Forex trading mai sub say asaan aur simple trading technique price action technique ko kaha jata hai. Price action technique ko iss liye aik kaamyab trading techniques kaha Jata hai Kay market demand aur supply pay work kerti hai aur demand aur supply say prices up aur down hoti hain. Price action trading strategy mai traders ko sirf kisi bhi selected chart pay market movement ko candles kay saath monitor kerna hota hai aur candles say he trends ka analysis mukhtalif time frames mai kerna hota hai.
Price action say kaamyab aur profitable trading ka tareeka yeh hai kay small trades small profits kay saath ki jaati rahain. Aur munasib amounts ko withdraw kia jata rahey
Price action say kaamyab aur profitable trading ka tareeka yeh hai kay small trades small profits kay saath ki jaati rahain. Aur munasib amounts ko withdraw kia jata rahey
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим