Market ki movement ko dekhty rehna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

    Market ki movement Ko Dekhe bagair Kisi bhi member ko market Mein Apni trading Shuru Nahin Karni chahie market Mein Jab aap apni trading ko Shuru karte hain to use time aapko emotional Nahin Hona chahie balki aapko Apne emotions ko control Mein rakhkar Apna Kam Shuru karna chahie market ki movement Ko Dekhe bagair aapko Apne returning Shuru Nahin Karni chahie Kyunki yah trading aapke liye Kabhi Bhi faydemand Nahin Hoti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

      Assalamu Alaikum Janab Ne bilkul theek baat ki hai Hamen Har Waqt market ko Dekhte Rahana chahie instaforex Mein Jab aap trade Lagate Hain trade main aapka mind fresh Hona chahie aapko market ki movement ke bare mein pata Chalna chahie ki market ki moment Kaise chal rahi hai yah Ek moment Hai Iske dauran aapane Apna profit nikalna hota hai Agar kabhi movement Tej Ho Jaati Hai Kabhi chalo Ho Jaati Hai is ke dauran aap activate ke sath Agar trade Lagate Hain To aap ek acchi kamyabi Hasil kar lete hain
      • #18 Collapse

        Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

        Ji han aapane Sahi kaha hai hamesha acche trading co kamyab karne ke liye achcha property lene ke liye aapko market kyon movement ko dekhna chahie focus karna chahie market ke movement per tab aap koi newtrade open karke achcha profit Le sakte hain agar aap market ke movement ko samajh jaate Hain aap ko pata chal jata hai ki market ki next movement kya hogi tab aap acchi trader ban sakte hain aur achcha proper Le sakte hain hamesha kam vahi karna chahie jismein aapko acche samaj Jo aapka achcha experience aur Na lage ho tab aap trading Karke achcha property lazmi Le sakte hain aur yah market per hi depend karta hai tab aap trading open kar sakte hain aur achcha profile de sakte hain agar ham market ke movement ko Nahin samajhte market ke movement ko aap Nahin Jaan aate tab aap ek acche se darne bantate isliye mehnat Karen Dil lagakar word Karen aur trading co ful samjhe aur market ki movement ko bhi lazmi samjhe 👍👍👍👍👍👍
        • #19 Collapse

          Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

          Assalamu Alaikum dear members kaise hain umeed karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai forex mein trading market ke movement ko dekhte hain agar aap market ki movement ke samne rakhenge tabhi aap kamyab ho sakte na isliye hamesha soch samajh Kar kam Karen
          • #20 Collapse

            Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

            Market ki movement ko samjhna zaruri ha aur market ko movement hi sab kuch ha agar ap market ko sahi se analyze kar lein gay phir ap sahi trade lgaiein gay kabhi bhi market ko analyze karny kay beghir trade nhai lgani chahiya.Agar market ki movement fast ho phir tu asani kay sath market ko analyze kiya ja sakta ha agar movement slow ho phir sahi se market analyze nahi ki ja sakti.Ap ko buhat muskill hoto ha phir bhi app ko pta nhai chalta.Is liya har waqat trade nhai lgani chahiya aur sahi point per hi trade lgana best hotaa ha otherwise ap ko loss bhi ho sakta ha
            • #21 Collapse

              Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

              Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex main trading market ki movement ko dekhna bahut jyada jaruri hai agar Hamari Khidki movement ko Dekh Kar Chale Ayenge tabhi Ham Kamyab ho sakte hain aur aage badh sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

                Assalamu alaikum dear Forex member ummid hai ki aap sab khairiyat se honge yah baat bilkul theek keh insan jab trade kar raha ho to usse market ki movement ko dekhna chahie aur uske mutabik hi trade karne chahie agar woh aisa Nahin karega to woh loss Mein ja sakta hai kyunki market Kabhi down ho rahi hoti aur Kabhi up ho rahi hoti hai isliye jab bhi trade kar rahe ho to pahle market ki movement ko dekh le aur loss se bache aur Achcha profit hasil kar sake thanks
                • #23 Collapse

                  Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

                  Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hn gy or forex trading sy achi earning kar rahy hon gay g apki baat bilkol theak hy hami chaiey hum forex trading main jab apni trade open karain to es ky sath sath market ko dekhty rahain keh wo kis tarah apni movement dikha rahi hy tak hum osi hisab sy apni trade ko close kar saky aik expert trader hamesha pehly market ko analysis karta hy or phir market main entry deta hy or jab apni trade ko close karny lagta hy to aik bar phir market ko analysis karta hy es tarh oski trade profitable rehti hy or wo forex sy achi earning karta rehta hy
                  • #24 Collapse

                    Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

                    asslam.o.aliakum dosto ji han agr ap forex main kamyiab hona chahte ho to apko daily market ko learn krna chahye daily ziyada se ziyada time dena chahye market ko tabhi ap market ko samajh sako gy aur achi trading kr pao gy agr ap market ko learn ni kro gy to apka experience nhi barhe ga aur ap market ko samajh ni pao gy aur na achi trading kr pao gy.isliye dil laga kr lagan se market ko learn kro tabhi ap achi trading kr pao gy.
                    • #25 Collapse

                      Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

                      Assalam O Alaikum !JAISA keh aap saab jaanty haiin forex par kaam karty hoee hamry leya yeh baat bahot zarori hy k ham jab bhi trade lgaein to hamesha market ky level ko daikh lein samjh lein jab ap market ky level ko samjh kar kaam kren gy to apki trade achy rahy gii or losss mn nhi jae gii bss mehnat karty rahein ak dosry ki help kia kren.
                      • #26 Collapse

                        Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

                        Walaikum salam. Dear members forex trading aik aisi field hai jis main profit bhi bohat hai. Lakin agar carelessness aur without knowledge kam krain gy to loss bhi ho sakta hai aur investment loss ho sakti hai.
                        Loss sy bachny k lye market analysis bohat zarori hai. Forex market main trends change hoty rehty hain. Aur fluctuations bhi hoti hain. Market favourable hai ya nhi is ka decision market analysis sy he kia ja sakta hai. Jitna acha market analysis ho ga utna loss k chances kam hon gy aur profit k chances ziada hon gy. Trading k doran bhi market movement ko observe krty rehna chaiye. Istra timely and right decisions liye ja sakty hain. Aur decision making he forex trading main most important hai.
                        So market analysis p focus krna chaiye. Aur market movement ko continuous observe krty rehna chaiye. Kbi b blind trading na krain. Hmesha knowledge base trading krain. Ta k loss na ho. Risk management ho. Aur acha profit earn ho sky.
                        • #27 Collapse

                          Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

                          Market ki moment ko dekhte rahana chahie
                          Assalamu alaikum forex member doston kya hal hain aapke ummid karta hun ki aap mere se honge jiya doston market ki moment ko dekhte rahana chahie lekin use waqt jab Ham trade na laga rahe ho Jahan per hamen market ke moment acchi lagti hai tej lagti hain hamen usi pakka analysis karte hue hamen vahan per trade lagane chahie vaise bhi hamen tamam markets were another rakhni chahie ki kaun si market ke andar moment jyada hai kahan per short time se Ham Chopra ft hasil kar sakte hain to har pairs ke market 15 3000 honi chahie 23 se hamen market mein trade karne mein aasani bhi paida hoti hai aur hamen profit bhi jal hasil ho jata
                          • #28 Collapse

                            Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

                            ji han bilkul theek baat hai market ki movement ko Dekhte Hue hi Hamen trade Lagani chahie Agar Ham market ki movement Ko Nahin Dekhte To Hamen trade Nahin Lagani chahie Kyunki Hamen tab loss ho sakta hai yah profit bhi ho sakta hai lekin jab tak market Koi Nahin Dekhte samajhte rahe hain tab tak aap ko trade Se Dur Rahana chahie Kyunki aap bahut jyada mehnat karne ke bad bonus Aasan karte hain vah aapki Ek galat trade per waste ho sakta hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

                              Good morning dear friends kaise ho aap log ummid karta hun aap sab thik Honge aur Apna ka Manchitra kaise kar rahe Honge Diya yah Baat bilkul theek hai Jab Ham Forex trading ka kam Karte Hain To Hamen trading karte waqt market ke movement bacche Karte Rahana chahie uske liye hamare pass Na Lage Ka Hona bahut jaruri hai Jab hamare pass Na Lage Hoga To Ham market ki movement Ko Dekhkar trade lagaenge aur Achcha profit Hasan Karenge isliye Hamen market ko baat karte Rahana chahie Aise trade Nahin Lagani chahie Varna main last ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Market ki movement ko dekhty rehna chahiye

                                Market ki movement ko dekhna boht zrori hota hai q k market hamesha ak trend k mutabiq utaar charhao karti hai

                                Islye pehly ap achy sy market ka analysis karain or dekhen k ab any waly waqt mein market profit mein jaye gi ya phir loss mein
                                Or achy sy is movement ko smjhty hwe trade krein
                                Is sy ap zyada sy zyada profit kama sakty hain loss sy bach skty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X