experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...
    dear hm sab jantay hain k forex markeet aik bahut he barri makreet hay jis main kaam karnay k liye agar ham is main apnay experience aur knowledge k bawjood kisi traders say har aik trades say pehlay kuch mashwra kartay hwuay kaam kartay hain to hamaray liye is say aur koi bhi achi baat nai hos akty hay aur aisa kanray say sirf hamko fada he hay koi bhi kisi kisam ka nuksan nai hay isk bawjood bhi ham pani marzi kar skatay hain agar hamko kisi ki koi baat pasad nai aaty hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

    ji bilkul Forex Ek international market hai aur jismein hamen Ek dusre ke sath discussion karni chahie kyunki yah market sirf ek direction yah Ek angle Mein nahin chalti palke bahut si direction aur bahut se angle is market ko run karvate Hain jab Ham market ko acchi tarike se understand karenge aur apne capital ke mutabik risk lekar ke kam karenge aur different tarah ke tools apni har EK trade ke upar apply karenge aur ek dusre ke sath har EK chij ke upar discussion karenge tab jakar ke is business ko Ham aasani se samajh payenge aur risk management ko samajh karke hi trading karni hogi tab jakar ke Ham achcha profit is business se book kar payenge otherwise yah bahut hi risky market hai jismein galti ki koi bhi gunjaish nahin banti agar galti Ho jaati Hai to loss se Hi recover hoti hai hamen soch samajh Kar Ke trading karni chahie aur market ki direction aur patterns ke mutabik hi hamen kam karna hoga
    • #3 Collapse

      Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

      bilkul dear mein bhi app ki bat say agree karta houn forex business mein ap ky pas jitna bhi experience ho wohi kam hota hai is lie ap ko koi bhi faisla karne sy pehle kisi senior or expert trader sy yeh mashwra kar laina chahye ky ham ko market mein kesy kam karna chahye ya kis time order laina chahye kyon ky ap ko senior sy mashwra karny ky bad yeh andaza bhi ho jata hai ky ap ny ju bhi faisla lia hai wo thek hai nahi hai is sy ap ko mazeed apne analysis mein confirmation mil jati hai jis sy ap ko or ziada confidence ho jata hai is lie ap ko is market ko chota nahi samjhna chahye kyon ky yeh pori dunia ki big market hai is mein pori dunia ky log trade kar rahy hoty hain jis ki waja sy app ko bhi sentiment chek kar ky phir trade laini chahye phir hi ap achi trades ko pick kar ky profit hasil kar sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh trade lagatay waqt seniors se mashwara kar k trade open kartay hen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen iss liay koshish karen k acha knowledge aur experience hasil karen aur phir seniors ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

          Experience or knowledge hone ke bawajood hamare pass knowledge Ka Hona aur ham Uske bavjud bhi ham log Ek dusre ke sath discuss kar sakte hain Hamen bilkul bhi Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke Hamen Ek dusre ke sath discussion Karni chahie aur Hamen bahut acche ke sath bahut Achcha kam karna chahie aur Hamen Bura ke sath bahut bura kam karna chahie jab tak Hamara kam bahut bura Hota Hai To Ham knowledge Hustle Nahin karte ho aur jab hamare pass knowledge bahut Achcha Hota Hai To Ham Kamyab ho jata
          • #6 Collapse

            Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

            Experience or knowledge dears trading MA bhot ahm hain in k bghair trading ka faida nhn ha Ap ko nuksan ho skta ha Lakin experience or knowledge k ilava Ap ko jahan sy bhe knowledge Hasil ho Hasil krain koi acha mshwara dy ya knowledge able bat btay tw is MA koi herj nhn ha Ap us ki bat sunain Kai aisi batain Hon ge jo Ap ko nhn pta Hon ge tw mshwara krny sy pta chl jain ge Lakin Ap kisi ko cheat na krain is ka koi faida nhn ha mshwara sirf knowledge improvement k leay krain thanks dear
            • #7 Collapse

              Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

              assalam walekum therefore excellent ji aapane bilkul theek kaha hai agar aap din raat mehnat karenge aur aapke pass experience we are learning bhaiya tab bhi aap ko kisi someswara lene mein Koi harj nahin hai
              • #8 Collapse

                Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

                Forex se achcha business hai lekin karne ke liye hamen usko sikhana na jyada jaruri hai kyunki agar Ham forex market kosi ke bagair karte hain to iska matlab yah hai ki Ham apna account khatre mein Dal rahe hain hamen apne account ko main poochh karne ke liye aur Fark se profit hustle karne ke liye sikhana bahut jyada jaruri hai agar hamen Fark ke bare mein knowledge Ho tab bhi hamen dusron se mathura karna ek acchi aadat hai kyunki ho sakta hai ki ek chij hamen na pata ho aur koi dost hamara use chij mein hamari madad kar de aur Jahan Ham kam profit Kama rahe hain vahan jyada profit isliye doston koshish karen ke dusron se intouch Rahe ek dusre ki madad karte rahen.
                • #9 Collapse

                  Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

                  Hum ko koshish tu ye hi karni cahaiye kay forex mein hum khud hi knowledge aur experience hasil karain aur khud hi market ka analysis karain aur khud par depend kar trading karain is traha forex business mein kaamyaab ho saktay han aur agr koi experience trader mil sakta hai tu is se mashwara bhi kar saktay han is mein koi problem nahin hai
                  • #10 Collapse

                    Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

                    Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business islia Forex Ek international market hai aur jismein hamen Ek dusre ke sath discussion karni chahie kyunki yah market sirf ek direction yah Ek angle Mein nahin chalti palke bahut si direction aur bahut se angle is market ko run karvate Hain jab Ham market ko acchi tarike se understand karenge aur apne capital ke mutabik risk lekar ke kam karenge aur different tarah ke tools apni har EK trade ke upar apply karenge aur ek dusre ke sath har EK chij ke upar discussion karenge tab jakar ke is business ko Ham aasani se samajh payenge aur risk management ko samajh karke hi trading karni hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

                      Assalam walekum bhai aapane bahut hi acchi baat kahi hai Agar hamare pass achcha experience aur knowledge hai to uske alawa Agar Ham apne senior se mashwara kar len to yah bhi bahut acchi baat hoti hai isase hamen loss hone ke chance bahut kam ho jaate Hain Agar Ham experience aur knowledge Ke sath sath hai apne senior se mashwara bhi le le to Ham kamyab ho sakte hain shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

                        Experience or knowledge hone ke bawjud Agar MS kisi se Mathura kar lenge Kisi senior Se To Humne ismein Koi Aur Jeene Ki Kyunki isase aapko hi Paida Hoga agar office mein chatting kaise pakate hain to aap ismein Kshetra ke se kam Yaha bhi Rasool kar sakte hain isliye mein dekhbhal ke bartanon ka rashtra kesavar karna hoga Agar Ham ismein Kshetra Kaise dekhbhal ke bar karte hain tabhi Hai usmein Se Kaise kam kar sakte Kyunki yah kaisa hai
                        • #13 Collapse

                          Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

                          bilkul exprince or knowlede k bawjod mashwra karny man koi harj nahi he.mashwra karny say hmesha apky knowledge mn azafa e hota he.forex marking aek internationl online markiting he es mn hum aek e direction mn kam nhi karty balky aek time pa bht sary logh kam kar rahy hoty hain. ese lia kese say b mashwara kar lyna cachya es say bht c mistakes k chances km ho jaty hain. zarori nahi he k apky pass exprince or knowledge ho to ap kese say mashwara e na kro. kese b kam ko start karny say pahly mshwara karna bht zarori he forex pa trnding karty howy mshwra kar lyna chahya. es say apki mistakes k chances kam hoty han or bonus milny k chances zyada.
                          • #14 Collapse

                            Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

                            G bilkul ham chahye experienced hi kun na hon mashwara lena best hai kun k agar kisi step ko hum thek smjh rhy hon kia pta us say behtar option mojod ho es liye mashwara kr lena chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: experince aur knowledge k bawjood mashwra karnay main koi harj nai hay...

                              Dear forex members forex trading main jab haum proper analaysis Kartay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading main zyada tar traders ko hamesha trading say related knowledge aur experience hota hay jiss ki waja say wo market ki movement ko monitor kartay hoye trading kartay hay aur phir zyada acha profit hasal Kartay hay magr iss Kay saath saath jab haum kabhi market ki movement aur ko analyz nai kar patay Hain tou iss situations main unhain kisi achay aur expert traders say consult Karna chahiye takay haumay kamyabi hasal ho sakay forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay Forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X