Mistake is a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    I agree with you senior fellow. Of course, mistake is a lesson and we always should learn from it. If we take it as a lesson and find out the root cause of the mistake and then rectify it then definitely we could avoid big losses in the future. So, we always take mistake as a lesson to learn.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      ji han sahi kaha zindagi me hamain kai nakamion ko face krna parta hy or or jis ghalti ki bina py hm nakam hoty hain wo hamary liye ek sabak hy..insan agr ek ghalti ki waja sy kisi loss ya mushkil ko face krta hy to dobara wo ghalti kabhi nahi dohratga is liye ghaltiyan hamary liye ek sabk hain.
      • #303 Collapse

        gi hamin chahay keh hum apni ghaltiun se seekh lain jb aik dafa ghalti ho jay to us se seekna chahay ta keh dobara woh ghalti na ho aur hum apni trade main profit kr sakain yeh hamare lay behter he.
        • #304 Collapse

          bhaiya jee mujhy acha laga app ne bohat acha sawal kiya ha galtiun say hi hamy naseht melti ha agar aik bar galti ho jay to app koshish karo dobara na ho is say hamy loss bhi sakta ha galtiun ka aik faida bhi hota ha hamy next time samjh aa jati ha jis say hamy next time loss nahi hota
          • #305 Collapse

            G han yeh bilkul sach hai k har kaam main insaan sy mistake hoti hai chahy woh forex ho ya koi aur business ya daily routinue work aur insaan apni mistakes sy bohat lesson sekhta hai jo k uss k experience ko bohat behtar bnati hain aur uss ko success full hony mian help karti hain agar koi person apni mistakes per haar maan kar baith jaye to kamyab nhin hota hamesha apni mistakes se lesson sekhna chahiye aur next time in ko mind main rakh kr steps leny chahiyein.
            • #306 Collapse

              har trader ko kamyab hone ke liye apne loss aur mistake se sabak lena chahye . jo trader apne kiye gaye loss aur mistake se sabk nahi le sakta hay wo kabi bee succesful nahi hosakte . mistake se lesson lena bahot asan hay . hame wo mistake nahi duhrane hay jis se hame loss howa ta to hum succesful hosakte hay .
              • #307 Collapse

                dear mistak har koi har field mein karta hai likn mistake ka ye matlub nahi kay ap kam hi chor dain. dunya mein wohi log kamyab hoty hein jo apni mistake say sekhty hein. q kay mistak say experience zyada hasil hota hai.
                • #308 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Forex trade main ya kisi bhi or kaam main mistakes hona koi anokhi bat nahi, galtiyan sab se ho jati hain lekin shayad wo mistakes hamare liye aik naimat hoti hain jo next time k liye hamain aik acha lesson de jati hain.
                  YES ,,,mistakes se hum bhut kuch sekhte hain.,,.1st time maine bhut Loss kiya ,.bhut semistakes bhe huwi ,.lekin un mistakes se seekhne ke wajah se ab bhut had tak main perfect hu chukka hun,.
                   
                  • #309 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Forex trade main ya kisi bhi or kaam main mistakes hona koi anokhi bat nahi, galtiyan sab se ho jati hain lekin shayad wo mistakes hamare liye aik naimat hoti hain jo next time k liye hamain aik acha lesson de jati hain.
                    well,.,.,.jo bhe trader apni mistakes ko mad nazar rakh ker trading kerta hai to wo bhut succes hasil ker leeta hai,.kue jin mistakes se hum ana loss krte hain agay ja ker wohi kar amad bunti hain,.
                     
                    • #310 Collapse

                      ji dost ngaltian bhi kafi qism ki hoti hen ek tu mistak hoti hen jo hamen kch lesson de kr jati hen likn kch esi galti hoti he jo ham se br br hoti rhti hejs ki wjh he ham experienc ki kami jo hamare loss ka sabab banti he
                      • #311 Collapse

                        salam dosto,trdae koi b ho hamy us ka lye demo kar lyna chahye q ka phr jab ham sa mistake hoti ha to ham dosro ko blame karty ha or har mistake apko ak lesson dy jati ha jis sa ap ya to sekh jao gy ya or loss ma jao gy.
                           
                        • #312 Collapse

                          Jee haan mistake tou saab se hoti hai aur har kaam me hoti hai kuch logo se forex trading me bari bari mistake ya continuous mistakes ho jati hain jis ki wajah se wo trading band karney ka soch letay hain, unhein essa nahi karna chaiye balkey apni mistake se seekhna chaiye.
                          • #313 Collapse

                            bilul mistakes ap ka liye ak lesson ha, us se ap next time wo galti nahi karen ge, galtiyon se insan seekhta ha or experience hasil karta ha, so jo forex me ap se galtiyan hoyi wo ap ka experience hen us ko use kar ha apna kam karen next time acha hoga
                            • #314 Collapse

                              dear brother hamain apni ghaltiun se seekhna chahye or wo insan kabhi nakam nahi ho sakta jo apni ghalti ko yad rakhay or repeat na keray . lern from ur mistakes....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Jee han bilkul theek farmaya nited kingdom error is really a training.. ek acha or even behtreen investor woi hai jo apni galtiyooo ze sabaq seekhta hai or even phr kabhi nhi dohrata wo galti.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X