Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta
    Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

    Assalamu alaikum long post se Koi nahin banta agar aap acchi post karte hain aur usmein forex forum ke mutabik batchit karte hain aur logon ko rahane dete Hain to aap batana nahin acche hain aap acche Hain bhi e aur acchi post bhi banate hain Taki log usse knowledge aasal kar sake log bahut se log aapki post per mudassar hote Hain vah aapki post hi padh kar trading karte hain yad hamen chahie ki Ham acchi post Karen kya hua jitni lambi Ho ya chhoti Ho usse Fark nahin padta lekin usmein jo information Di Gai Ho vah acchi Ho aur forex form ke related Ho
    • #3 Collapse

      Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

      dear friend forex forum pa long post krnay sa koe issue nhi hota balkay forum pa posting ki length achhi honay sa apki posting ki quality achhi hoti ha lekin posting ki length achhi honay ka fayeda tub hota ha jb apki posting forex sa related bhi hon aur informstive bhi jis sa apko forum sa bonus bhi achha milay ga
      • #4 Collapse

        Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

        Vaise to Forex from Mein long poster karne Se Koi issue Nahin Banta lekin bus aapko is Baat Ka Khyal Rakhna chahie ke aap jitni bhi long post kar rahe hain vah perfect honi chahie ke aap post Mein mistake na Karen aur uske Allahabad aapko chahie ki aap Bar Bar ek hi issue per Baat Na Karen Bal ke har dafa new topic per Baat Karen Kyunki Jitna Jyada aap new topic per post Karenge utna hi jyada aapki post perfect Hogi aur aap ki post Kamyab Ho bhi Jayegi aur aap Achcha bonus bhi Hasil kar Payenge isiliye aapko chahie ki aap jitni bhi long post Karen aur agar aap Chahte Hain ki usmein koi bhi sunao Bane to aapko chahie ki aapko mistake se bacche Kyon Ke mistake karne walon ki post Akshar forex market mein delete ho jaati hai aur uski koi bhi value Nahin Hoti isiliye aapko chahie ki aap mistake se bache aur perfect post Karen Jiska koi bhi issue Nahin Hota
        Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
        • #5 Collapse

          Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

          Dear friend forum pe short posts ka issue hota hey lekin long posts karnay se koi issue nhi hota kiun k iss men jitna ziyada knowledge share karen utnay thanks bhi ziyada miltay hen aur phir bonus bhi acha mil jata hey iss liay koshish karen k forum rules k mutabik posts karen
          • #6 Collapse

            Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

            Yes dear Forex member aapane bilkul theek sawal poochha hai ki Forex par long posts krne se koi issue to nhe paida hota to me is bare me apne rae dn ga ke forex par Jo member short posts krte hain inka bonus bhe short ata hai ise lye hamain chahie ke forex par long post kren but they should be full with knowledge and information so on Forex we should do long posts
            • #7 Collapse

              Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

              Asalamu Alaikum. Nahi jee long post say koe issue ni hota jitna marzi ap long post lehk skty hain lehk day laken long post zabardasti just number of lines increase karny k liay nahi laehky kush information share kary to us to detail mai lehky to wo khud hee long ban jaye ga .
              • #8 Collapse

                Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

                G nahi dear jetni be forum me long post ki jaye es ka faida hi hota hay esi posts jo key short hoty hey ye zaror nuqsan de sakty hey magar tafseel key sath agar 1 post ki jaye to members key ley topic bilkul be clear ho jata hay es ley kabi be short post nahi karny chaye hamesha long posts hi kia karen ta key es ka bonus be acha mily aur ye kabi delete be nahi ho sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

                  Dear friend agar aap ko patha nahee ho tho may aap k notice may ye baath laana chahtha hoon k ab forex forum k rules kafi change ho gaye hay our aap ko ab har post kam say kam 120 words ka karna hoga oskay baadh he aap ko forex forum say acha bonus hasil hoga our agar aap k post ls ke length kam hoge tho maray khyal may wo count he nahee hoge is liay hamay chahiay k hum sab say pehlay forum k new ruls ko read karay koonka wo buhut ziada change hoay hay our os k mutabik agar hum kaam nahee karangaay tho hamay acha bonus hasil nahee hoga.
                  Rules may ye be lika hay k aap ek maheenay may sirf 5 threads create kar sakthay hay our is say ziada jo be threads karega oska account ban hoga our is k elawa jo be members regular short posts karangay oska account be ban hoga is liay hamay chahiqy k hum ziqda say ziada rules k hisaab say kaam karay our agar ho sakay tho apnay baqi friends ko be is sab ruls say inform karna chahiay
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

                    dear main app say yahe kahon gay kay hamain forex main post itne ho kay is say hamare post ke thread ka mafhom pora ho jay main app say good quality ke post ka kahon gay kay hamain forex main dil laga kar hamain forex main bahtern say bahteren kam karin gay to he hum is main kamyab hon gay forex aik best business hai hamain forex main acha or mayre kam karin gy to he hum is main kamyab hon gay forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main mahanat say or himmat say forex main kam karty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

                      forex mein hum long posting bhi kerty hain aur hum is mein short posting bhi kerty hain is mein posting kerny ka dar o madar hum par hota hai k hum is mein kis tarhan se work ker rahy hain aur section par bhi depend kerta hai k hum kis nature k sath work kerty hain is mein long posting se koi issue nahi ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

                        Dear Forex member!
                        Apka sawal bohat acha hai. Kay long posts say koi issue to nai hota!
                        To forex members, lambi posts karny say koi bhi issue nai hota balky agar apki post achi hogi or uski length kafi hogi to apki post quality utni hi barhy gi. Is liye koshish karein kay apki posts achi hon or forex business forum say relared hon. apki posts aisi honi chahye jis say tamam logon ko faida hai. Apki post forex forum kay related ho or apki post say jahan apky fellows help lein wohin apki posts juniors kay liye bhi faida mang hon. Is tarhan apki post quality behtar hogi or log apki posts ko parhna pasand karein gay.
                        Post achi lagi to THANKS zaroor dejye ga. SHUKRIYA.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

                          forex forum par posting ker rahy hon tou humen is baat ka kheal rakhna chahiye k forum par posts ki quality matter kerti hai naa k is ki quantity jab humen bonus milta hai tou us mein zeada ratio quality ki hoti hai is liye humen quality par focus kerna chahiye long posting kerny se ki issue tou ni hota lekin humen moderate posting kerni chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

                            assalamu Alaikum forex member kaise hain aap sab ummid hai kya aap sab khairiyat se aapane kam acche tarike se kar rahi hun ki kya long post se Koi issue to nahin hota ji nahin hamen long post karne se koi shak nahin hota ham log post Karen yah short post Karen hamen bus is baat per jodne chahie ki hamari post best se best Holi chahie Ham post best denge to isase hamen kamyabi milegi aur hamen apne gaon mein experience ka hona bahut jaruri hai itna jyada hamen apne kam mein experience hoga hamare liye paida hota hai aur hamen apni post ko soch samajh Kar aur tarike se karna chahie hamen bus yah tab jodne chahie kya hamari post mein Koi mistake Na Ho agar hamari post mein Koi mistake nahin hogi to isase hamara kam acche tarike se hoga kamyab honge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia long posts se koi issue Tu nhen bnta

                              Nhy jnab koi problem nhy hotta pr ap Jo post krn wh informative ho os ki quality bhi Achi ho or mistakes bhi na ho the Kuch nhy hotta agr ap post ko zeyada long kr dyn or os MN koi information na ho mistakes ho to ap ki post or phr asar hotta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X