Ya leverage kya hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya leverage kya hay
    Assalam o alaikum
    dear friends umeed hay kay ap thk ho gay
    dosto may ap ko batata ho leverage kay kay leverage wo amount hay jo broker humy data hay is ki vaja say hum apni kam amount say big carenci ki sell and buy kar sakty hay
    is may agar hum big lot size ka istamal kary gay to is may hum loss ho ga to ap ka account bhi wash ho sakta hay zarori hay kam lot size ka istamal kary ta kay is say profit bhi kam ho ga or loss bhi kam ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya leverage kya hay

    Leverage Hamen Forex broker Banane per per account registration ke dauran set Karni hoti hai hai yah Hamare profit aur loss ko manage karti hai Hai Jani Agar simple words mein baat ki Jaaye to yah account balance per dependent Hota Hai hi Agar Ham Pakistan Forex form per kam kar rahe hain To Hamen park ke rules ke mutabik 1.50 ki leverage rakhni Hogi Apne Forex broker ke sath tab hi Hamen Achcha trading response Milega.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Ya leverage kya hay

      dear sabse main jo factor hota hai vah leverage hi hota hai agar aapke pass leverage chahta hai to aap kam capital se bhi big lot size laga Karke trading kar payenge aur aapka balance marjana level - Nahin Hoga aur leverage jyada hone ki vajah se aapko acchi support bhi milati hai to leverage ka system bahut hi jyada important hota hai har EK broker mein aur har EK broker Apne member ko acche se achcha leverage provide karne ki koshish karte hain jaisa ke ham yahan per bonus account per work kar rahe hain to hamen leverage minimum hi Diya Gaya hai 1.50 jisse ham sirf small lot size Raat karke hi trading kar sakte hain leverage ke bahut Sare benefits hote Hain jab aapko leverage jyada Diya jata hai to aapki Jo har Nahin Hoti hai vah bhi jyada hoti hai to aap big load size laga Karke trading kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Ya leverage kya hay

        Leverage hum js broker par trading kartay han woh hi hum ko daita hai hum leverage se apne trading account mein Kam balance se ziada lot size laga kar trading kar saktay han aur ziada profit earn kar saktay han leverage ka faida tab hota hai jab knowledge aur experience acha hota hai aur knowledge aur experience nahin hota tu ziada leverage se loss bhi ziada hota hai leverage hum ko knowledge aur experience kay mutabik hi set karni cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Ya leverage kya hay

          dear members forex trading main hamen trade open karny keleay bohot hi ziada balance ki zarort hoti hay agr hum forex trading main 1000 dollors ka bhi balance rakhty hon tb hi agr hamen leverage ni milti hay to hum trade open ni kar skty hain dear members leverage ik kisam ki raqam hoti hay jo keh hmane broker ki traff sy di jati hay takhe hum barri trade open kar sken to dear members leverage main one standard lot 100000 points kay equal hoti hay to iska matlb yeh hay keh agr hum 1 dollors par trade krna chahty hain to humen aik lakh dollors ki zarot parti hay to yeh broker hi hota hay jo keh hamen trading keleay levarage ki sort main barri trade lagany ka moka deta hay Click image for larger version

Name:	statistics-227173_1920.jpg
Views:	4
Size:	278.8 کلوبائٹ
ID:	12335520
          • #6 Collapse

            Re: Ya leverage kya hay

            Mere Khyal Mein yah Jo leverage Hoti Hai Isko Ham Is Tarah Se main use karte hain ki yah Hamare account mein Ham bahut badi trade bhi open kar sakte hain aur ham Chhoti trade bhi open kar sakte hain iska Hamen ya fayda hota hai ki ham log acchi Tarah citrate karte hain aur ham Forex trading mein bahut kamyabi Hasil kar lete hain Jab Ham Kamyab Ho Jaate Hain To Humko is kam Mein Jo Bhi Ham Yahan per Karen To Hamen uska bahut sara advantage Milta hai aur ham life mein bahut advantage Hasil Karke Kamyab Ho Jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Ya leverage kya hay

              leverage hamry account kay balance ka aik parameter hota hy jiska relation hamry account kay sath hota hey
              • #8 Collapse

                Re: Ya leverage kya hay

                Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business islia agar aapke pass leverage chahta hai to aap kam capital se bhi big lot size laga Karke trading kar payenge aur aapka balance marjana level - Nahin Hoga aur leverage jyada hone ki vajah se aapko acchi support bhi milati hai to leverage ka system bahut hi jyada important hota hai har EK broker mein aur har EK broker Apne member ko acche se achcha leverage provide karne ki koshish karte hain jaisa ke ham yahan per bonus account per work kar rahe hain to hamen leverage minimum hi Diya Gaya hai 1.50 jisse ham sirf small lot size Raat karke hi trading kar sakte hain leverage ke bahut Sare benefits hote Hain jab aapko leverage jyada Diya jata hai to aapki Jo har Nahin Hoti hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Ya leverage kya hay

                  assalamu alaikum bhai aap bahut achcha sawal poochh rahe hain senior member se gujarish hai ki jinko bhi is sawal ke bare mein acchi tarah knowledge hai jo vah apne khayalat ko jarur share Karen Taki junior is se kuchh nahin kar sake aur knowledge Katha kar saken shukriya

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X