Kia iss kam k nuqsan bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yes har kaam mein jaisey koi faida hota hai waisey hi nuqsan bhi hota hai har business mein profit loss dono hi hota hai aur ishi tarhan forex mein bhi profit loss dono hi hota hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      G bilkul is kam main ap nuqsaan bhi ho sakta hay kyun ka hum is forex trading main ziyada time apnay computer ya laptop ka samnay baythay rahin gay to to is ka asar hamari sehat par bhi par sakta ha isliya bhai humforex main trading kartay huvay is bat ka lazmi khyal rakhna ha....
       
      • #168 Collapse

        ge janaab is kam mai aapko nuqsan be ho sakta hai q k yeh business bohat risky hai aur aap ko kam bohat he dehan se karna chahye aur is ka dosra nuksan aap ki eye side ko ho sakta hai jise hum easy lete hai aur phir her business mai profit aur loss dono he hote hai.
         
        • #169 Collapse

          ji haan jahan forex ka bohat ziada faida hai wahan is ka bohat ziada nuqsaan bhi hia forex trading karna aik bohat mushkil kam hai har koi ye kam nahi kar sakta kion ke is ke liye knowledge ka hona bohat zarori hai
          • #170 Collapse

            dykho bhai ap jo kam b karo uqsan or nafa har buisness ma hota ha,agar yahe socthy rhy ka hamy uqsan na ho or earn b zyada ho to asa nai ho skta,dykhy jb hamy profit milta ha to ham happy hoty ha or loss ho jaye to unhappy,to unhappy hony sa kuch nai hota.is kam ma profit or loss dono ha.
             
            • #171 Collapse

              iska koi nuksan nahi ,kun kay jab yeh app ko acha earn karnay ka jab moka dey raha hai tu iss ka kun koi nuksan ho ga .iss mai profit bhi hai
                 
              • #172 Collapse

                je haan bhai nuksaan hay forex trading business hay loss profit dono he hotay hain forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi loss profit dono he business ka hisa hain
                • #173 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
                  Jee bilkul agar hum forex trading ko bina seekhain karen gay tab hun apna nuqsan kar lain gay so humay chahiey keh jab bhi hum forex trading kam karna hay to esko achi traha sekhain.
                  • #174 Collapse

                    shayad aisa hu laikin trading kay tu koi nuqsan as such nahi hute kiu kay waisy bhi log aise hute hain jo offices mai jatay hain tu 8 hours wo computer kay samnay bethy rehte hain tu jo health ka nuqsan huta hai wo tu lazmi hai
                    • #175 Collapse

                      Nahi forex ka koi nuqsan to nahi lekin har cheez ek limit mein achi lagti hai,agar ap isko over time bhi dena start kar denge to ye apki sehat pe bhi asar andaz hosakti hai aur agar ap student hain to apki studies bhi is se effeted hosakti hain.
                      • #176 Collapse

                        G frnds nuqsan b ha or nuqsan os k liye ha jisay experience nahi ha or na he knowlege ha?is liye apko loss hota ha or ap profit earn nahi kr skty is liye phly forex ko learn krna chahiye phr work krna chahiye.......
                         
                        • #177 Collapse

                          bilkul bhi har kam ka nuksan b ha k is me hamy fayda b ha or is me hamy niksan se bechny k liy is me acha mahan ki zarrti htoui ha jis se ham acha kama skty han
                          • #178 Collapse

                            Forum me lazmi nahi k aap msut full time posting kro blaky es me learning bhe kro oor bonus b melti hy apko. bqe trading bhe utne karni chahey taky sehat effect nas ho q k zaida waqt beth jany se bhe sehat awaz deti hy..
                            • #179 Collapse

                              I think is kaam mein zada tar tou koi nuksaan nhi hai lkein haan eye sight ka weak hona ek nuksaan zarooor hai kyun k hum lgatar bethy rehty hain trading mein bs ammi ki daant sunni parti hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                mera nhe khayal k isay har waqt use karna thek h,or kisi bhe cheez ko apny par sawar karlaina to sahe nhe h,is say ap fresh mind reh kar work nhe karsakty hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X