kar saktye hai aur bad mai ap es mai acha kam usi tarz ka kartye hai tu ap kamyab bhi usi hisab say ho jatye hai tu acha kam kartye rhain market mai ap ka kam jitna acha hota hai ap ka faida bhi usi hisab say zayda ho jata hai tu ap nay kam ager acha karna tu ap indicators pay kar saktye hai aur bad mai ap ka kam es mai asan ho jata hai tu ap acha kam karain gaye tu ap ka kam acha ho paye ga tu ap mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain ta kay bad mai bhi ap es mai acha kam kar kay hamesha he kamyab ho jatye hai aur ap ka kam kafi easy aur kafi acha ho jata hai
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

                    forex aik online business hain humj gar mai bath kar is mjai kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din mi be kam jkar sakty hain hum gar mai bath karis mai kam kar sakty hain hum is mjai bager balance accountbana kar be kamk ar sakty hain hamy market mai indicator ko use kar ky kamj karna ho ga pher he hum pasia kma saky g hum is mai raat mai be kam kar saktyhain hum is mai din mai be kam kari sakty hain hamy market ke movement ko samj kar is ma asia invest kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky g hum is mjai posts kar sakty hain hum is mjai trade be laga sakty hain hum gr mi bath kar is mjai kam kar sakty hain yai akbe be band na hony wala acha business hain hum is mai aik din mai aik limit ky mitabik kam kar sakty hain hum is mai mahnetkarty hain t o hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai bageer balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yau aik asa business hain jo ky kabe be katem na hony waloa acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hamy stratgey ko kabe be ignore nahi kanra chaee or hamy indicator ko kabe be ignore nahi karna chaey
                    • #11 Collapse

                      Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

                      AOA my dear all Forex member Forex trading ma indicators ko bhot bari tadad available hai. Jin ka maqsad serf or serf trader ki help karna hota hai. Forex trading k mt4 trading plat form ma wo he indicator zayada popular hota hai jo use karna easy hota hai or jis ko samajna asan hota hai. Forex k wo indicators jo complicated values par depend karty hain wo trader k lae bhot problematic ho jaty hain kiu k trader k asy indicator ko use karna bhot mushkil hota hai jo jis complex forumlay par depend karty hain ya jin k lae trader ko zayada time chahe hota hai. So forex ma asy indicators he help ful hoty hain jin ko use karna easy hota hai. Es topic ma ham DMI dynamic momentum indicator ko discuss karyn gy Dynamic Momentum Indicator. Ye indicator working ma relative strength index ki tarha hota hai or ye eski he tarha market ki over bought state ko or over sold state ko show karta hai. Es indicator ki range 0 sy 100 k bech ma hoti hai jb market ki value 70 k pass ponch jae to eska matlab ye hota hai k market over bought state ma hai or trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Ese tarha jb ye indicator market ki value ko 30 sy below show kar rha hota hai to eska matlab ye hota k trader ko ab buy ki trade k lae ready ho jana chahe kiu k market es time ma over sold state ma show ho rahi hoti hai Indicators vs experience. Forex trading ma indicator ko blindly follow ni karna chahe kiu k ye aksar fake signal ko generate karty hain or trader en signal ko use kar k market ma pans jaty hain. Forex trading ma trader ka experience bhot zayada matter karta hai or trader experience he k use karny sy apny profit ko hasil karny ma kamyab ho sakta.
                      • #12 Collapse

                        Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

                        dear friend, ye aik technical indicator hota ha jo pairs ki overbought ya oversold condition ko janchnay k liay use hota ha, is ko Tushar Chande aur Stanley Kroll na develop kia, Ye RSI sa kafi similar hota ha, in ma difference sirf ye hota ha k RSI ma fixed number of time periods (amtor par 14) ko use kar k calculation ki jati ha jb k DMI ma different time periods ko use kartay hain jo 5 sa la kar 30 tk hotay hain, indicator 0 sa 100 k darmian oscillate karta ha, jb indicator ki value 30 sa km hoti ha to pair ki price ko oversold smjha ja sakta ha aur jb indicator ki value 70 sa above ho to ye pair ki overbought condition ko zahir karta ha,

                        ye indicator trending market ma trends ki direction k mutabik signal generate karta ha. ranging market ma b buy ya sell k signal generate karnay ki salahiat rakhta ha, ye markeg ma retracements k baray ma b indication daita ha, ye indicator kafi sensitive hota ha, is liay traders isko RSI k sathbcimbinely use kar k early entry aur exit points hasil kar saktay hain, uptrend k liay traders ko isay 30 sa below fall karnay ka aur us sa wapis above janay k baad long position k sath trade karni chaiay, isi tarah downtrend ma long position k liay traders ko 70 sa above janay k baad dobara below anay par order set karna chaiay, ye indicator us waqt kafi useful hota ha jb prices quickly move karvrahi hon aur apni support aur resistance level ko approach karain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

                          Dynamic Momentum index indicator aik bahut hi important indicator hai jo aap Ko Kisi bhi asset key values ko calculate karne aur iski overbought or oversold situation ko calculate karne ke liye istemal Kiya jata hai no doubt dynamic Momentum index indicator bahut hi famous indicator hai jo aapko market Mein successful hone ke liye different important information provide kar raha hota hai ismein aap maximum advantages Hasil kar sakte hain.

                          Forex trading main jab ap successful Hona Chahte Hain To usmein aap available different important indicators ko clearly understand karna chahie dear other upmarket me e indicators ko avoid Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada disadvantages of sakte hain aur aap Forex trading Mein Kabhi Bhi successful trader Nahin Ban Sakte isliye Jab aap Forex trading market ko completely learn kar rahe hote hain to different indicators ko clearly understand Karen aur Inko apne liye profitable banaen no doubt market Mein available indicators aapke liye profitable trading kar sakte hain.

                          Dynamic index indicator aapke liye bahut hi important role play kar sakta hai aur aapke decision-making main aapko perfect analysis share kar sakta hai dear jab aap market Mein Kaisi situation dekhte hain jismein prices bahut jyada downtrend Mein Chali Jaati Hai Ye Kaisi position Hoti Hai jismein market me prices bahut Upar Chali Jaati Hai To Aisi situation main aapke liye decision making karna difficult ho sakta hai aur sometime aapke liye bahut jyada confusion ho sakti hai agar aap successful trader Banna Chahte Hain To Aisi situation Mein different indicators aapke liye bahut hi important aur perfect results making kar sakte hain aur aapko profitable trading Mein helpful ho sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

                            forex k platform par indicators ki bohat zeada value hai agar hum is mein kaam kerna chahty hain tou humen indicators ko samjhna ho ga aur phir un ko apni trade meimn apply kerna ho ga is mein indicators ki bohat sari types hain ye humen market k bary mein signals provide kerti hain aur humen market ki movement ka bhi btati hain market mein dynamic momentum index indicator aik technical indicator hai jo k humen market mein jitni bhi technical aspects aur situations hain un k bary mein btata hai ye sab calculation k hisab se hota hai aur humen phir he time periods k bary mein information milti hai is indicator mein total oscillations hundred hain jis ka katlab ye hai k ye humen hundred tak ki readings ko provide ker sakta hai is mein humen oscillations ko lazmi dekhna chahiye
                            jab bhi hum market mein trade ko start kerty hain tou ye oscillations humary liye aik positive impact ko paida kerti hain is mein agar ye huemn 70 se above ki oscillation dy raha hai tou humen is mein sell ki trade ko lagana hota hai aur isi tarhan agar ye humen 30 se below ki reading aur oscillation dy tou humen is mein buy ki trade ko lagana hota hai ye aik reliable indicator hai aur authentic result deta hai traders ko chahiye k wo is ko trade kerty waqt use kerny ki adat bena lein is se un ki trade mein acha result aa saky ga jab ye 70 se above oscillation dy raha hota hai tou is ka matlab market k up trend ka hota hai agar ye humen 30 se below ki identification dy raha ho tou market mein down trend chal raha hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Dynamic Momentum Index *DMI* Indicator

                              dear friend aap bilkul theek ho rahe hain ki ki Hamen Forex trading market Mein currencies Pyar per trading Karni chahie Kyon Ke currency pair per Ham Achcha profit Kama sakte hain Hamen forested market Mein lalach Nahin Karni chahie Kyunki lalach karne se Hamen last Hota Hai Hamen Forex trading market Mein Sawar ke sath kam karna chahie Kyunki Sabar Ka Phal Meetha hota hai Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha prapt kam Aana chahie Agar Ham Forex trading Mein lalach Nahin Karenge To Ham last se baat sakte hain Hamen Forex Encyclopaedia mein jyada Se Jyada mehnat per focus karna chahie Kyunki mehnat karne se hi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen Forex Mein acchi aur high quality wali post Nahin Karni chahie aur Hamen Forex Encyclopaedia Mein acchi acchi information share karne chahie Taki Ham kamyabi Hasil kar sake Aur dusron Ko Apna knowledge bhi De sake aur Hamen Forex Mein Apna naraj share karna chahie Jaise knowledge Mera Hota junior member ko bhi bahut jyada fayda ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X