Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

    hum trading kar ky pasia kama sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy aik time tbale bana kar kam karna ho ga thne hum kam akr ky earnkar salky gy hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to hama loss hain hum is mai apmy nboss kud dap he hoty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

      Salam to all my muslims brothers and all my muslims sisters G hain dear yah ak bhat he acha questions hay phli bat ti yah kh forex main loss hot he nahy hay ager forex main loss ho be gay to as bat say pershan nahi hina chy ao nay bons per tovga nahy dani chy balkha ap.nay apny kam per tivga dani chy loss aur profit lifevka hasia hoty hain man should nver pershan about loss because thi is aginst the dignighty of man
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

        g loss sy darna aik ar barry loss ki wajha bn sakta hy ku kh jo log loss sy darty hn wo kbhi bb achy traders nhi bn sakty ar apni trae ki quality ko bb bhytr nhi bana sakty isliy los ko face krna seekhyn ar us ki kammo ko recever bb krna chahiyy taakh hmyn achi skills hasil hon ar hm aik acha traders bn sakkyn ar apni quality ko bb jald sy jald improve kr sakkyn to loss ko kbhi bb serious na lyn markets ki movement ka kbhi bb koi patta nhi chalta markets kbhi bb nichy aa sakti hy ar hmyn profit bb dy sakti hy isliy bhytr hy loss ko ignore krty rhyn ar usko recovers krny ki planning krty rhyn taakh hmyn issy achi skills hasil hon ar hm aik acha traders bn sakkyn
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

          forex trading mein kabhi lost semi darna nahin chahie Agar Ham forex mein lost karenge to yakin karenge Ham Pakistan forex trading mein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kiya sakenge hamara kam yahi hota hai ki Ham mehnat
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

            loss to hota he rehta hae yeh business hae he is tarah ka ke is main jo log sahe tarah se kam kart hain wohe to is ain ache tarah se success hasil kar he jate hain to bas is liye hamne bhe cahiye ke hum bhe to is main kam kiya karen take hum is main se kuch na kuch hasil kar sakne or is main hum kamyab bhe ho he jaen q ke yeh business hae kuch is tarah ka is main jo log apne kam ko serious lete hain wohe to is main nikal jate hain or ache earning bhe karte he hain
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

              G Han dear forex trading main kabhi b loss Dy nahi darna chahay AP ko apny trade main confident Hona chahay acchi trading k liy accha decision power ka hona bhi lazmi hota Hy AP ko chahay k saber k sath Kam krain mehnat krain take AP acchi Krny ki koshish krain mehnat krain take AP acchi earning kr sakain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

                Ji bilkul Forex trade mein agar loss ho jata to hmen bilkul bhi nahin darna chahye kyunki ismein hamari apni hi galti hoti hai isliye hamen chahie Ham Forex per kam karte time apna mind fresh rakhen taake humse kisi ki kisam ki mistake Na Ho tab jakar ham loss se Bach sakte hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

                  Assalamu alaikum ji han Forex trading mein Kabhi bhi lost se darna Nahin chahie kyunki business mein loss or profit to hote rahte hain isliye agar hamen loss bhi hota hai to hamen sabar se kam Lena chahie aur kabhi bhi logon se darna Nahin chahie tab jakar hamen profit bhi mil sakta hai aur agar hamen profit mil jaaye to hamen khuda Ka shukriya Ada karna chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

                    g han ap ny bkll thk kha hak hmn forex mn loss say kabhui nbhi nhi darna chahy q k agar ham forex ,n himmat har jain gay to ham kabhy bhui kamyab nnhiho sakn gay is liy hmn cghay k ham forex mn kabh i bhi loss asay na ghabrain r himmmat say kam ln r agar hmn looss ho jata ha to hmn himmat nnhi harny chahy baklky apny loss ko jaldasjald recover karna chahy .
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

                      Assalamu alaikum forex members kaise hain aap log theek hai ummid karta hun kya aap sab thik hongejo bhi aap kam karte hain usmein aapko loss bhi ho sakta hai usmein aapko profit bhi ho sakta hai agar ek dafa aapko loss Ho uska humko ya Na samjhe ya kam aisa hai ki jismein aapko hamesha loss hona hai Bal ke uska humko aise samjhe ki Jahan aapka loss hua hai usi se apna loss khatm Karen vahin se profit hasil Karen tab aap acche market Ban sakte hain acche businessman Ban sakte aapko samajh ja sakta hai ki aapane market mein kya karna hai kis market mein invest karna hai kisne nahin karna
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

                        Ji han dosto forex business mn agr kbhi kbhaar hmen loss ho jaey to hmen dil chota nh karna chahye na he hmen loss sy darna chahye ku ke loss bhi to har business ka hissa hy is liye hmen loss ko bhi sath ly kar chlna hota hy dosto agr hmary andar loss ko bardasht karny ki salahiyat nh hogi to hm log kabhi bhi success hasil nh kar saken gy ku ke loss ke baad he profit hasil ho paata hy dosto jb hm log loss ko bardasht karna seekhain gy tb he hm log kamyabi ki raah par gaamzan ho sakty hn dosto loss ko wo hi log bardasht kar sakty hn jin logon ko kamyabi chahye hoti hy aur wo log life mn kuch ban’na chahty hn is liye hmen chahye hm log loss sy kabhi bhi na daren balky himmat kar ke loss ko bardasht karna seekhain..
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

                          Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek hun aur meet karta hun kya abhi bilkul theek honge aapane bahut hi acchi an informative Pyar ki hai to main aap kis baat se agri karta hun aur aap ko batana chahta hun kya gram Pakistan frock form per mehnat aur himmat se kam karte hain aur apna jyada se jyada time yahan per bharti Hain to Ham ek acchi trader Ban sakte hain aur bahut sare paise Kama sakte hain to is vajah se hamen yahan per se kam karna chahie aur apna jyada se jyada tak yahan per gujar na chahie Taki amay kache aur kamyab trader Ban sake aur bahut sare paise kamane main bhi kam yad ho sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trading me kabhi bhi loss se darna nahi chahiye

                            asslam o aliakum ji pyare dosto bilkul theek kaha hai 💖 aapko kabhi bhi loss se dar kar trading nahi karni chahie agar aap log man mein loss k dar se trading karo ge💕
                            To aapki trading kabhi bhi achi nahi hogi aur aapko loss ho sakta hai isliye aapko chahie hamesha apne mind ko fresh kar relax ho kar sabar ke sath trading karo💕
                            tabhi aap log achi trading kar paoge qk Jo insan sabar se kam leta hai uska kam acha hota hai isliye aapko chahie apne mind ko active rakh kr relax ho kar market ko analyse karo aur trading karo.💖

                            💖Thanks💖

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X