Trades ko loss me close karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trades ko loss me close karna

    Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto hamin apne trade ko loss main closs nahin karin ge pakistan forex main hu agar trade kar bhe rahee hain to hum sab se pehle markeet ko analyes karin ge pher iss main hum trade karin ge agar trade hamare leye faidamand hai to hum markeet main trade karin ge wagarna nahin karin ge thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trades ko loss me close karna

      Assalamualaikum.
      Dear Forex members.
      Kabhi bhi apnii trade ko loss Mein close na karen. Kabhi kabhi aisa hota hy ap mistakes kar k loss wali trade laga dety hein jiss ki wajah sy ap ko loss ho jatA hy ap ko chahye k ap ya tu ussy fauran close kar dein ya agar difference kam hy tu ussy chalny dein ho salta hy market ki movement ap ky faidy mein aaw jaye isi liye trade loss Mein close na karen.
      Shukriya
      • #33 Collapse

        Re: Trades ko loss me close karna

        Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me kabyy kabhy apko loss me bhe trades close karni parti hai. Or yeh big loss se apko safe karney k lye karna parta hai. Is lye apko pehley chahye keh aisey nobat nahy ae. Agr loss me trade karni parr jae to kar dee agr apko or bhe loss hooney k chances hoo.
        • #34 Collapse

          Re: Trades ko loss me close karna

          Apne acha sawal puhncha hain loss mein trade ko close krna tu ni chahiye sabr se wait krna chahiye may be kuch time bd Market ki movement up hojaey or eik dm apko profit mil jaey but Agar pheir bi loss mein trade ko close krna perh jaey tu krleyna chahiye Zayda loss honey se behtr hain keh insaan aqmandi se faisla krey or Professional traders ki trah decisions le ke apni trade ko close krdai loss honey pe yehi khubi trader ko kamiyab krti hain keh oh foran halaat ko samjh ke faisla krey
          • #35 Collapse

            Re: Trades ko loss me close karna

            Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek tha Hai Forex mein kam karte hue hain mein mehnat karne chahie aur Agar Hamari trade last Mein Ja Rahi Ho To Hamen market kimat ko dekhna chahie aur isase Hamen yah Khyal Rakhna chahie K trading ko Kis Tarah Se comment karna hai aur close karni hai ya nahin karni hai aur Kis Tarah Se Humko Ja sakti hai
            • #36 Collapse

              Re: Trades ko loss me close karna

              AoaForex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab thek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur acha kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear ap ne sahi sawal kia hai jb ham ko loss ho to phir ham ko apni trding ko close kar dena chaiey takay ham ko ziada loss na ho aur na hi hamara account bhi wash na ho siliye ham ko sahi kam karna chaiye aur mehant k sath hi kam ko karna chahiey...................
              • #37 Collapse

                Re: Trades ko loss me close karna

                Agar situation kuch is tarh ki ho to hm trades ko close kar sakty hain
                👉forexample Gold me ham ne 1720.00 se 0.5 ki ek trade ko sell me open kiya
                Iskee Support 1700 hai
                Aur Resistance 1730.....
                Pehli condition.................
                Agar 1720 se ye apne support 1700 ko touch karti hai pher to hamein ye boht acha profit de jaegi.
                Doosri condition................
                Agar 1720 se market Resistance 1730 ko break out karti hai to trade close kardein.Q k ab ye Resistance 1730 ko support banakar ab naya resistance banayegi...............
                Hamesa stop loss lagaker kaam krein.
                Thanks
                • #38 Collapse

                  Re: Trades ko loss me close karna

                  Assalam o alaikum!

                  Ummid hai ki aap se bilkul theek honge jaise ki aapane kaha hai kya trade ko loss may close karna to aapko batate chale gaye kya Mein kabhi bhi apni train ko blouse Mein close nahin karna chahie loss Mein train ko close karne se Hamen bahut nuksan hota hai
                  • #39 Collapse

                    Re: Trades ko loss me close karna

                    Forex business mein hum trading kartay han tu hum forex market ko dekh kar samjh kar analysis kar kay hi trading kartay han aur agr phr bhi trade loss mein jati hai tu hum ko forex market ko Aik bar phr Achi traha analysis karna forex market ko Achi traha dekhna cahaiye agr trade waps ho sakti hai tu trade ko hold karna cahaiye aur agr trade waps nahin ho sakti tu trade ko close karna behtaar hota hai kiok buht ziada loss se Kam loss hi behtaar hota hai kiok Kam loss ko recover kar kay profit earn kar saktay han aur agr account wash ho jata hai tu phr is ko recover karna mushkil ho sakta hai is leye trade ko loss mein close karna behtaar hota hai
                    • #40 Collapse

                      Re: Trades ko loss me close karna

                      Forex market Mein profit or loss donon business ka paath hai isliye Agar kabhi loss Ho Jaaye to Pareshan Nahin Hona chahie Iske bad sabse Ham point hi aata hai kya kar Hamari trade loss Mein Ja Rahi Ho To Hamen kya karna chahie Agar trade loss Mein Ja Rahe Ho To Hamen Koshish Karna chahie ki usko foreign Banna Karenge usmein Kyunki Agar foreign band karte hain to kya pata vah bad Mein profit main bhi Chali Jaaye isliye koshish Karenge tableaux Mein Ja Rahi Ho To Kabhi Bhi floors Mein Banna Karen lekin bad joker to get lost bahut jyada Badh Raha Hai To Hamen dost ko stop karne ke liye aur apne account ko bachane ke liye loss loss mein Main Main Apni trade ko band karna bhi padta hai lekin koshish Karenge kam loss Mein Hi band Karen Taki account wasch hone se Ban Jaaye aur account per Koi Asar na Pade
                      • #41 Collapse

                        Re: Trades ko loss me close karna

                        Ap ny bhot hi acha question pocha hy mn ap ko btana chahta Hn jb ap ny koi trade lagai hoi ho or wo loss mn ho or ap ko phir news sy ya teachnical analysis kuch andaza ho jay k mujhy es trade sy mazeed loss hona wala hy to behtr hy ap os trade ko close kr day apna ap ko ziada loss sy Bacha sakin jo successful trader hota Hn wo ziada loss sy Bachna k lie mazeed risk ni leta or trade ko close krna mn hi khud ki behteri smjhty Hn es liy mn ap ko bhi yehi mashwra do ga k agr ap ko koi trade loss mn ho or os k mazeed loss mn jana k chances ho to behtr hy close kr dain ta k ziada loss sy Bacha sakin agr ap meri es instructions ko follow kr k trading krta Hn to ap es pak forex form jaisa behtreen platform sy achi earning kr pay gy
                        • #42 Collapse

                          Re: Trades ko loss me close karna

                          Friend jab Hamen kabhi kisi trade Mein lash Hota Hai To Hamen ghabrana Nahin chahie balke sakun aur itni ke sath trade ko jari rakhna chahie Jab Ham last Mein jyadatar trade close Karte Hain To hamara last jyada ho jata hai aur bad Mein vah recover Nahin Hota
                          • #43 Collapse

                            Re: Trades ko loss me close karna

                            Ji han bilkul trader ko loss mein bhi close karna pad sakta hai isliye Pakistan foxboro mein kam karte hue jitna acche tarike se aap ismein work karenge itna hi ismein success honge Pakistan Forex forum a regular aap mehnat karen to kamyabi milegi Koi itna bhi Bada trader Ho vah sabse pahle nuksan karta hai Pakistan Forex mein really hard-working Karen market se touch mein rahe iski movement par Nazar rakhni chahie aur apne senior se cantact mein rahana chahie jitna acche tarike se kam karenge itna hi ismein Kamyab honge aur good profit bhi Hasil kareng
                            • #44 Collapse

                              Re: Trades ko loss me close karna

                              trads ko bhut baray loss mein ya chotay loss mein close karna bhuy he nuksan dah hota hay hamein har hal mein Forex trading mein sabar karna caheya hamein us trad ko monafay mein ane ka intzar karna cah heya hamein us trad kay fyday yne profit mein anein ka intezar karna caheya jab ham sabr say kam karein gay to ham Forex mein zaror kameiyab hon gay hamein kameiybe hasil karnein kaliya Forex par mahnat karne ho ge mahnat yah nahein kah zor lagan balkah hamein mahnat say Forex ko achetrah say janna hoga tbhe ham kamiey kitraf ja sak tay hein mahnat ka phal but metha hota hay esliya hamein mhnat karne caheya ham mahnat kar kay Forex mein zaror kameiyab ho saktay hein aur acha profit hasil kar sak tay hein Forex bhuut he acha kam hay hamein es kam ko keis bhe sorat mein nahein chorna chaheya hamein es kam ko har hal mein kartay rahna cha heya agar ham Forex trading mein trad ko loss mein close karein gay to hamein bhut nuksan hoga esliya hamein trad ko profit mein anein kay baad close karna chaheya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Trades ko loss me close karna

                                Dear forex members apne trade ko loss mein kabhi bhi close na Karen ho sakta hai ki next market ki movement change ho jaaye aur aapka loss jo hai vah aapki profit mein change ho jaaye isliye sabar se soch samajh Kar decision liya jaaye is liay loss mein Hi apni trade close Na kar di jaaye ismein aap khud apna nuksan karte Hain is nuksan se bachne ke liye aapko samajhdari se Kam karna hoga phr hi ap loss sy Bach pain gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X