Trading Lot Size Ko Manage Karein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Lot Size Ko Manage Karein
    Agr Hum Forex Trader Hain Tu Hamein Aik Baat Ka Lazmi Pata Hona Chahiye Keh Trading Kartey Howey Apnin Trade Open Karney Say Pehley Lot Size Ko Adjust Karna Chahiye Koun Keh Agr Lot Size Hamarey Account Kay Balance Kay According Suitable Na Ho Tu Hamari Trading Loss Mai Ja Sakti Hai Is Kay Liye Hamein Chahiye Keh Hum Lot Size Manage Kar Kay Trade Open Karein Takeh Hamein Loss Na Ho Or Profitbale Trading Ho.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Lot Size Ko Manage Karein

    lot size ka intekhab hamesha apni capital ke mutabik hi rakhna chahie agar capital bahut achcha hai to hamen lot size bhi acchi rakh karke trade lagani hogi agar capital itna achcha nahin to hamen small note size per hi trading karni chahie agar Ham apne capital se jyada risk lekar ke trade lagaenge to hamara account hi clear ho jaega agar koi trade hamare against movement dikhti hai yad rakhen fauran koi bhi candlestick aapke favour mein nahin aati jab banti hai starting mein up or down ka silsila chalta hi rahata hai to isliye hamesha apne account ko secure rakhna chahie aur money management ke tahat kam karna chahie agar capital itna achcha nahin to hamesha lot size small are karke hi trading karni hogi jitne acche tarike se Ham apne account ko manage karenge aur menten karenge utani hi jyada der tak Ham trading kar payenge
    • #3 Collapse

      Re: Trading Lot Size Ko Manage Karein

      ji han humko chahie ki hamen trading ka lot size ko manage karna chahie kyunki lot size hi hamen trading mein achcha loss aur achcha profit deta hai agar Ham iske lot size ko manage nahin kar sakte to Ham forex main bhi kamyab nahin ho sakte isliye humko ishq lot size ko manage karna chahie.

      agar Ham forex mein Koi bhi trade open kar rahe hain aur hamara account balances$100 hai to humko chahie ke hamen main is per agar currency pairs per trading karni hai to 0.10 se Hi trading Karen vah bhi bonus account per kyunki yahi trading hamare liye save hogi.

      ISI tarah agar Ham kisi bhi dusre Pyar gold ya FIR dusre serial vagaira per trading kar rahe hain to is per hamen $100 fore humko 0.1 khiladi size ko istemal karke trading karni chahie is tarah apni lot size ko manage karke forex mein kamyabi hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading Lot Size Ko Manage Karein

        assalamu alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen trading se pahle lot size ko manage karna chahie agar upload size ko main karte ho yahi kam karenge tabhi aap ko fayda ho sakta hai aur jaisa kya aap jante Hain Kya main trading member lot size ko kam rakhna chahie kyunki vah aapki account kis 50 calibre bahut jaruri hota hai aur aapki bhi Koi bhi account ko nahin ho sakta
        • #5 Collapse

          Re: Trading Lot Size Ko Manage Karein

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
          Agr Hum Forex Trader Hain Tu Hamein Aik Baat Ka Lazmi Pata Hona Chahiye Keh Trading Kartey Howey Apnin Trade Open Karney Say Pehley Lot Size Ko Adjust Karna Chahiye Koun Keh Agr Lot Size Hamarey Account Kay Balance Kay According Suitable Na Ho Tu Hamari Trading Loss Mai Ja Sakti Hai Is Kay Liye Hamein Chahiye Keh Hum Lot Size Manage Kar Kay Trade Open Karein Takeh Hamein Loss Na Ho Or Profitbale Trading Ho.
          brother lot size depend krti hai hamari balance pr jese hamare [pas balnce hoga ham usi hisab se lot size use krke trading kr skte hai or kafi acha balnce earn kr skte hai to basically ye depend krta h apke work pr work isliye q ke jesa apka work hoga forex trading pe wesa hi balance or jab balance to wohi lot size
          • #6 Collapse

            Re: Trading Lot Size Ko Manage Karein

            dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay trade mn lot size ko manage krna bahot zroori ha isliay hmesha apko chayay k trade mn lot size hmesha apnay account ballance k hisab sa rakhen keun k account ballance ki bardasht sa ziada lot size rakhen gay to jald he account bhi wash ho jay ga
            • #7 Collapse

              Re: Trading Lot Size Ko Manage Karein

              Assalam o Alaikum dear forex members traders ko chahiye trading k liye thk lot size use kry trading small lot size se lgy 0.01 lot size best hy trading k liye jis me profit k chances zyada hoty hn agr big lot size se trade lgy tu boht risky hoti hy trading agr market down ho jy loss boht zyada hota hy account bhi wash ho jata hy is loss ko recover krna boht mushkil hota hy shukriya.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading Lot Size Ko Manage Karein

                G ye boht zruri hita hi k hum lot size ko maintained rkhy or usko achy say manage kryn ta k take profit achy say lg saky. Kabhi b lalch ma aa k lot size ko bra nahi krna chahiye infact thory say start krna chahiye or experience ko acha krna chahiye.
                Click image for larger version

Name:	YCDI-Education-Logo20.png
Views:	132
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12335500

                اب آن لائن

                Working...
                X