Mistake is a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    Forex is a very risky business, you should never join in forex business if you are afraid of losing money .. immediately leave forex if you do not want to go bankrupt. all traders must have experienced it, make learning for us and use it as an experience errors
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      g han ap ki baat 100% darost ha kun kah ansan galtyan kar kah sahktah ha agr galtyan nah kara tu wo nahe sahke saktah as laya jab ansan galtui kartah ha tu wo kamyab ho jatah ha aglah satep men
       
      • #1548 Collapse

        mistake waqi inasan ko bohat kuch sakithi hain ya ak lesson hota he jo insan k sucess k liye ak step ki manid hoti hain jo usy kamyab kawati hain
        • #1549 Collapse

          han g bilkul sai baat he mistake se lesson lena chaye or phir fiada uthana chaye leken forex me mera mashwara he k pehle learnin gzarur ki jaye phir is ko shuru kia jaye
          • #1550 Collapse

            Every mistake teaches you something but it's not necessary to learn by your own mistake.If your are smart you can learn by others mistakes too.
            • #1551 Collapse

              Asalam alaikum brother ma ap sa agree krta ho ghalati sa he aadme sekhta ha yahe business ha or yaje school ha yaha sa hum nay experience gain karna ha or boss sa kahna nahi para ga ka sallery barhao .
              • #1552 Collapse

                my dear brother assalam,o,alaikum yes mistakes gives us lessson hr ksi se kabhi na kabhi mistakes to hoti hai lakn aage wo is mistakes se seekh jata h
                • #1553 Collapse

                  forex mein mistakes karnay se ap ku es mein loose he loose ho ga aur es mein kaamiyaab honay market ku view karay ap k liye better ho ga thankful for question
                     
                  • #1554 Collapse

                    Assalam o alikum bhai mjhe zeyda tar knowledge nahi he trading k hawale se lakin jaha tk me smjhta hon k hr insan galti ka putla hota jab tk hm galityan nai krte us wqt hame sabaq nai milta or smjh dar insan ya bussines man wohi hota he jo apne mistake se sekhta he or phr us mistake ko repeat nai krta he or profit kamata he.
                    • #1555 Collapse

                      g han mistake b ak lesson hai mistake se b ham sikh skte hain ku k agr hamen koi mistake ho to us se b ham is tara se sikh skte hain k wo dobara ham mistak na kre phr hi ham is main se kamyab ho skte hain agr ham mistake se b sikhen ge to........
                       
                      • #1556 Collapse

                        ma ap ki baat sy agree karta hu forex business ma mary khiyal sy jitna hum apni mistake sy seakh sakty hain utna kisi aur sy nahe forex business buhat best online business ha hamay apny galtiyo sy zeyada sy zeyada seakhna chae ha tub hi future ma hum achi earning kar sakty hain
                           
                        • #1557 Collapse

                          asalam oalaikum dear friend ap ne bilkul theek kaha pakistan forex forum pr threading karte hue agar koi ghalti ho jaye jis ki waja se ap ko lose ho jaye to ap us pr naraz mat ho qk is se hame sabaq milta hai agli bar ham yahi dihan rakhte hai k kahi wo ghalti dubara na ho jaye.
                          • #1558 Collapse

                            Ji ham forex trading ke Doran agar hum se Koi mistake hoti he or hum Los Kar jatay hain tu pareshn honay ke bajay hamin us ghalti se kuch sikhna chahiay.
                            • #1559 Collapse

                              bhai mere mistake is a lesson lekin agr ap en se kch sekhna chahty hai tb he agr ap mistakes bar bar repeat kr rhy hai aur sekhna kuch bhi nhe tu bhia mere ap ki lye bohtu mushkil ho jayga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                yes i am agree with u that mistake is a lesson kun k hum aapni galtiyoon se hi seekhte hain jeetna or business me tomistakes hoti rehti hain lekin hamein disheart ni hona chahiye balk or mehnat karni chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X