Price action aur Candal Sticks ki information honi chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price action aur Candal Sticks ki information honi chahiye
    Dear friends usually traders ko iss baat ka knowledge nai hota hay kat kissi khass time frame main price ki next movement Kya hogi tou iss kay liye haumay hamesha previous candal sticks ko observe karna parta hay har candal sticks apney andar makhsoos time frame ki mukamal history hoti hay kay iss doraan main trader ka rujhan kya raha hay aur yeah sab information haumay hamesha candal sticks ki direction say hasal hoti hay aur Candal Sticks ki in different types ko price action kehtay hain haumay hamesha market ki movement ko monitor Karney Kay liye candal sticks patterns ko istamaal karna parta hay takay haumay market ki movement ko analyz karney main assani rahay aur haum Kamyab tareekay say trade open kar sakay haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading say related tools aur indicaters ko istamaal karna parta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Price action aur Candal Sticks ki information honi chahiye

    Yes dear hamein market movement, graph py candle stick ki movement ko achy sy study karna chahea or us k bad apko trade lagani chahea q k agr ap analysis nahn karein gy to loss hoga is liye sab sy pehly hamein pairs ki previous movement dakhni hoti hai or us k bad graph ta k hamein idea ho saky k possible next movement kya hai or us k bad trade lagani chahea..
    • #3 Collapse

      Re: Price action aur Candal Sticks ki information honi chahiye

      Trading terminal pay charts aur unn charts kay patterns ko seekhna bohat zaruri hai. Forex trading business mai trading terminal ki bohat ehmiat hai. Aur chart patterns mai sub say eham Candlestick pattern hota hai. Candlestick pattern mai candle ki shapes say he traders ko movements ka pata chall Jata hai. Iss liye traders ko achi aur profitable trading kay liye sub say ziada Candlestick ki information honi chaiye. Candlesticks ki total 18 shapes hoti hain aur trader Agar sirf Candlestick ki shapes ko he seekh lain to unn kay liye kaafi hota hai. Candlestick ki information say price action ki samajh aati hai aur jo traders trading terminal pay charts ko samajh laitay hain unn kay liye apni trades ko waqt say pehlay plan kerna aur strategy banana bohat asaan hota hai aur iss Tarah apni marzi kay profits laina bohat asaan hai
      • #4 Collapse

        Re: Price action aur Candal Sticks ki information honi chahiye

        dear jab hum koi kam krna chahte hein trading krna chahte hein tu hume is m price k hisab se kam krna hota ha price ko fallow kr k fallow krein gein tu hume is mn kameyab hone k liye asani hoti ha jitna acha kam hoga utni hi asani se success be milen gi daily work krein tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krte rehna chaiye ye hamre liye eik best business ha is mn daily work krte rehna chaiye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Price action aur Candal Sticks ki information honi chahiye

          Ji bilkul apne sahi kaha hamesha previews timeframe main market ko dekhna chahie aur iski movement ko bhi check karna chahie tab jakar ke aap sahi price action ki value ko determine kar payenge aur market ki next direction ko bhi acche tarike se analysis kar payenge ki ab market kis site par movement dikhane wali Hai different time periods main aapko different chart ki movement najar aaegi aur jab aap market ko aur jyada deeply dekhenge aur different chart patterns khas tumhare karenge aur different candlestick pattern ko dekhenge utna hi jyada aap future ki direction ko analysis aasani se Kar payenge Forex main sirf sahi price per entry lene ki jarurat hai aur jab aap sahi price se entry lete ho chahe vah sale ki ho ya buy ki tab jakar ke aapki har EK trade profit Mein Hi jaati Hai bus thoda focus dene ki jarurat hai aur price action ko acche tarike se istemal karne ki jarurat hai jab aap acche tarike se market ko analyses karte ho aur sahi direction se trade ki entry lete ho aur exit point per apni trade ko cut kar dete Ho tab jakar ke aapka account bhi jyada secure rahata hai aur aapko maximum profit bhi hota hai

          اب آن لائن

          Working...
          X