Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam
    Salam dosto kaise Hy AP log I think k AP Sab log theek hogy aj Mai apko bataoga k trade Mai jb AP broker se account bannaty ho us time apse ye leverage k bare Mai be bola jata hy Mai apko us k bare Mai bataoga ...


    Trade Mai Leverage Ka Kam

    Hum jb kisi be broker ko select karty hy to us Mai account k time humse poucha jata hy k Leverage kitina ho 1.0 se start hota Hy apko Jo rakhna Hy sahi Wala wo Hy 1.5 leverage se ye faida milta Hy k jo apka balance hota Hy usko wo bara k margin show karwaty hy jis se ap easily trade kr skhty ho mtlb k Kam se Kam balance pe be trade kr skhty ho ap aur be bht btan Hy isse isliye apko mujhse contact karna hoga .....


    Ye thi ak aur Baat forex trade k bare Mai aur knowledge share karuga ...🙂
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

    Leverages
    Forex trading me leverage hamen brokers ki taraf se aik leverage limit list di jati hai. Leverage list me hum apne leye matloba mayar ki leverage ko select karte hen. Leverages ka trading pe bohut asar hota hai. Leverage ki madad se hum apne account ki limits ko increase karte hen. Agar hamare pas 500$ hen to hum is se sirf 500$ ki hi currencies khareed ya ferokht kar sakte hen, lekin agar hum apne account ki leverage ko 1:100 rakhte hen to us k bad hum apne account se 100x500=50,000 ki currencies units ko buy ya sell kar sakte hen. Aur ye har broker ka mukhtalif hota hai. Kam Leverages k apne faide hen aur zyada Leverages k apne faide hen. Kam Leverages aik new clients ko tahafuz faraham karta hai. Q k us k pas Leverages kam hone ki waja se wo over trading se bach jata hai aur nuqsan hone ki sorat me kam khasara hota hai is tarah us ka faida bhi thora hota hai. Zyada Leverages me aik trader zyada lots lagane ki salaheyat rakhta hai agar wo knowledge full trader hai to wo kamaye bhi zyada kar sakta hai. Lekin nuqsan bhi is ka zyada hota hai.
    Leverages aur lot size
    Forex trading me agar hum apni leverage ko increase karte hen to is hum forex trading ki apni trading ki lot size ko bhi increase karte hen. Is ka matlab hai k leverages ka lot size se directly proportion ka taluq hai. Jitna hum leverages increase karte jayengy hamara lot size ki limit bhi increase hi hogi. Is waja se agar hamara account ziada volum ka nahi hai to hamen apne account pe kam hi leverages rakhni chaheye. Jis tarah se instaforex k hamare bonus account ziada volum k nahi hote hen to humen in pe kam leverage hi rakhni chaheye, is se hum safe trading kar sakte hen.
    Benifits of leverage in forex trading
    Forex trading me agar hum leverage na hoti to is se hum kabhi bhi small volumes account se trading na kar sakte hote. Forex trading me hamare broker hamare account ki limits ko leverages ki madad se hi increase karte hen. Agar hamare pas 100$ ka account hen aur hamare account ki leverage 1:100 hen to is se hum 10,000 ki currencies units ko buy ya sell kar sakte hen. Leverages kam rakhne se hum apne account ki limit kam karte hen jis se hum apne mistakes jese, over-trading ya lalach jese masle pe qabo pa sakte hen. Is waja se jitna hamara trading experience hota hai us k mutabiq hi apne account ki leverage rakhen.
    Click image for larger version

Name:	images (68).jpeg
Views:	2
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12335530
    • #3 Collapse

      Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

      Forex trading ki market Mein Jo Bhi members kam karte hain Tumhen chahie Keval Forex ki market se related Jyada Se Jyada information Hasil karne ki koshish karen Taki vah market Mein Apna Kam bahut hi Aasan aur iji tarike se start kar sake aur unhen Market ko acche tarike se analysis karna chahie aur uske Aane wali chij ko strong karne ki koshish Karni chahie


      Leverage

      Forex trading ke Business mein leverage ko bahut jyada importance Di jaati hai isliye Tamam members jo bhi trading Karte Hain To unhen leverage ke bare mein jyada Se Jyada land karna chahie usko acche tarike se study karna chahi product ID reading ke business ko chalane ke liye ek normal man tak raSai dene ke liye leverage ko introduced Kiya gaya hai Agar market Mein ya leverage Nahin Hogi to practice reading ki market Kisi Bhi Insan ke liye available Nahin Hogi Forex trading ki market Mein leverage trader ko Hasil Ek Aisa credit Hota Hai Jo Unka broker unhen market Mein trading karne ke liye provide karta hai


      Leverage ki average aur units

      Market Mein Jo Bhi members kam karte hain aur leverage ka istemal Karte Hain To unhen leverage ke units ke bare mein complete information honi chahie market Mein yah leverage normally 50 Guna 100 Guna 200 Guna 400 Guna Di Jaati Hai Agar broker traders Ko 400 Gunah leverage provide Karen yany 400.1 iska matlab yah Hai Ki dollars or se account open karta hai Agar Unka broker unhen yah facility provide Karta Hai To tab hi vah market Mein kharida frockht kar Sakenge


      Leverage ko avoid

      Market Mein Jo Bhi members kam karte hain to unhen market Mein kaam karte waqt leverage ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Kyunki leverage market mein bahut jyada importance rakhte hain aur ki Inko apni trading main use karna bahut jyada Jaruri hota hai jo trade-in ko apni trading main use karte hain to vah traders market Mein Achcha profit Harshil kar lete hain Jab Ke Kuchh raiders Aise Bhi Hote Hain Jo leverage ko avoid kar dete hain aur Iske bagair hi market Mein Apni trading start kar dete hain to vah market Mein Achcha profit Hasil nahin kar paate
      • #4 Collapse

        Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Aban92 پيغام ديکھيے
        Salam dosto kaise Hy AP log I think k AP Sab log theek hogy aj Mai apko bataoga k trade Mai jb AP broker se account bannaty ho us time apse ye leverage k bare Mai be bola jata hy Mai apko us k bare Mai bataoga ...


        Trade Mai Leverage Ka Kam

        Hum jb kisi be broker ko select karty hy to us Mai account k time humse poucha jata hy k Leverage kitina ho 1.0 se start hota Hy apko Jo rakhna Hy sahi Wala wo Hy 1.5 leverage se ye faida milta Hy k jo apka balance hota Hy usko wo bara k margin show karwaty hy jis se ap easily trade kr skhty ho mtlb k Kam se Kam balance pe be trade kr skhty ho ap aur be bht btan Hy isse isliye apko mujhse contact karna hoga .....


        Ye thi ak aur Baat forex trade k bare Mai aur knowledge share karuga ...🙂
        G dear trading mai ager daikha jata hai tu leaverge ka kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap account open kartye hai tu ap es mai acha ho jata hai tu leverge ka kfi faida hai per es mai ye bat hai kay ap kam kartye hai ap bonus account mai kam kartye hai tu ap ka kam hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath ap acha kam kar saktye hai tu ap levetge kam ya zayda ager kar saktye hai tu wo bhi ap real account mai kar saktye hai otherwise ap nhi kar saktye hai tu ap nay ager leverge ko kam ya zayda karna hai tu ap es mai achi tarha daikh kay kartye hai tu ap ka kam es mai tabhi asan ho pata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna chatye hai tu ap ka kam hai kay ap real account mai kam kartye hai tu ap ko es mai banifits mil jatye hai aur ap ka kam kafi asan ho jata hai tu bina mahnet kay ap ka kam bhi acha ho jata hai aur ap kaliye kafi benifits mil jatye hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai leverge ka istmal kafi achi tarha kar saktye hai aur bad mai ap kay kam mai masla nhi banta hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap aik tu real account mai kafi acha kam kartye hai tu ap ka kam ap ko kabhi nakam nhi kartye hai tu ye ap ko kafi asan kam karnye mai madad daita hai tu ap real account mai kafi acha kam kar saktye hai aur ap leverge zayda ya kam kar saktye hai tu ap ka kam hai kay ap nay acha kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha koya ja sakta hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam kar saktye hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai tabhi kam kar saktye hai jub ap es mai acha kam kartye hai tu bina mahnet kay na ap ka kam hai kay ap real account bana kay us kay benifits liya karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

          my dera friend forex trading main leverage ki boht ahmiyat hai jis ka humari trading main boht amal dakhal hota hai
          Leverage wo amount hoti hai jo broker humain provide krta hai jis ka concept yah hota hai k hum apny small account k sath bari currency main trade kar skty hain or os se apni trading kar k os main acha profit lay skty hain leverage ko 2 dhari talwar bhi kahty hain jis ka matlab yah hota hai k es ko manage kran bhi boht mushkil hota hai jis se hum apni trading karty hain or os se achi earning karty hain leverage ko achi tarha se smjh kar or osko manage kar k trading karny se he forex main hum faida otha skty hain or os se achi earning kar skty hain

          Leverage hum apny account main set karty hain jis ka mtalb yah hota hai k hum broker ki taraf se kuch amount lety hain jis ka maqsad yah hota hai k hum itny bary trading k karobar main apni trading kar saken or os main apni trading kar k os se profit hasil kar saken forex main aghr hum apni trading leverage k hisab se apni trading karen tu hum forex main achi trade kar skty hain or os main acha profit lay skty hain

          Leverage ko hum apny experience ki base par set karty hain q k aghr hum bari leverage ko set karty hain tu es se humari trading main risk bhi zayda hota hai jis k bad hum forex main achi trading kar skty hain or aghr humari trading ka experience kam hota hai or humari trading account main bari leverage set hoti hai jis ka risk bhi zayda hota hai es liye trading account main leverage aghr kam hota hai tu oska faida yah hota hai k apki trading main loss bhi kam hota hai or forex main profit bhi kam hota hai jub k aghr hum forex main leverage ks ath account manage karny main mushkil hoti hai tu koi bhi bari leverage ko manage nahi karty hain tu zarori hai k hum apni trading main leverage ko soch smjh kar he hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain or acha profit bhi lay skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

            dear friend forex trading mai leverage wo amount hai jo broker hum may farah kar ta hai or us kay baade ap ksi bhi bari karanci ko sell ya buy kar sahk tay ahi or us mai agr ap kay pass balance km ho ga trade kay lea tu ap apnay broker say wo amount jo zarori hai trade kay lea wo hasil kar sahk tay ahi or hasil kar nay kay baade ap apni trade laga sahk tay hai or wo bhi wo trade laga sahk tay hai jis mai ap kay pass balance km ho or ap ko or ap mazeed balance hasil kar tay hai ku kay broker jab koi amount mhuiya kar ta hai us kay baade ap ky sary balance pr hi trade lag ti hai or ap trade lagnay kay baade ap is trade mai bohat dihan say kam kar na chahe ku kay us pr trdae laganay kay baade ap jab is mai loss ho jay tu ap ko bohat hi zayad loss ho jata hai or kabhi kabar tu ap ka account bhi wash ho aj at hai

            advantages
            forex trading mai leverage wo amount ahi jo broker humy deta ahi or us kay ya advantages hai kay ap is kay saath bari karnci ko sell or buy kar sahk tay hai
            disadvantages
            forex trading mai disadvantages ya hai kaya p ko agr us mai loss ho jay tu bohat ho ta ahi zayad say zyaad loss ho any kay sath ap ka account bhi wash ho sahk ta ahi is lea kabhi bhi leverage wali trade analysis kay bageer na lagy ku kay ap ka account save nhi rah ta or is lea trade hamesha apnay analysis or experience kay according lagy
            • #7 Collapse

              Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

              Agar aap Dekhen to Jab Ham Forex trading mein kisi broker ko choose Karte Hain To usmein leverage ka Option hota hai leverage Hamare account ki speed hai agar aapka count ji account ke mutabik hoti hai agar aapka Kaun bada hai to aap leverage Jyada use kar sakte hain lekin Agar aapka account Mili Hai To aapko Kamla Bridge ke sath trade karna chahie agar aap kam leverage ke sath trade Karenge tab hi aap market Se Achcha profit Hasil kar Payenge aur Jyada loss ka Samna Nahin Karenge
              • #8 Collapse

                Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

                Walekum assalam liya aapane bahut hi Achcha question Kiye Hain Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To Ham dekhte hain ki ismein leverage ka bahut jyada important role play ho raha hota hai aur leverage broker ki jaane se apne members ko ek facility Di Jaati Hai Kya office mein kam capital ke sath bhi trading kar sakte hain bear Agar Ham Dekhen to ismein hamare pass different kism ke account Hote Hain jismein Ham different leverage course Tilak kar sakte hain Agar Ham Pakistan Forex forum per kam kar rahe hain to ismein bonus account ke liye specific leverage ka istemal Kiya jata hai.

                Dear aap Jab ismein kam Karte Hain To Ham dekhte hain ki aap Jab Pakistan Forex forum ka bonus account create kar rahe hote hain to 1 ratio 50 ki leverage aapko ismein provide ki jaati hai jismein aap long term trading kar sakte hain agar aap ismein kam reshon ke sath kam karna chahte hain aur kam leverage ke sath kam karna chahte hain to vah bhi aap ismein kar sakte hain Kyunki aapke pass Ek Aisa Option hota hai jisse aap apne account ke liye kofax karte hain aur is per aap change nahin kar sakte.

                Dear agar aap dekhte hain to aap ismein kitne investment Karte Hain Uske hisab se ismein aap Kitni Jyada lots Laga sakte hain leverage broker ki jaane se apne customer ko Apne members ko ek facility Di jaati hai ki awaaz mein trading Karke Sar profit Jyada Le sakte hain Jo job brokers ismein acchi leverage provide karte hain aur apne members ko bahut jyada facilities rahte hain vah acche brokers ismein Sanjay Jaate Hain trading ke liye aur jo log trading mein jyada Se Jyada mehnat karte hain aur ismein aapko Jyada se jyada fayda ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

                  Forex trading me jab aap apne account ke liverage ki basis per decision-making kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada limitation bhi apply karna hoti hai no doubt other aapki account ki leverage Kam Hai To Aisi situation main aap maximum trading nahin kar sakte aur Agar aapki account ki leverage Jyada Hai To Aisi situation main aap minimum account balance per bhi bahut hi acchi trading kar sakte hain aur bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain.

                  Leverage :

                  Dear ya Ek Borroed quantity Hoti Hai Jiske against aap apne minimum account balance per bhi maximum trading kar sakte hain aur bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain.

                  Importance of Leverage :

                  Dear Forex trading me leverage ki bahut jyada importance hoti hai no doubt Jab aap leverage ki complete study Hasil Karte Hain To usmein aap ko bahut jyada advantages mil sakte hain agar aap ek Achcha broker select Karte Hain To usmein aap ko bahut hi acchi leverage mil rahi hoti hai jo aapki profitable trading mein bahut jyada help kar sakti hai Iske against sometime aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai Kyunki Jab aap Jyada leverage ki basis per maximum lot size kaise rakhen karte hain to usmein aap ko bahut jyada disadvantages bhi mil sakte hain aur aapko Margin Call bhi receive ho sakti hai.

                  Dear jab aapke account ki leverage Jyada Hoti Hai To Aisi situation main aapko bahut jyada careful hokar trading Karni chahie aur kabhi bhi lot size Ki selection according to account balance hi Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain no doubt Jab aap maximum leverage ko properly utilised karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap minimum account balance per bhi bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain Forex trading Mein Kuchh Aise broker Jaate Hain Jo aapko bahut jyada leverage provide kar rahe Hote Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

                    Forex trading ke Business mein leverage ko bahut jyada importance Di Jaati Hai leverage market mein bahut important rule play Karte Hain leverage vo amount hai jo Hamen broker provide karta hai leverage ko Ham Apne account mein set Karte Hain Hamen Hamesha market Mein leverage ke hisab se hi trade open Karni chahie Hamen leverage ko Hamesha acche experience aur knowledge ke sath hi set karna chahie Hamen leverage ko acchi Tarah Se samajhna chahie Jab Ham Pakistan Forex forum Mein kam Karte Hain to isme bonus Ka saPacific leverage ka istemal Kiya jata hai

                    Forex trading ke Business mein leverage vah amount hai jo Hamen Ek prokar deta hai Hamen Apne leverage ke hisab chahie market Mein trading Karni hoti hai agar Ham Apne leverage Ko Badhana Chahte Hain To uske liye jaruri hai ki Ham Apne iskam mein bahut jyada hardworking Karen hard-working karke hi Ham Apne leverage ko Badha sakte hain Hamen market Mein Hamesha acche experience and knowledge ke sath kam karna chahie Taki Ham market Mein acche tarike se kam Kar Paye Hamen market Mein maujud Har EK chij ka acchi Tarah Se analyses karna chahie Hamen Apne analysis ko perfect banana chahie Jitna Achcha Hamara analyses Hoga utna hi acche tarike se Ham market Mein trading kar Payenge aur apni trading Mein Achcha Se Achcha result Hasil kar Payenge

                    Hamen market Mein Hamesha acchi quality wala kam karna chahie Hamen market Mein trading karte hue kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Hamesha Soch Samajh Kar trading Karni chahie Hamen Apne iskam Mein Hamesha active Rahana chahie active hokar Hamen Apne is kam ko karna chahie Jab Ham market Mein kam kar rahe ho to Hamara Sara focus Apne kam per hi Hona chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

                      g dear forex me trading me leverage ka actual link apny broker sy udhar leny ko kehty hian. apki jitni ziada liverage hoti hian ap utana ziada udhar lay sakty hian, udhar leny sy matlab yeh ni hai k wo ap k account me paisy transfer kry ga ya ap us k account me paisy transfer krain gy baly wo apko trade krny k liye ya currency buy krny k liye apko ek limit tak ijazat dy ga. wo jis limit tak udhar dy ga wohi leveerage kehlati hia. forex me leverage ko double ended sward bhe kety hian. matlab jitni ziada aop liverage lain gy profit ya loss bhe usi hiasaab sy hoga. agr ap ko profit hota hia to jitni leverage ziada hia utna ziada profit . and agr apko loss hota hia to jitni leverage ziada utna loss bhe ziada. so dear friends asa kehna bilkul bhe ghalat ni k forex trading me leverage risy hoti hia traders ki trading ko risky nahi bana sakti hay, agar es ki waja se trading risky ho sakti to professional traders minimum level ka hi leverage size set karty magar esa nahi hay har acha traders high leverage size use karny ko hi tarjeeh deta hay, trading key ley market me agar kesi trader ko bahot zeyada free margin mil sakta hay to es ki waja hi high leverage size hoti hay jo key account open karty time traders ko set karna chaye, low leverage size ka nuqsan ye hota hay key hamy free margin trading key ley bahot kam mil jata hay jes ki waja se agar ham koi 1 order open kar lety hey aur loss se bachny key ley koi aur trade open karny ki zarorat pesh aye to low leverage size aur low free margin ki waja se ham kesi be tarha se koi new order place nahi kar sakty hey, lot size zeyada rakny ki waja se risk me ezafa possible hay magar high leverage size rakny se trading risky nahi hoti es ki waja se free margin me bahot ezafa ho jata hay jo trader ko hi benefit de sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

                        dear leverage aik aysi raqam hoti hai jo broker apko trading k liye farham krta hai jub k es k high or low ki setting se apki trading main hony waly loss par es ka farak parhta hai main apko saf lafzon main ayse smjhata hun k forex main aghr apk account main leverage high hai tu apka account small balance k sath bhi bari currency main trading k qabil hai high leverage main aghr ap trade lgaty hain tu apko os trade main loss bhi bara hoga or profit bhi bara hoga jub k high leverage zyda tar wo trader use karty hain jin ka trading ka experience zayda hai or wo apni trading ko boht achi tarha se karty hain jub small leverage se loss bhi kam hota hai or profit bhi kam he hota hai or small leverage jesy k 1:50 tak yah new members apny account main set karty hain account main leverage zayda set ki gai tu es main apki trading main risk bhi zyda hota hai es liye apko apny account k hisab se or apni trading k expiernce k hisab se leverage set karni chahye leverage wo balance hota hai jo ap broker se odhar lety hain jis se ap kam blanace main bhi bari trading kar skty hain yah aik trha se ap odhar lety hain jub k yah aik aysa odhar hai k aghr ap es main loss karwa lety hain tu apka account kuch he seconds main wahs ho jata hai es liye aghr ap forex main chahty hain k hmra account svae rahy tu ap kam leverage set karen jis se yah hoga k ap kam amount apny broker se odhar lay rahy hain jis main apko aghr osko wapsa bhi krna parhy tu apko zyda mushkil na ho forex main zyda leverage main aghr ap trading karty hain tu apko loss bhi zyda hota hai or profit bhi zyda hota hai
                        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                        • #13 Collapse

                          Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

                          Assalam walekum doston ummid karta hun aap Sara thik thak honge khairiyat se honge to baat karte hain ki trading mein leverage ka kam tu jab bhi ham trade FIR karte Hain tu jo account Ham banate hain yah Jo brokers humse account ke bare mein puchta hai to Ham usmein vah select karte hain delivery jaaye vah 1 se shuru hota hai aur aage jawab set karna chahte hain wahan jaate Hain to kyon 1.5 hai vah behtarin hota hai isase aapke your trading hai vah sahi jari matlab apna se rahti hai to jab bhi aapane leather bracelet karna hai vah 1.5 hi Karen isase aapko fayda hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

                            hamy forex mai ache leverage laag kar kam karn chaye pher he hum pasia kama saky gy hamy bager leverage ky kabe be kam nahi karna chaey forex ke market mai leverage ke bohat value hain hamy is ko use kar ky kam akrna ho ag pher he hum agy bar saky gy hum is mai night mai be kam kar sakty hain hm is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchci ban ky kam karty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai aik dn mai aik limit ky mkitabik kam kar sakty hain hum ismai over limit kam nahi kar sakty hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laga sakty hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai agar kam karty howe aik be galti kar dety hain to harma loss ho jata hain hamy loss sy learning gain kar ky kam karna ho ga oher he humk passia kama saky gy hum is mai apne marze sy time tbale bna kar kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Important Topic : Trade Mai leverage ka Kam

                              Dear trading me leverage ka bht role hota Hy leverage kay begair trading nahin kar sakty hain.leverage k begair boohat big investment ki zaroorat hooti.waisy leverage ka jahan faida hai wahan iss ka theek use zyaada ehm hai.agar ik new trader leverage kay use ko nahin samjhta or small investment kar kay big risk ki trades karta hai to ye bhi uss kay liey ik boohat bara risk hai.loss ho sakta hai.leverage ki waja say hum big risk main trade open kar sakty hain lekin money management zaroori hai.agar koi trader emotional hai to uss ko boohat big leverage use nahin karna chahiye.ta k boohat big risk ki trade agar wo open karny ki koshash bhi kary to open na kar saky amount hoti hai jo k broker provide karta hai k trador trading kars aky leverage ka basic amal yah hota hai k hum thory paisun ya bonus se bari currency sell or buy karty hain lverage se hmari trading boht effect karti hai or jitni lverage hoti hai osi k hisab se loss or profit hota hai es liye apko apny trading knowledge or expiernce k hisab se lverage set karni chahye q k jub new trador hoty hain un se bari lvearge set karny main risky hota hai or un se wo mange nahi hoti hai es liye har trador ko chahye k apni trading ko pahly ayse point se trat karen jis main ap bary loss ka smana kar len es liye apko bad main zeyda lverage set kar leni chahye size aor itna investment kahan say ati hay to yeh bat clear kr don kah leverage hmain broker provide krta hay agr hm zyada leverage account main use karty hain to hm zyada volume lots trading account main place kar skty hain aor zyada leverage ka use trader kay liay profitable bhi hay aor high risky bhi hy is liay trader ko leverage ko smjhna chahye aor khas kar beginner traders ko leverage kay bary main experience ho levearage kay right use ko trading account main follow krain high leverage use na krain phr trading main successful trading ho skti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X