Kia iss kam k nuqsan bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    jaha tak mara zati experince ha forex ma koi nuqsan nai ha. jab forex par hum trade karte hain ro trade amari hit ho jati ha. or hum profit earn kar late hain too hamain forex ma zeda kam karna ka maza ata ha. is lai muja too ajj tak forex ka koi loss nai mila jo ma ap ko bata sakoo. muja too lagta ha k forex ma sirf profit hi ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      Gee sir forex trading ka sab say bara nuqsan yeh hay keh jab trading main loss ho raha ho to trader tension leta hay, aor agar hum full time es business ko run kartay hain to rest na karnay ki waja say sehat khrab hoti hay.
       
      • #1608 Collapse

        is kam k aur bohat say nuksan b ha k hum is say apna bohat sa time waste kartay han jo k bohat kemti hota ha aur hum is bat ki parwah nai kartay.
        • #1609 Collapse

          achaa sawaal pucha hai bhai jaan aap ney easy see baat hai k koi b business ho phir chahey wo forex trading ka business ho ya koi real business us mei agar hum ghaltee karein gey to loss to ho gaa he isee tarhan is mei b loss hota hai agar ghaltee karein to..
          • #1610 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
            Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
            yes dear i think that forex trading bsuienss is a very very risky bsuienss and i think that there is profit and loss are also in forex tradinga nd i think that you need not to be greedy in forex tradinga dn i think that this si the best for all and we all need to be an expert forex trader in forex trading to gain money from forex.......................!
            • #1611 Collapse

              mga to abi loss ka ni pta because man just postin stage pa hun but mana idea lgaya ha k hard work aor knowledge 2no ka melap ha ya trading krna aor hard work sa to hum apni luck b change kr skta han
              • #1612 Collapse

                bhai jaan es kaam me nuksan itna nae hai bs thori mahnat ki zaroorat hai mahnat se es kaam ka koi nuksan nae hai yh acha kaam hai
                • #1613 Collapse

                  bhai nuksan paison ka eye sight ka bhi nuksan nai hota agar ap computer glasses use karo to apko chaiye k ap ziada sa ziada is par tawajah do agar is kam ko seekh lety ho to nuksan nai hota ap ko itna.
                  • #1614 Collapse

                    nai iss ma nuqsan koyi nai ha kar ap apna kam acha sa acha kar go to nuqsan nai ha agar nai karo ga to nuqsan to ho ga hi ho or is ka nuqsan kay ha ap apna sara kan kaja sa free ho kar be kar skata ha gar ka kam sa apni parhyi sa jb free ho jawo to ap kar sakta ho zarori nai ka gar wala ka koyi km na karo wo zarori ha us kar ka bad ma be ya kam ho sakta ha
                    • #1615 Collapse

                      G bhai jaan me ap ki baat ko agree karta hun me abi is fourm me new hun bhai ager ap is kam ko achy tariky say kro gay to ap ko koi nuksaan nhe hoga apko pehly is ka expirnce hona chahiye tab ja k ap nuksaan say bach sako gay
                      • #1616 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
                        brother ham jo bhi kam join kr tay hn hmari niyat ye hoti hay kay ham is say earning kren so jab ham kesi kam ko ye soch kr join kren kay hmen yahan loss hi hona hay to ap ko us business ma koe bhi faeda hasil nai hota bilkul isi trhan forex hay is ko agr ap profit ki niyat say join kray gen to ap ko profit hoga
                         
                        • #1617 Collapse

                          kam karny sy koe mout nahe par jati ha.kam to koe b ho insan ko karna parta ha.aur forex ma time ki koe pabandi nahe ha jab chae ap easily work kar sakty hain .forum ma hamay sirf posting nahe karni chae ha bal k yaha sy kuch seakhna b chae ha.aaur dosro k sth apna experiance share karna chae ha
                          • #1618 Collapse

                            g han bhai jan es kam ka nuksan b hain lakin wo sirf hmari waja se hi hota hai jub hum kam par ache se dehn nahi date to humen nuksan ho jata hai
                             
                            • #1619 Collapse

                              g brother humaines kammain maray khyal main koi naqsan nhe hai q k mehnat jitni b kijhy kam hoti hai aurhumyahan baith k ada post kartay hain aur mehnat sa pasay kama k humforx ka hisa banay k qabil hotay aur phir trading kark aik achi life guzar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                Apki baat sahi hay forex trading ko trader mind par sawar kar lety hay humay aisa nahi karni chahiey esya aik work he samjh kar karna chahiye tab he hum es ko achy sy run kar sakty hay aur humay kisi bhi kisam ka masla nahi ata aisy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X