Kia iss kam k nuqsan bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    friend dekhen forum ki traf se atni nehtreen saholat hai jis ko hum jhotla nahi skte aur agar koe greed k chaker men per ker posting ko apne zehin per hawe kerle tu ye uski pni galti hai forex business k leye aik boht he best option hai jo hum ko bagair investmint k thori mehnt se atni achi education bhi de rha hai aur bonus bhi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Is kaam ko karne main nuksan hai bhi aur nahin bhi hai kyun kay har kaam main koi na koi nuksan tu hota hi hai aur isi waja se ap is trading business main muhtat reh kar chal kar nuksan kam karsakte hain
       
      • #108 Collapse

        forex trading me nuksan b hota ha ku k jb ap invest krtay hain tu us me some time lose b ho jata ha wasay forex trading aacha business ha but kisi b business me lose n profit tu hota rehta ha koi bari baat ny ha jo log forex trading me lalach krta hain wo loog kbi b kamyab ny hotay is liye kbi b lalach ny krna chiye dono matter krtay hain lose n profit b
        • #109 Collapse

          friend mai ap ki baat sy mutafiq hu,hamain kisi b kaam ko saar par sawar nhe krna chaheay,or bilkul fresh ho kr kam krna chaheay,or hamain kisi b kam mai apni health ko ignore nhe krna chaheay
             
          • #110 Collapse

            baat ton app ki sahi hay key is business say hum kafi thak jatey hen or sar men dard shoro ho jata hay wo is liay kay need sahi terhan nahin kar patey raat ko baar baar need say uth ker market dekhna shoro ker detey hen ye problem hay is business ka baki posting ki baat ton zara wakfa beech men hona chaiy
            • #111 Collapse

              bilkul nuqsan to hy but us surat mai jab ap waqt bhe day forex trade ko and learn bhe na kary or nuksan pe nuksan krty jai isi liye agar ap time spend kr rehy hy forex trade pe then apko learn bhe krna chahiye and then ap profit bhe kamay gy.
              • #112 Collapse

                is kam men koe bhe nuqsan nhn ha , jitna zayada time di sky pakistan forex ko time din , is kam men koe nuqsan nhn ha har banda ya kam aasani say kar sagta ha , is koe limited time nhn ha ,kise bhe time dil chai aap ya kam kar sagty hn ,is kam men kbhe nuqsan nhn hosgta ha, balka faida hoge.
                • #113 Collapse

                  Concerning master numerous things kut of foreign currency. for isntance foreign currency is actually a ubstantial sector dealt with globally. includes sbustantial stock trading voulme level each day. foreign exchang trading is rather volatile and you simply could not are based upon quite a few a person system.and the majorityo f vita knowng will be to regulate hpye when stock trading.
                  • #114 Collapse

                    Forex is a wonderful trading business in all over the world, but we should work in forex with relax mind and body, if we are disturbed then we can not make the proper trading, and also need to care our health if we want to do this trading business successfully.
                     
                    • #115 Collapse

                      foex mi nuqsan dy ek he chiz ha or wo ya k jab ap ko forex trading k duran loss hota ha or ap es nuqsan sy bach skty ha us k lia ap ko hardwork karna chaheya forex ka knowledge gain karna chaheya or es ki practice kar k es mi experience hasil kar k trade karni chaheya es sy ham loss k chance ko kam kar skty ha.
                      • #116 Collapse

                        mere khyal main to kam koi bhi ho os main profit or loss doono hi hote hy ye ap par hy ke ap kis tarh kisi kam ko karte ho .acha trader wo hi hota hy jo apni galtiyoon se seek kar apni trade ko karta hy.
                        • #117 Collapse

                          Forex trading business hai he nuqsan aur faidey ka business, agr aik maaqool investement ki jaey aur proper planing aur strategy k sath trades open aur close ki jain aur apni invest ki gai raqam k hisab sy trade volume ka intekhaab kia jaey to profit k chance ziada otey hain aur nuqsan ka indesha bout kam. proper knowledge,experience aur zahanat he is kam main profit hasil krny k zaamin hain.
                          • #118 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                            Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
                            simple question please not allow agan agan one one question please
                            • #119 Collapse

                              jo be app buniess krte hai us mai profit and loss done ho to woh kam jaiz hota hai aur jis ma sirf aur sirf profit ho woh kam phir thek nahi rehta isliye forex tradaing mai b nuqsan aur profit dono he hai aur islamic point of view se be thek hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                World mein jo bhi business hain un sub mein loss bhi hota hai aur profit bhi hoti hai lakin loss ko hum kam kar skta hain wo apna knowledge aur experience ko use kar ka agar kase ko loss ho bhi jata hai tu loss he hum ko profit k way deta hai jis se hum forex mein success full ho skta hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X