Kia iss kam k nuqsan bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    g bilkul nuqsan hy agar apko achi tarah trading karna nhi aati to nuqsan to zror ho ga
    lakin nuqsan se bachne ke liye ap ko sekhna bhut zrori hy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      is kam ka koi nuksan nai hai per jb kise ko loss hota hai to us ka dil karta hai k wo ab is per koi trade nai karon ga per kuch din bad phr karta hai
      • #498 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
        my dear friend mere khayal se apko pata hona chahiye k her aik kam main faida hota aur nuqsan bi per ye ap per inhisar
        kerat hai k ap is kam mai faide ketarf jate ho ye nuqsan kitarf dost
        • #499 Collapse

          meray khayal ma humay 1ganta post karni chahiya or aik ganta rest karni chahiya phir humay koi nuksan nahi ho ga or na hi hum bimar honga or humary health is wealth ho gi
           
          • #500 Collapse

            mere khyal main to kam koi bhi ho os main profit or loss doono hi hote hy ye ap par hy ke ap kis tarh kisi kam ko karte ho .acha trader wo hi hota hy jo apni galtiyoon se seek kar apni trade ko karta hy
            • #501 Collapse

              dear apne bilkul sahe sawal pocha he k humme apne health ka care rakna chahiye qk qk health is wealth agar hamare health mai koi problm ho jai to kiya humm hum is dunya ka kiya karenge so think bout your health
                 
              • #502 Collapse

                nahi forex k kaam ka koi bhi nuqsan nahi hai yeh sab se ziada best aur kaamal ki job hai es business k sirf faiday he faiday hai es main koi bhi nuqsan nahi hai aur main es job ko bohat pasand karta hu forex main hum mehnat se achi earning kar saktay hai.
                • #503 Collapse

                  nahi iss kaam kay koe nuqsaan nahi hai aap ko forex main bohat say benefits milty hain aur forex main time ki koe limit nahi hai aap apny regularly kaam easily kar sakty hoo aap jab bhe chaho 24/7 posting kar saktay hoo,,
                     
                  • #504 Collapse

                    kaam mein zada tar tou koi nuksaan nhi hai lkein haan eye sight ka weak hona ek nuksaan zarooor hai kyun k hum lgatar bothy realty gain tear i think that Forex trading bsuienss is a very very risky bsuienss and i think that there is profit and loss are also in forex tradinga nd i think that you need not to be greedy in Forex tradinga dn i think that this si the best for all and we all need to be an expert forex trader in forex trading to gain mon
                    • #505 Collapse

                      ge ha ios business ma loss hota ha pisa ka business koi be ho is ma loss to hota he ha sab ka liy ha is ma kam karna ha ap ko is ma boht pisa ap ko be mil sakta ha sab ka liy ha forex ak oline business ha sab ka liy ha ap ko is ka demo account ma traing karna ho ga
                         
                      • #506 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
                        Jee forex k kaam ka nuqsaan bhi hai aur yeh aik risky business hai aur kuch traders trading karty hoye bhut ziyada confuse ho jaty hain aur tension lety hain jis ki waja sy un ki health par bhi assar parta hai iss liye trading k kaam main kisi qisam ki tension nahi leni chahiye aur agar hum seekh kar iss kaam ko karen gy tu phir humain kisi qisam ki koi pareshani nhi ho gi.
                        • #507 Collapse

                          yes brother forex trading kay business may nuqsan bhi hay but we can control it for example hamy ek proper time set kar kay work karna chahye na kay apny upar havy karna chahye ta kay health problem na ho and greedy nae hona chahya ta kay long term work kar sakyn and control your emotions to work properly
                          • #508 Collapse

                            yes off course there is so much chance of loss if you mistakes or never learn it have no practice and experience never know how to trade then you have to loss . incomplete knowledge also give you loss so you have to avoid form mistakes
                            • #509 Collapse

                              business ko experience aur skills sy krin gyn tu ap ko ess business sy koi nuqsan nhi ho ga ap apni health ke care to humhe bilkul karni chaiye kam apni jaga par hai bus har aik ghante bad humhe rest karna chaiye aur apni eyes ko aram dena chaiye kyuke kam to chalta rehta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                yes junab ais kam ka nqusan be ha hamari health kamzor ho skathi ha kio ky hum sara den aik he jaga par bathy rahta ha or agr humary pas tajarba na ho to hum lose kar saktay ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X