Mistake is a lesson
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    Yes dear insan se mistake ho jati hai kiun ke " Insan ghalti ka poutlaa hai " . Lekin phr hamein us mistake se kuch seekhna bhi chaiye or next time us se avoid bhi karna chaiye . Har mistake mein koi na koi lesson zarur hota hai ........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      yes i agree with you mistake is a lesson for every thing in life we do many things and afcors do mistake when we do mistake is a lesson for us and same thing in forex trading we should do work after learning every thing about forex trading and we should try to do work with out work and as u do work you have become more experienced day by day.
      • #903 Collapse

        yes bohot hi ala bat ki hay kay mistake hona kisi bhi kam main koi okhi bat to nahi hay her kis say hoti hay her kam main is liay ham to ye hi kahen gay mistake her trader kay liay buri nahi achi cheez hy agar positive len to.
        • #904 Collapse

          Har kam k starting mai sb se mistake hoti hn agr hum mistake kartey hn to loss ho jata hn to humai har nhi mani chaiye balkey as mistake se sikh kar mistake again nhi karni chaiye to humai as terha profit be hota hn aur mistake se sikh kar new lesson mil jata.
          • #905 Collapse

            mere bhi mistake ek lesson ha ap is sy bhot kuch learn krte ho ap ko chaey k ap forex par proper traning kern is k bad he forex par trade karn is sy loss k chance kam hote ha forex par loss ho jata ha koi khas baat ni ha ap ko chaye k ap forex ko proper planning k sath karn
            • #906 Collapse

              wo log mahan hotay hain jo apni ghaltiyon say sekhtay hain aur wo log un say b mahaan hotay hain jo logo ki ghaltiyon say sekhtay hain khud un ko dohratay nahi hain.bhot gehri baat hai.
               
              • #907 Collapse

                agar ap sa is ma koi mistake ho jay to ap ko chahia ka us ka lia bohat zayada learn karay or apni mistake ko koshish karay ka dobara repeat na karay is lia bohat zayada learn karay lesson ta ka asani ho ap ko.
                   
                • #908 Collapse

                  true...mstake se bht achy lessons hasil hoskty hain bs insan ko hamesha apni mstakes se learn krna chahye yehi best way apni losses ko kam krny ka...
                   
                  • #909 Collapse

                    Dear sir, It is very true that mistake is a lesson, kioon k jab insan koe galti karta hay to wo is galti say sekhta hay or next wo is kam ko achay se ker pata hay.
                    • #910 Collapse

                      ever since we were kids we were always told that you learn from your mistake and that however is true. everyone is human and they tend to make mistakes. eik baar ghalti ker keh aapko hamesha yaad rahta hai and you tend never to repeat the same mistake again. yeh zindagi ka hissa hai aur phir success youn hee nai aa jaati. ghaltiyaan kar kar keh log seekhtey hain aur phir us se learn ker keh faida uthaatey hain.
                      • #911 Collapse

                        ji han bilkul har mistake hamaray lye aik lesson ki tarah hoti hai jb bhi hum se galti hoti hai aur loss hota hai to hamain wo bht kch sekhati hai aur hum usi mistake se sekh kar next time bht achi tarah perform krtay hain aur mistakes se sekh kar hum experianced bhi hotay hain............
                        • #912 Collapse

                          ghaltiyan sab he kartay hein ghalti karnay say he ap seekhtay hein aur forex mein to bohut ghaltiyan hote hai kiun kay ye business riskey hai aur agar ap loss se bachna chahty hein to apko seekhna paray ga aur experience karna pary ga aur insan ghaltiyon say he seekhta hai .
                          • #913 Collapse

                            asslam o alikum yes mistake sy he lesson milta hai but agar insan apni galtion to accept kar ly or next time do better work in forex forum.
                            • #914 Collapse

                              ha g jnab,,,,,,,,app ki baat bohat he achi hay jnab,,,,,,,,,,,,,,,,,,or kabhi kbahi insaan ko pani mistakes say hi bohat he zyada lesson milta hay jnab,,,,,,,,,,,,,tub hi in mistakes say khuch na kch faida bhi hota hay jnab,,,,,,,,,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                Apnee mistakes ko apne lye opportunity me change kerna hee hamarei kamyabi he. trading kerte waqt apne previous misktaes ko samne rakhte hue planning kerni chahye. is se ham behter trading ker sakte hen aur profit earn ker sakte hen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X