Asalaam U Alykum Dosto kya hal hai
jesa k ap sab janty hein k US election ho chuka hai aur es election ki wja se dollar bahot zyada neechy gya hai jis ki wja se gold ki qeemat mein bhi bahot zyada azafa huwa hai peechly hafty mein.
ab kyon k US election khatam ho chuka aur Donald Trump ki shikast hui to ap ka kya khayal hai dollar ki qeemat upper jaye gi?
mere khayal mein ab dollar ki qeemat upper jaye gi aur jese hi dollar ki qeemat upper jana shoro hogi gold ki qeemat neechy aana shoro ho jaye gi.
Baqi to asal market ka pta to subah ki market dekh kr hi andaza hoga k market agly hafty mein kis tarf jati hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим