Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey
    Dear brothers forex trading aik tough aur risky business hey iss men her kisi ko kamyabi nhi milti kiun k iss men kamyabi hasil karnay k liay bahut ziyada mehnat karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur ziyada se ziyada mehnat karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur jo log mehnat nhi kartay woh bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

    G han apki bat bilkal thek hy forex trading mehnti logon ka bussniss hy ager hum forex main kamyabi hasil krna chaty hen to humen chaea k hum ziyada se ziyada mehnt kren or acha hardwork kren ager hum apna kam mehnt se dill lga kar kren gey tb hi hum kamyab ho skty hen or acha profit hasil kr skty hen
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

      forex trading karte to har Koi hai lekin forex trading mein kamyab sirf vahi log hote Hain Jo log ismein mehnat karte hain isliye hamen chahie ki ham log forex trading mein din raat baith ke mehnat Karen aur is tarah hoti ko achcha aur successful trader banane ke liye bahut sari chijon ko understand Karen apni galti hun ko samjhe aur unse lesson gain karne ki koshish karen ek din aayega is tarah ham log acche tarike se kamyab Ho jaenge
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

        dear mehnat to har aik business ki sab say pehli required hoty hay mage jub tak ham forex makreet main kaam kartay huway is main mhenat k sath sath sahi aur propper knowledge aur experience k sath sath is makreet main ham kaam akrtay hain to hamko is say achi eanring bhi mil skaty hay aur sath sath hamko is say bahut acha experience bhi mazeed milna mumkin ho skata hay aur agar ham is makreet amin kaam akrtay hwuay sirf mehnat he kartay hain aur hamaray pass koi bhi kisi ksiam ka experience nai hay to ham is main say kuch bhi kama nais aktay hain aur sath sath ham kabhi isay samjh nais aktay hain jisk liye lazmi hay k ham is main kaam akrtay hwuay sab say pehlay yeh sab jaan ain k hamain is main kaam kasiay karna hay aur kis hisaab say karna hay agar ham yeh sab kuch jaan saktay hain to haamray liye is amin kaam kartay hwuay achi eanring karna koi bhi mushil kaam nai hay jis main haamra he faida hay laikin agar ham is amin khali mined k sath emhnat akrtay hain to hamko kuch bhi khaas hasil nai honay wala hay.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

          Atzerriko truke, Forex edo FX izenarekin ere ezaguna, deszentralizatuta dago, moneta fidatuak negoziatzeko leihatilako merkatuan. Gaur egun, forex da kapital merkatu handiena eta likidoena, egunero 5 bilioi dolar baino gehiago fakturatzen dituena. Linearekin dirua irabazteko modurik ezagunenetakoa izan da egunero ehunka lagun elkartuta tartearen zati bat lortzeko. Forex merkatuak eguneko 24 ordu hartzen ditu astelehenetik ostiralera munduko edozein tokitan. Forex merkataritzaren abantaila batzuk dira; 24 orduz gertatzen da, burtsa bezalako beste finantza merkatu batzuek ez bezala. Ez da Forex eskakizun formalik behar negoziatzeko eta hasierako kapitala ere eskuragarria da. Likidezia handia dago eta transakzio kostuak nahiko baxuak dira. Artekarien barne inork ezin du merkatua manipulatu. Forex merkataritza erraza da eta ia edonork egin dezake. Forex merkatuak nola funtzionatzen duen Forex merkatuak munduko moneta nagusien salerosketa dakar. Normalean, moneten balioa etengabe aldatzen da eta merkatuko partaideek hori aprobetxatzen dute uneko moneta erabiliz, balioa handitzea espero duten beste bat erosteko. Adibidez, AEBetako dolarrak badituzu eta Australiako dolarraren balioa AEBetako dolarraren aldean handituko dela uste baduzu, Australian dolarrak erosi ahal izango dituzu. Orduan, truke-tasa igotzen den unean, erosi dituzun dolar australiarrak irabazi ditzakezu irabaziak lortzeko. Forex merkataritza negozioa abiarazi behar duzun guztia dirua, ordenagailu pertsonala edo telefonoa, Interneteko konexio fidagarria eta pazientzia pixka bat dira.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
            Dear brothers forex trading aik tough aur risky business hey iss men her kisi ko kamyabi nhi milti kiun k iss men kamyabi hasil karnay k liay bahut ziyada mehnat karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur ziyada se ziyada mehnat karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen aur jo log mehnat nhi kartay woh bey tukki trading kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey
            Ji han bro aapane bilkul theek kaha hai Forex trading sirf mehnat Karne Wale logon ka business hai yahan per Vahi log Kamyab ho sakte hain Jo Yahan Jyada mehnat Karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

              Ji ha aap ny bilkul theek hy forex mein sirf wahi log kamyab hoty hy jo k mhenat krty hy hum ko bhi mhenat krni chaiy ta k hum forex mein kamyab ho saky aur is sy achi earning kr saky dear jo log mhenat nhi krty hy voh kbhi bhi forex mein kamyab nhi ho sakty hy aur un ko humesha nakami ka samna rhra hy
              Like tu banta hay ik🙏
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

                g han agar is min koi kamyab hona chata hey to usko cheya kah who is min zada say zada mahant karay tab he koi Forex kay business min kamayb ho sakta hey aur agar hum Forex min mmahant say kam karna start kar dayan to humyan Forex min kamyab ho sakty hyn aur agar hum mahants say g churyan gayn to hum kamyb nhi ho sakty hyn
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

                  Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliaforex trading aik tough aur risky business hey iss men her kisi ko kamyabi nhi milti kiun k iss men kamyabi hasil karnay k liay bahut ziyada mehnat karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur ziyada se ziyada mehnat karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

                    Assalam.o.alaikum dear forex members g han dear forex members apki bat blkul drust hy Pakistan forex forum me whi log kamyab hoty hn jo mhnt krty hn Hardworking krty hn or apne work ko ziada se ziada time dety hn es lye apko chahiye k ziada se ziada mhnt krein apne knowledge ko increase krein ziada se ziada learning krni chahiye demo account pr practice krni chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

                      G Han jo log mehnat krte hein or apne km ko km smjhte hein wo he log forex mein kamyab ho skte hein is liye ap b agr forex pr dil se mehnat krein ge to ap ache se earning kr skein geforex un logon ki qadr krta ha jo log is pr ache se km krte hein forex bot he acha buisness Ha jo mehnati logon ki qdr krta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

                        G bilkul dear main apki baat sy agree krta hon q k koi bhe business ho us kaliye struggle aor interest bhot zroori cheez hoti ha aor forex to aik technical aor taugh business ha es main kamyab hony kaliye regular mehnat ki zroorat ha, hm ko chahye k hm forex main analysis k sath trading krain aor kabhe bhe lalach sy kam na lain otherwise hm loss main jain gy and all businesses are risky its true.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

                          Assalamu alaikum bhai aapane bahut hi achcha sawal poochha hai forex un logon ke liye bahut hi profitable hoti hai hai jo is mein hardworking karte hain aur bahut mahinat karte Hain aur jo trading ko 1 business samajhkar kam karte Hain wohi log hamesha kamyab hote Hain isliye Jo member bhi forex login karte hain unko chahie ke woh ismein hardworking Karen aur jyada mahinat Karen Taki woh acchi earning kar sake shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

                            koi bhi business Ho duniya ka koi bhi kam ho usmein kamyab hone ke liye mehnat ki bahut jyada jarurat hoti hai ISI tarah forex main bhi kamyab hone ke liye vahi manager jaruri hoti hai kyon per jab tak forex mein hamen forex trading ka experience nahin hota hai aur ham market ko analysis nahin kar sakte hain hamen kuchh knowledge nahin hota hai to Ham ismein sirf aur sirf loss hi karti Hain aur agar hamare paas kuch knowledge ho aur experience Ho to Ham profit hasal kar sakte hain isiliye forex ho ya koi bhi kam kamyabi UN logon ko milati hai Jo mohanty hote hain aur mehnat karte rahte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading sirf mehnati logon ka business hey

                              Dear members hard work k bgair kisi ko kamyabi ni milti haan agr apky pass acha knowledge hai kaam karne k skills Hain tu ap k liye zyada masla ni hai ap forex ki dunya me kamyaab hain lihaza kafi loog mehnat tu karty hain but unky pass knowledge experince na hone ki wja say earning ni kar paaty apko shoro me demo account pe bh practice karni chahye taky apka mind clear hu

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X