Kia iss kam k nuqsan bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    jahan bat nuqsan ki ho ri hai wahan ma ye khena chaon gi nuqksan tu hr choty bare bussiness main hoty ae hain iss lie iss trade main nuqsan ko b dil ma ni lena chaye jis kam ka nuqsan hai uska faida b bht hai life main
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      g haan aisa bhi hota hai mere hissab se ap is kaam ko din mein kissee bhi eik tym pr set krlaing aur tym limit bhi set krlain takay dosray kaam bhi app krskain agr ap sara wqrt is bussiness ko dedenge to ki health ko nuqsaan bhi puhnchay ga and apkii eye sight bhi weak hojaye gee
      • #948 Collapse

        Yes dear ap ne theek kaha hai . Hamein health ki care zarur karni chaiye . Is kaam ko spare time mein karna chaiye zayada tar hamein baqi routine se hi rehna chaiye or trading ki bhi paractice karni chaiye ..........
        • #949 Collapse

          ji han bilkul hamain is kam ka nuqsan bhi hosakta hai bht say nuqsan hosaktay hain lekn tb jb hum isay khud nusan ka bais bannay dain agr humis ko sawar na karain apnay uper aik limit me time table k sath kam karain to hum nuqsan se bach saktay hain isi tarah yahan kc log greed kertay hain agr na karain to hum nuqsan se bach saktay hain........
          • #950 Collapse

            forex trading min hamy ek limit de hy wo esly de hy ki ham limited kaam kary 24 houer esmin hy na lagay rahy muskil sy daily 1 houer ka kam hota hy target ki bat jaha tak hy forex koy es kaam nahe ky app sar pi sawar karly.
            • #951 Collapse

              dear friend jee han ager ap ziayada tnestion lay kar kaam karay gay tu ap ke health karab hoge ager ap relax hon kar posting karay gay samjh kar kaam karay gay tu ap bilkul acahw feel karay gay apke health be karab nai hoge so relax hon kar kaam karay
              • #952 Collapse

                han g bilkul yah aik busines hay , ro is mai humsb ko profit kh sth bhoot zada nuqsaan bhi ho skta ahy or yahi chez humre liy best earning bhi ay , ,, or hume cahye ka hum si mai bhoot carefuly kam akren .
                   
                • #953 Collapse

                  Jh nh forex trading k kya nuqsan ho sakte hn??? Ap ghr bethe achi earning kar rh ho agr ap ko khn out door earning karni pare to apko ktna kuch brdasht krna prega bahar ane jane me ktni difficulties pesh aengi jb ek br ap iska andaza karloge then i think k phr apko fordx trading me koi nuqsan nzar nh aega.
                  • #954 Collapse

                    Dear , agar forex trading main bagair sochay samjay kam karin gay to is main nuqsan hota hay or agar is main regular or achay tareqay say kam karain gay tu nuqsan kam ho ga.
                    • #955 Collapse

                      jan hain toh jahan hai hamain her kam ker ko us ki need ky mutabik time dany chaheya app Forex per kam bhi kerain but aesy bhi nahe ky app sary sary din he kam kerta rahain app 2-3 ghanty kam kerain auur phirr aaram kerain taky app bemar bhi nah hun.
                      • #956 Collapse

                        ji bilkul forex jitna profitable bussiness hai autna he risky b hai ... forex mei nuqsaan b hota hai .. dicipline k sath trading karne walay trader ko loss bth kam hota hai .. bth kam .. forex mei esa koi trader nae hai jise nuqsan na howa hoo .
                        • #957 Collapse

                          yes brother forex is business aur her business me loss tu hota hai loss is a part of every business is liye forex me b loss hota hai un logo ko hi loss hota hai jo leran nhai karta hai
                          • #958 Collapse

                            g bilkul mien ap sy agree karta hun k her waqat forum per busy rehny sy yehni her waqat posting karty rehny sy ap ki health mutasir ho sakti hy. koi b kam ho us mein ziati ap ki sehat ko mutasir kar sakti hy. is liey kuch time apni family aur doston k sath entertainment k liey b zaroor nikalen.
                            • #959 Collapse

                              Mujhe nahi lagta k is ka koi nuqsan hai balkay ye ek boht hi achi jaga hai jaha hum apni knowledge ko sahi tarha se istaymal karty hain or us knowledge ki badolat hum money earn karty hain jis ki waja say hume boht faida milta hai so iska koi nuqsan nahi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                I dont think so....k postings se health affect hoti hai....postings karna tu bht easy hai aur ap ko daily just 45 posts hi karni hoti hain...wo bhi pore 24 hours main.... so daily target pora karna mushkil tu nahi ap 24 hours main kabhi bhi 45 posts pori kar sakte hain... aur ye bhu zarori nahi k ap aik sath hi pori posts complete karin ap gap se bhi kar sakte hain... bech bech main ap rest bhi kar sakte hain....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X