Forex news, events aur unka currencies pay effect

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex news, events aur unka currencies pay effect
    Forex events ya forex news ka currency pay kafi zyada asar hota hay iss liye news,events pay nazar rakhna bohaut zayada lazmi chez hay in main say kuch news kam asar dalti hay aur kuch news kafi zayada asar dalti hay har currency say related kuch direct news hoti hay Jo directly ake currency pay asar andaz hoti hay magar dosri currency pay bhi iss ka asar hota hay iss liye haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye market pay asar andaz honey wali news aur events ko properly learn Kartay hoye trading karni chahiye takay haum properly market ko samhjtay hoye trading kar sakay aur ake achi aur effective trade open kar sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

    G han bilkul sahe kaha hamein news mein market ky according news dakhni cahhea q k duniya mein bohat c reasons ki wajah sy market ki condition badalti rehti hai or kabhe bhe market badal sakti hai is liye hamein chahea k hum news ko bhe daily dakha karein...Market mein badlao ki wajah ye hai k investors jinh sy stocks chalti hai to wo apni investment agr waps ly lein to market crash ho jaatinhai bas ye he factor hoty hein jinh sy Market badlti rehti ha..
    • #3 Collapse

      Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

      Bohat acha aur informative thread hai. Forum members ko aisay threads banatay rehna chaiye aur dusray members ko aisay threads bhi parhnay chaiye aur unn pay replies bhi kernay chaiye. Forum pay jab bhi koi member technical thread banata hai aur uss mai achi information daita hai to members usay ignore kertay hain.

      Forex trading mai news ka market pay bohat impact hota hai. Koi bhi international news ho ya aisa event ho jiss say international economy pay direct asar Parr raha ho woh Forex market ko bohat change ker daita hai. International economy pay central banks ki us dollar, euro aur gbp kay barey mai policies say impact parta hai aur currency pairs pay down ya up trend bantay hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

        Forex par news ka Kafi iasar parta hai news se hmare experience me izafa hota hai jis se hamein currency ka pta chlta hai or hum asani ky sath trade kar ky hum profite hasil krty hain hamien news ki learning karni chahiye jitne ziyada learning krien Gy hmare experience me beh utna ziyada izafa hoga hum achy traders bany gy forex par kamyab hone ky liye learning ki zarurat hai or ziyada se ziyada knowledge ki zarurat hai jitna ziyada knowledge hoga hmara experience beh utna ziyada hoga forex par daily basis par posting krne hoti hain jiska hamien bounes diya jata hai or us bounes se ham tarde karty hain posting krne se hmien acha knowledge hota hai or usi knowledge ki waja se hum kamyab hoty hain hmien news or Posting par achi learning karni chahiye or mahnat ky sath work krna chahiye Insha'Allah huk ak din achy traders ban saky gy
        • #5 Collapse

          Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

          Dear pyary forexer apny achy unwan ko guftagu ke liye chunna hai aye es per mazeed baat Kerty hai.
          Darasal Forex mein jab news ATI hai to unka currency pair ke ilawa commodity pair per be direct Asar Hota hai kiun koi fundamental news market ki kisi be currency ko week or string krti hai in news ke badoolat. Lekin ye news jab ATI hai to inka asar forum tor per nhi Hota Balky ahista ahista us news k mutabiq market apni direction ko change krti hai. Es liye news ke hawaly say in baton ko samjh Ker apni knowledge mein laye ta ke iska faida hosaky.
          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
          • #6 Collapse

            Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

            Yes dear forex per news or evwnts ka nhoot ziada effect hota hai jis waja sy market mai kafi ups and downs aty hain jis sy curency mai thoda bhoot farq ata hai jb kiyun kb koi aise new a jaye jo country ky khilaf ho tu investor apni investment nikal lety hain jis sy market kafi down ho jati hai or nuksan ka smna karna parta hai ...
            • #7 Collapse

              Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

              Forex main use Hi Ko Dekhkar Jab Bhi Hamesha acchi trade Lagai Jaaye automatically news Hamen Achcha fayda dene Mein Achcha Rasta bataegi news se Hamen market Ka Pata Chalta Hai market information Milta market ke bare mein Hamesha kamyabi milati Hai news hi Hamen acche fayde ke liye good length Hi Se post karne mein Achcha fayda Degi isliye Hamen chahie koi bhi yahan per risk nale Hamesha Gold per hi trading Karen gold hi Hamesha profit Dega Gold per hi Hamesha aap Jab Bhi Nahin message karte hain to market ke bata back Jab Bhi Hamesha news Ko Dekha Jata Hai news Hi Se Hamare liye kamyabi Lena bahut Aasan Hai Is Tarah main hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

                Assalam alaikum dosto umed hai ap sab kheryat
                sa hongay aj main aapko bataon ga k forex par
                trading kartay hoy humien world news ka bhi pata
                hona chahaye ku k market main changing ki har
                news humien chnnels par milti rehti hai is lye zyada
                sa zyada news ko dekhna chahye takay achi trade
                kar skien
                • #9 Collapse

                  Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

                  forex markert main news ka bara kirdar hota ha or is ka elawa kuch events bhe hoty han jasy koi conffrance ho gai to in ka market par bahut he zeyada assar hota ha khas kar courncy pairs par or in ki alag alag news hoti ha jasy ausd ki news ho to usd ka pairs par bahuit he zeyada effect parta ha or gold par bhe to in chezo ka khas khayal rakha karen taky ap log trading achy sa kar paen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

                    news ka bhot zada e effect hota hey hamre trading per agar hum news ko follow nhi karty hyn aur trading karty hyn to is say hamre trading kabhi bhi profit min nhi ja sakti hey isi lia humyan har hal min news kay sath apni trdaing ko karna cheya agar hum news kay sath apni trading ko karty hyn to humyan market har hal min profit day gae agar hum news kay sath trading ko nhi karty to bhot zada loss bhi a sakta hey aur yahan tak kah hamra account bhi wash tak ho sakta isi lia news ko follow karna cheya humyan..
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

                      forex main kam karny sa phely ap ye jan len ka yahan kam kaya hota ha to ap ko samjh a jaye ga ka yahan work karna kasy ha ab bat karen trading ki or news or event ka bary main to ap na yahan zzeyada kam courncy par karna hota ha to jis bhe mulk ki courncy hoti ha us ka halat is par asar karty han koi news a jati ha koi event hota ha to woh is par bahut zeyada assar karty han jis ki waja sa mrket tez move karti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

                        hamy news ko watch kar ky forex mai kam karna ho ga hum is mai bager baalnce account bana kar be kaam kar sakty hain hum is mai mahent karty hain ti hamy kamaybe hasual ho jy ge hum is maai agar greedy ban ky kam karty hain to ahrma loss hain hamy is mai care full ho kar kam karna ho ga pher hhe hum kam kar ky earn kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MaharRehan89 پيغام ديکھيے
                          Re: Forex news, events aur unka currencies pay effect

                          Yes dear forex per news or evwnts ka nhoot ziada effect hota hai jis waja sy market mai kafi ups and downs aty hain jis sy curency mai thoda bhoot farq ata hai jb kiyun kb koi aise new a jaye jo country ky khilaf ho tu investor apni investment nikal lety hain jis sy market kafi down ho jati hai or nuksan ka smna karna parta hai ...
                          Dear Forex trading main ap ko technical analysis nahi aty hain tu ap ko cheye kay ap fundamental analysis kar lain. Ap ko just investment nahi karni hoti hia ap ko sath main news ko or ap kay trading pairs ko follow karna hota hai. Jis ki base pay trade movement karti hai.Esleye ap ko cheye kay jab be ap koi trade open karty hain tu ap apny news ki base pay be follow kar kay open kar kay bhout kam time mai achi earning kar sakty hain.
                          • #14 Collapse


                            Forex News, Events aur Unka Asar Currency Pairs Par

                            Forex market mein trading karte waqt, traders ko market mein mojood news aur events ko samajhna zaroori hai, kyun ke yeh events currency pairs par asar daalte hain. In news aur events ka asar currency pairs par immediate aur long-term basis par hota hai.
                            1. Economic Indicators: Economic indicators jaise ke GDP figures, employment reports, inflation rates, aur interest rate decisions market mein significant impact rakhte hain. Jab koi country ke economic indicators achay hotay hain, toh uski currency strong hoti hai aur traders us currency ko buy karte hain. Is tarah se, economic indicators currency pairs par direct asar daal sakte hain.
                            2. Central Bank Policies: Central banks ki monetary policies aur interest rate decisions bhi market par asar daalte hain. Jab central bank interest rates ko increase karta hai, toh us currency ki value bhi increase hoti hai aur traders us currency ko buy karte hain. Is tarah se, central bank policies currency pairs par direct asar daal sakti hain.
                            3. Geopolitical Events: Geopolitical events jaise ke wars, political instability, aur natural disasters bhi currency pairs par asar daal sakte hain. Jab koi mudda ya event hota hai jo ek country ya region ko affect karta hai, toh us country ya region ki currency pairs mein volatility barh jati hai.
                            4. Market Sentiment: Forex market mein trader sentiment bhi ahem hoti hai. Agar traders kisi currency pair par bullish hain, toh us currency pair ki value mein izafa hota hai. Is tarah se, market sentiment currency pairs par asar daal sakta hai.
                            5. Risk Appetite: Forex market mein risk appetite bhi currency pairs par asar daalta hai. Agar market mein risk appetite zyada hai, toh traders high-yielding currencies jaise ke AUD (Australian Dollar) aur NZD (New Zealand Dollar) ko prefer karte hain. Jab market mein risk appetite kam hoti hai, toh traders safe-haven currencies jaise ke USD (US Dollar) aur JPY (Japanese Yen) ko prefer karte hain.

                            Forex news aur events ko samajh kar, traders market trends aur movements ko predict kar sakte hain aur trading decisions le sakte hain. Lekin, yaad rahe ke market mein uncertainty hoti hai aur koi bhi prediction 100% accurate nahi hoti. Is liye, traders ko proper risk management ke sath trading karna chahiye aur hamesha updated rahna chahiye regarding market news aur events.

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex news, events aur unka currencies pay effect









                              Forex news aur events market mein currency pairs par asar dalne wale ahem factors hain. Ye events aur news economic, political, aur geopolitical changes se mutaliq ho sakte hain aur traders ke liye market mein volatility aur opportunities ka izhar karte hain.

                              Forex news ka asar market sentiment aur price movement par hota hai. Positive news jaise ke strong economic data ya positive political developments ek currency ko strengthen kar sakte hain, jabke negative news jaise ke weak economic indicators ya political instability us currency ki value ko kamzor kar sakte hain.

                              Economic Events: Economic events jaise ke GDP releases, employment reports, aur inflation data market mein significant impact dalte hain. In events ke announcement se pehle aur baad mein, market mein volatility barh jati hai aur currency pairs ke price movement mein tezi dekhi ja sakti hai. Traders in events ka analysis karte hain aur inke asar ko samajhte hue trading strategies ko adjust karte hain.



                              Click image for larger version

Name:	images - 2024-03-10T133917.850.jpeg
Views:	19
Size:	33.4 کلوبائٹ
ID:	12859298



                              Central Bank Meetings: Central bank meetings aur monetary policy announcements bhi forex market par asar dalte hain. Jab central banks interest rates ko badalte hain ya monetary policy decisions announce karte hain, to ye currency pairs ke price movement mein immediate aur significant changes la sakte hain. Traders central bank ki statements ko closely monitor karte hain aur inke implications ko samajhne ki koshish karte hain.

                              Geopolitical Events: Geopolitical events, jaise ke elections, conflicts, aur trade tensions bhi forex market par asar dalte hain. Uncertainty aur volatility geopolitical events ke samay increase ho sakti hai, jisse currency pairs ke price mein sharp fluctuations dekhe ja sakte hain. Traders in events ke impact ko analyze karte hain aur inke sath sath trading decisions lete hain.

                              Market Sentiment: Forex news aur events market sentiment ko bhi influence karte hain. Positive news aur events bullish sentiment ko barhate hain, jabke negative news aur events bearish sentiment ko strengthen karte hain. Traders market sentiment ka analysis karte hain aur uske according apni trading strategies ko shape karte hain.


                              Overall, forex news aur events market mein currency pairs par asar dalne wale ahem factors hain. Traders ko in events ko samajh kar, unke asar ko anticipate karne aur sahi taur par react karne ki zaroorat hoti hai. Isse traders apni trading strategies ko improve kar sakte hain aur market mein consistent profits hasil kar sakte hain.



                              Click image for larger version

Name:	images - 2024-03-10T133617.643.png
Views:	11
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12859299
                              Firangi.com ❣️

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X