Forex business Aik risky business hai hum is business mein jab bhi lalach kartay han aur ziada lot size laga kar trading kartay han tu hi loss hota hai aur ziada lot size laga kar trading se account bhi wash ho sakta hai forex mein kaamyaab hum tab hi ho saktay han jab hum account balance kay mutabik lot size use kar kay trading karain aur account ki money management kar kay trading karain phr hi hum trading mein kaamyaab ho saktay han
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим