g dear forex members hamen chahie ki Ham apne daily ka kam daily Karen Ham nahin Jo apna daily ka takat banaya hota hai ki hamari itni post karni hai to hamen chahie ki Ham daily vah kar diya Karen agar Ham ek din ya do din bich mein miss kar dete Hain to hamari post ka number Jo hota hai vah bahut jyada kam ho jata hai aur use Jo ek tarteeb se Ham chal rahe hote hain vah disturb Ho jaati hai to hamen chahie ki Ham apni raili ki poster likhkar den aur jyada se jyada kam Karen Taki Ham achcha bonus Le sake
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим