Mistake is a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2146 Collapse

    hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur markt main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main earn ho saky gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2147 Collapse

      Kamyabi ka pehla qadam nakami hota hy aur ye to ho hi nhi skta k forex mein new trader ko nuqsaan na ho Forex trading aik aisa business forum hy jis mein banda apni ghaltion sy seekhta hy aur phir unhi ki hui ghaltiyon ki madad sy future mein aik kamyab strategy bnata hy aur aagy barhty huye aik successful trader banta hy
      • #2148 Collapse

        Jab aap mistake karte ho toh aapko last ka Samna karna padta hai aur jam loss hota hai to aap ko usse Sabak Mil Jata Hai Ke Aap Ne Yo Yo Mistri Ki Hai uski wajah se aapka loss ho gaya hai isliye next time aap wo mistake nahi karte aur aapka loss again nahi hota aap ko apni mistake ko Daan karna chahiye aur again us mistake se bachna chahiye
        • #2149 Collapse

          galtian insan sy hi hoti hain or aik acha insan wo hota hai jo apni gltion sy seekhta hai.or galtion sy sekh ker hi hum aagy berh skty hain.lakin musalsal ghltian hmary liay nuqsan ka bhi baes bn skti hain...
          • #2150 Collapse

            Ji bilkul sahi baat hai insan ghalti ka putla hai ham se kesi b kam ya koi b bisness ho ghltian ho jati hai but hamy apni ghltion se seekhna chye and again rpeat nai krni chye ghltain hamy lesson deti hain apni ghltion se he insan sekhta hai
            • #2151 Collapse

              g bhai ap ny sahi kha hai aghr tu dekha jay tu insan apni galtiun se he sikhta hai tu hmain chahye k hum bhi apni galtiun se sikhen or jitna ho saky leran karny ki try karen q k hmari learning se he hmairi galtian kam ho sakti hain
              • #2152 Collapse

                Bilkul dear ghaltian hona koi ajeeb bat ni har admi sy ghalti hoti ha.isi tarah trader sy b ghalti hoti ha r wo loss uthata ha pr ghalti pr pachtany k bajaye us sy kuch seekha jaye r next time us mistake sy bach kr achi earning ki jaye.apni ghaltion sy seekhna hi aqal mandi ha.
                • #2153 Collapse

                  agar aap yahan par koi Toh Phir nahi karte hain toh aap Uske mistake Se Koi Na Koi Yahan Se lesson aapko Mil Jata Hai K kya problems create Hui Hai Jiski wajah se Hame nuksaan ho gaya hai
                   
                  • #2154 Collapse

                    Yes brother koi be busniess ho us mai har kisi se mistake hote hai koi be shaks 100% perfect nahe hota..or torex trading mai kisi se mistake na ho hui ho aisa ho hi nahe sakta..acha busniess man wo Hai Jo apni mistake ko lesson samajh Kar age ke liye apne ap ko perfect karle.
                    • #2155 Collapse

                      Well, ham apni mistakes ko apne liye acha sabaq bna sakte hain ,hanen apni mistakes ko trading men note krna chahiye ta k ham next time k liye mistakes ko trading se door kr saken.
                      Agar ham apni mistakes ko as a lesson len ge to yahi mistakes no hamara loss krwa chukki hain ham inhi mistakes ko apne liye profitable bna len ge.
                      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                      • #2156 Collapse

                        Mistake na karyen apno learning ko aichy say or kamayab karnay k lue is may kagi long time k hisab say working karty jayen or apna capital is say auchy say manage karna hota ha or araam say trade lagana hoti ja yhaan par
                         
                        • #2157 Collapse

                          mistake krty hain to market main kafi helpfull hota hay magr demo ko use kar kay achy say ana ho ga is main apni mistake kay lesson ko sikhn aho ga kay kun kmarket main humain loss ho raha low risk main trade ko use karny say mistake km hoti hy magr demo ko use karny say apni mistkae ko sai karny main kafi fiada hasil ho sakta hay
                          • #2158 Collapse

                            Wo kehty hain na aqalmand insan apni ghaltion say bhi seekhta ha. Aur aisa ho he nai skta k forex main ap ghalti na kro. Bas apki try honi chaheay k aik dfa jo ghalti ho jaye wo repeat na ho. So we should learn a lesson from our mistakes.
                            • #2159 Collapse

                              We have to learn from our mistakes in forex trading mistakes are done but we have to learn from it in forex we have to watch trade all time and mistakes are done we have learn from it and one day we become good trader.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2160 Collapse

                                jee haan bhai ap ny bilkul theak baat ke ha main apke is baat sy 100% agree karta hu main khud trading karta hu aur mainy bh trading main kaafi mistakes ke hain but mainy un mistakes sy seekha ha ye nae k main dis heart ho gya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X