Greed is harmful or effective
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed is harmful or effective
    Mera sab members say ya sawal hay kay kia greed karna hamain mehnga par sakta hay ya nahi?agar han ti is kay kia disadvantages hain or greed na karnay kay kia advantages hain?apnay positive comments karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear greed bht zada harmful hai humare liye hume jitna ho sake iss se bachna chahiye forex me greed hi loss ki sab se bari waja hai so isse avoid karna chahiye hume aur trading k doraan apne emotions ko control me rakhna chahiye.
    • #3 Collapse

      greedy people will never be successfull. in forex trading you should be pationce to be in there otherwise you will lose your money very quickly. have patience and you get profit for sure.
      • #4 Collapse

        greed to hoti hi harmful har jaga aor har maamle main ye khatarnaak hai is se bachna bohat hi zaroori hai forex main ye hamare profit ki dushman hai
        • #5 Collapse

          g han bhai jan forex trading business men greed boht nuqsan deti hy forex trading busienss men success hasil krny ky liy greed sy avoid krna boht zarori hy greed account ko kill kr deti hy jub tk greed sy avoid nahi kren gy forex trading busienss men success hasil nahi kr saken gy
          • #6 Collapse

            greed karny waly ko kbhi faida nh hota balky wo hamesha noksan hi hota hai grred karny wala kbhi bhi kamyab nh hota na life or na hi future es liye grred nh balky mhenat sy kam kary apna
            • #7 Collapse

              greed ka anjam bohta bura hota hay greed hamesha hi har maidaan main apk liay nuksan dehg hay is liay greed se ap hamesha hi door rahen to apk liay behtar hoga greed apka sab se bara dushman hay so is se guraiz karen apne andar se greed ko nuikalen.
              • #8 Collapse

                Assalam-O-Alaikum laluch bhai jan kabhi be kisi be business me chahey wo forex trading ka business ho ya aur koi effective nahi ho sakti aur laluch karney walo ko hamesha loss he hota hey.
                • #9 Collapse

                  gg han bahi jan forex aik world wide online business hay ur yahn par kam karny kay liyea ap kay pass buth hi acha knowlge ur experince hona chaheya ur kiyun kay forex aik risky market hay ur yahn par ap ko greed nahi karni chaheya kiyun kay ager ap greed karo gay to ap ko loss ho jay ga bahi jan.
                  • #10 Collapse

                    bhai jaan greed karny se hamain kuch bhe hasil nai hota bas hamain loss he hota hai and issi liye hamain is main greed ko avoid karna chaye and agar greed karni bhe hai to knowledge ke karain.
                    • #11 Collapse

                      greed harmful bhi hy aur karni b parti he.harmful greed wo hey k hamar ballance kam he aur ham big size ki trade laga dety hen.aur ake greed he k jab hamari trade oppose side pe chali jati hy aur ham nuqsan mein bnd nhe karty wo wapis profit mein aa jae to esi greed faidamand hoti he.
                      • #12 Collapse

                        My dear friend Hum logo ko farex Me lalach nahi karni chahiye warna Hum Log loss Mein Ja sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex mai jab hum kam karty hain to hamy loss hota hain lakin kuch traders lalch mai aa jaty hain or zad pasisa hasial karny ky chaker mai apne galtiyo ko ignore karty howe zada sy zada trading karty hain or unhy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota is liye hamy lalch ko avoid karna bohat zarore hain greed hamara sub sy bara dusman hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X