Kia iss kam k nuqsan bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    I think is kaam mein zada tar tou koi nuksaan nhi hai lkein haan eye sight ka weak hona ek nuksaan zarooor hai kyun k hum lgatar bethy rehty hain trading mein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      Yes dear forex market me money loss be ho jati hai or apni sari investment zaya kar bethtey ho but agr apkey pas forex key related knowledge and experience acha hai to ap forex market me apney funds ko achi tarhan manage kar saktey ho.
      • #933 Collapse

        g agr ap continously is me loss face kro tu ye apk lea harmful bhi ho sakta hai or apka bhut time or paisa bhi waste ho sakta hai is lea apko chahea k jb tk ap is me expert na ho jao is me investment karne se avoid karna chahea. forex ko blame karna buri karna buri baat hai jin logo forex nai ata wo karta hai ese question
        • #934 Collapse

          han g bilkul , yah bhoot achi tarding hay ro hum si ami jab bhi kam katy hayn atb hum is mai bhoot acah profit hot ahy , magr is mai lss bhi hay
             
          • #935 Collapse

            trading ma eye side ka nauksan tho haa kuion aik he cheez ho consuntration karni parti haaa magar saath saath kuch asooloon per kam karian tho yeah masla nahi ho gaa apni neead achi taran puri karain ga tho nuksan kam ho gaa.
            • #936 Collapse

              ji nahi mery khayal sy is kam ka koi nuksan nahi hy or ye bohot acha business hy is mein hum ghar bethy bohot si earning kar sakty hain and is mein successful trader ban,ny k liye humen hard work karni parti hy
              • #937 Collapse

                is kaam ka koi nuksaan ni hai ager ap posting kerte hain to ap ko yeh forum wale posting kerne ka bounes paying kerte hain jiss sy ap ko forex main acha profit millta hai ap bounes sy trading kerte hain
                • #938 Collapse

                  Nuqsan is kam ka yhi hy k ap bager socy samjhy trade lga day ar phir khy k yr forex aik ghalt chez hy si my myra sara invest keya hova pesa zaeya chala gya so jb bhi trde kry to soch smjh k trade kry
                  • #939 Collapse

                    loss t har business ma he hota ha sab ka liy ha forex ak ach busines ha sab a liy ha forex ak acha busines ha sab ka liy ha forex ak achbusiness ha sa ko is a boht pisa milta ha ap be is ma kamkar sakta ho
                     
                    • #940 Collapse

                      Her kaam ke tarha forex ke business me bhee hamen balance lana chahye. hamen is job ke lye ek time table bana lena chahye. agar aap is ko her waqt kerte rahen ge to aap mantally tor per fresh naheen rah sakte. aur trader ke lye trade kerte hue Zehnee tor per fresh hona zaroori he.
                      • #941 Collapse

                        dear friends forex trading ka koi nuqsan dekha to nahi hum ni to hamesha ise se profit hi earn kya hai ye hamen boht acha experince deta hai haan is ka sirf ak hi nuqsan hai k log jub trad krte hain to phir hr waqt trading py e bete rahte hain baki kaam chot jate hai
                        • #942 Collapse

                          agr ham forexx ka rules ko follow ni krtay h r achi trading ni krta h to is ham ko nuksan h is liya ham ko chaiya ham is tahra k nuksan s bachnay k liya ham ko chaiay ham achi trading kray jis s ham ko faida ho ga
                          • #943 Collapse

                            jee han is mein noqsan bhi hy agar hum is ko bgair sekhy samjhy aise hi shoto kar dein
                            to is mein noqsan bhi bhut zyda hy
                               
                            • #944 Collapse

                              gee bilkul musalsal p.c k front py bathy rehny sy jo rays nikalti hen wo hamari jild ko nuksan deti hen isy ziada sy ziada bachny k leye sheet lgwani chaye or kam k sath sath rest b krty rehna chaye qk without healthy mind decisions k wrong hony ka khatra hota jis sy trading loss mein b ja skti h.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                ji han esa hota hai k jab hum trading karte hain to hum trading main kho se jate hain or apna sara time sirf posting pe spend kar dete hain jis ki waja se hum apni health ki bhi fikar nahi karte to is main ye nuqsan hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X