RSI line k lowest ya highest hony pr kbi depend na krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI line k lowest ya highest hony pr kbi depend na krain
    Dosto. Mn ny ye daikha h k akser new traders ye samjhty hn k JB RSI line bilkul bottom line ko touch krti h to wo usko buy ki indication samjhty hn aur same esi trh jb upper line sy kuch uper cross hoti h to log sell ki trade lga dety hn. Mery khayal mn ye idea theak ni h q k RSI thori si correction k baad again usi pehly wali direction mn bi ja skti h. Aur jb RSI waqi up/down (Mtlb reverse) hoti h to us wqt price ka bht difference a chuka hota h. Akser logo k accounts bi wash ho jaty hn. Short term (correction time) mn Thora bht risk Lia ja skta h lakin wo bi expert traders hi kr skty hn Jin ko forex chart/price action ka acha knowledge hota h. To esly sb sy request h k RSI pr kbi depend na krain bl k market price (news/analyses) k hisab sy trade krain jis sy apka account bi safe rhy ga aur profit bi earn kr skain gy plus future trading k ly kuch experience bi hasil hota rhy ga. Stay blessed
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI line k lowest ya highest hony pr kbi depend na krain

    G bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me RSI indicator ko dekhte howe trading nahi karni chaheye, bulke halat aur news ka sahi jaieza le kar hi Trading ki karen. RSI ya Ratio Strength Index aik indicator hai jo forex trading market me hum technical analysis k leye istemal karte hen. RSI ka bohut zyada istemal hota hai forex trading analysis me aur is indicatores se hum forex trading ki analysis bohut zyada madad lete hen. RSI indicator ka forex trading analysis bohut had tak kamyab bhi hoti hai. Forex trading me hum jab mt4 ya mt5 apps ko open karte hen to chart pattern k nechae aik line gragh show ho raha hota hai. Wo line graph hamare leye RSI indicator hai. Forex trading me RSI indicator ki value to points k darmeyan de jati hai jese 30- 70 ka level deye gaye hen. Is me jab value 30 se nechay ya 70 se uper ko chali jati hai to pher value apni direction ko change karne ki koshash karte hen.
    • #3 Collapse

      Re: RSI line k lowest ya highest hony pr kbi depend na krain

      Ji han aap Sahi kah rahe hain Hamen Asi Koi Dekh Kar Nahin decide kar lena chahie ki trade aap kis Taraf Jayegi Hamen chahie ki Ham totally analysis Karen market ka aur uske bad Mein trade open Karen isase Hamen Jyada profit hoga relative strength index Ek Aisa indicator hai jo Hamen sale aur by ka batata Hai Jab vah 30% per a Jata Hai To iska matlab kya hota hai keva over sale ho raha hai ek pair mein aur Agar vah 70% Mein a jata hai to uska matlab yah hai ki vah overbought mein chal raha hai to Kisi Ko Dekhte hi Ham hisab Nahin Laga Sakte

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: RSI line k lowest ya highest hony pr kbi depend na krain

        Salam to all members aj trading ka frist day sab trading main busy han foum par kam karna na bholen bahut he acha topic ha is par disscuss karty han ka hamen rsi par depend nhe karna chahye ha is ka high or pint ko dekh kar dekhn har kisi ki apni stratgey han rsi ap ko acha profit deta ha lakin agar ap ka pass koi strategy han to ab high point ki bat karen ka rsi ka m utabik agar market na 90 ko tuch kiya howa ho to zaroor retrace karti ha ap short kar ka wahan sa acha profit le sagty han or down ka bhe isi taraha sa ha
        • #5 Collapse

          Re: RSI line k lowest ya highest hony pr kbi depend na krain

          Ji ha aap ny theek kha hy hum ko kisi bhi indicators ki movement pr fully depend nhi krna chaiy bulky humesha soch smajh kr kam krna chaiy dear agar hum soch smajh kr kam krein gy tu hi hum kamyab ho saky gy aur forex sy achi earning kr saky gy isleiy hum ko phly soch smajh kr market ki analysis krni chaiy us k bad hi trade open krni chaiy
          Like tu banta hay ik🙏
          • #6 Collapse

            Re: RSI line k lowest ya highest hony pr kbi depend na krain

            dear bhai hume is mn sahi smajdari se kam krna chaiye is mn kameyabi hume menat se hi milti ha dil laga k kam krein gein tu hum bohat asani se kameyab ho sakte hein hume is mn sahi kam krna hota ha forex mn dil laga k work krna hota ha kameyab hamesha achy work se hi milti ha bohat hi asani se kameyab ho sakte hein agr menat krein tu
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: RSI line k lowest ya highest hony pr kbi depend na krain

              hamy RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe haisal ho jy ge hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamara losss hain hum is mai bager balanace account bana kar be kam kar saky hain hum is mai agar indicators ko ignore kar ky kam karty hain ti hamy kamaybe hasail ho jy ge

              اب آن لائن

              Working...
              X