humay trading main nuqsaan kab hota h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    humay trading main nuqsaan kab hota h
    peyaray dosto humay trading bohat soch samajh kar karni chaheye kwonkay ye ek esa plateforum hay jo ek mint main aap tmaam money loss kar saktay h is waja say aap ko har mint aankh khuli rakhni chaheye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

    Hamen main trading se tab nuksan Hota Hai hi Jab ham Kisi e learning ke a square kam Karte Hain Hamen chahie ke ham acchi trading ke liye Ye achi learning bhi Sath Sath Karen Taake Hamen Achcha response mile achha profit banana na Har Kisi Ka Kam Nahin

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

      Agree...apny sahe kaha hamari ak ghalti hamary liye nuqsan ka bais ban sakti hai is liye hamein harnk step py soch samjh kr qadam uthana parhta hai or jab hum har ak step py learning ki madad sy sahe qadam uthaty hein to hamein nuqsan bhe nahn hota q k hum sy ksi kism ki koi mistake nahn hoti or trading mein apny ap ko mistakes sy bachany k liye demo account py achy sy practice karni chaheaa.
      • #4 Collapse

        Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

        Yeh bohat acha sawaal hai kay traders ko nuqsaan Kab hota hai. Forex trading mai kisi bhi trader ko nuqsaan ki kuch wajuhaat zarur hoti hain. Traders ko sub say ziada nuqsaan uss waqt hota hai jab woh baghair sochay samjhay market ko watch kiye baghair trade open ker laitay hain aur phir iss baat ka bhi khayaal nahi kertay kay unn ka balance uss trade kay lot size ko support bhi kerta hai ya nahi. Aisi trades mai loss hota hai aur aisi he trades phir traders kay accounts ko wash bhi ker daiti hain. Forex trading business aik proper technical business hai jiss mai traders ko planning say kaam kerna chaiye aur mohtaat ho kay trading kerni chaiye. Risk aur tukkay say kabhi bhi trading nahi kerni chaiye kiyu kay yehi loss kay main reasons hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

          Assalamu Alaikum dear friends khairiyat se Honge friends Hamen trading mein main nuksan use Waqt Hota Hai Jab Ham Ek to market ko analyse nahin kar sakte dusra ham jaldbaji yah lalach Karte Hain Hamen chahie sabse pahle to trading ka experience Hasil Karen Uske bad Hamen chahie ki Ham jaldbaji Ja lalach Na Karen Agar Ham jaldbazi ya lalach Karenge To Ham Apna he lost kar lenge
          • #6 Collapse

            Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

            Aoa. Dosto hame trading me nuqsan 2 trah se hta h. Phli chez k ham bger seekhy kam start kr den tb. Hr chez ko bhtr krny k lie us ka ka seekhna zroori h or 2ri chez k trade lgatu hue analysis krna bger analysis k ap blkl nuqsan utha skty hain isnliebhmesha analysis kren or phr trade lgaen
            • #7 Collapse

              Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

              Assalamu alaikum my dear all Forex member Forex trading market Mein loss ki kya wajohat kai ho sakti hain. Forex trading market mein main hamesha soch samajh Kar trading karni chahie sabse pahle Jab aap log koi bhi trade open karte Hain Jab aap gold per trading karna chahte hain to aap sabse pahle gold ke analyses ko check Karen aur uske bad aap Google per jakar gold ki news ko dekhen aur uske bad aap gold ki indicator ko dekhen uske bad aap gold sell ya buy Karen isase aapka Forex trading market Mein loss nahin hoga ismein aap ko profit hoga Iske bad Forex trading market main loss dusri vajah lalach Hai Jab aap log lalach karenge to aapko zarur loss hoga Forex trading market Mein lalach nahin karna chahie Jab aap log Forex trading market mein enter hote hain to aapke pass mukmmal Na Lage hona bahut jaruri hai Agar aapke pass forest trading kar lo knowledge nahin Hai to aapko loss hoga. hamen hamesha apnay kam par focus rakhna chahye to market ko analysis krty rhna chahye ta k hum loss say bach saken.
              • #8 Collapse

                Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

                Hamen trading Mein Hamesha acche tarike se kam karna chahie Taki Ham nuksan se bacha sake Hamen Hamesha acche tarike se Lagani chahie kabhi bhi confused Joker trading Nahin Karni chahie Hamen Hamesha careful on Kaise Vishesh Mein kam karna chahie aur apne Karm ki quality ko Behtar banana chahie quality wala kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

                  Jab aap per trading platform ko join karte hain to aapko apni trading bahut hi Soch Samajh Kar Shuru Karni chahie returning mein nuksan aapko use time Hota Hai Jab aap market Mein Apna Kam karte hue emotional Ho Jaate Hain Aur jaldbazi Mein Apne Har kam Shuru kar dete Hain Jiski vajah se aap market main bahut Bade nuksan ki taraf Chale Jaate Hain market Mein trading Hamesha Soch Samajh Kar Karni hoti hai aur Market Ke Acche analysis ke sath Shuru Karni hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

                    Asslam o Alikum, jee han dost question hmien trading mein tab noqsan hota hai jb hmien cheezon ka knowledge nahi hota hum bghier knowledge k trading krna shuru kar daty hain to hum loss hota hai. Ya jb hum market ka analysis nahi karty to tab loss hota hai. Yahi waja hai loss ki agr hum isy set kr lyn to phr axha bouns milta hai aurr trading bhe axhii hotii hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

                      hamen trading mein tab nuksan hota hai jab ham trading per acche Tarah practice bilkul Nahin karte aur ham trading mein jaldbaji karte hain aur trading start kar lete hain aur ham market ki movement ko Nahin samajhte aur hamen acchi Tarah experience Nahin hota ki humne trading kaise open karni hai hamare mind mein sirf lalach hota hai jiski vajah se hamari trading kamyab Nahin Hoti aur hamen loss ka samna karna padta hai isliye mere Bhai sabse pahle aap trading per practis Karen net Karen learning Karen Apne experience aur knowledge ko trading collated increase Karen tab ek kamyab trading kar payenge isliye jaldbaji karne ki ki koi jarurat Nahin tab aapko achcha profit milega Varna aapko hamesha loss hota rahega kamyab trader per hota hai jo market ke mood ko samajhta hai aur achcha knowledge aur express rakhta hai tab vah ek kamyab trader banta hai aur usse loss Nahin balke profit milta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

                        Assalamualaikum.
                        Dear Forex members.
                        Hamein trading mein nuqsan kab hota hy??
                        Iss sawal ka jwawab yeh hy keg hamein jab bhi trading mein nuqsan hota hamari apnii mistakes ki wajah sy hotaa hyy.
                        Baz auqat aisa hota hy market ki movement bahut jaldi fluctuate kar jatii hy jiss ki wajah sy loss ho jatA hy magar aksar auqat hamari apnii mistakes ki wajah sy hotaa hyy.
                        Ap apnii mistakes par ghaur Karen aur unn ko improve Karen.
                        Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

                          Assalam walekum kya hal hai doston mein karta hun sirf karya se Honge Gyan doston mein bhi bilkul is tarah se Kya kharab trading karenge to fir aapka nuksan hoga isliye aapane trater nahin Karni chahie bilkul bhi nahin Karne wale Krishna kushi kijiye kya aap apna Bharat ka vishva Karen trading covid-19 se bilkul college Karen kya bhav trading karte hain ismein aapka kam kharab ho jata hai isliye aapane karni hai lene ka number nahin bilkul aasani Hai ismein se raho aapko time spent karna padta hai jitna jyada time spent karte jaenge Court nahin aapke liye fayda hoga to Meri khata hun aap sar dost ka chitra kaise karenge aur jitna achcha bar karenge utna yaar
                          • #14 Collapse

                            Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

                            Hamen forex trading mein nuksan tab hota hai jab Ham lalach karte hain ja Ham over trading kar sakte hain hamen market ke adress ke sath Hi chalna chahie kyunki jab Ham market ke alizes ko Na dekhen aur aise hi trading kar de tab hamare nuksan ke jaan se jyada ho jaate Hain isliye hamen chahie market ke sath chale aur overtrading bilkul Hi Na Karen aur intezar Karen sabar Karen aur overtrading bilkul na Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: humay trading main nuqsaan kab hota h

                              Asalam.o.alikum dear forex memebrs omeed hy ap sb theak hn gy or forex trading sy achi earning kar rahy hn gy g apka sawal bohat acha hy hami trading main nuqsan tab hota hy jab hum market ko theak tarah sy analysis nahi karty or na hi lot size ka sahi istamal karty hain hami chahiey hum loss sy bachny ky leay jis pair py trade lagana chah rahy hain osy pehly market main achi tarah sy analysis karain os ky baad market main entry dain hmara analysis jitna strong ho ga hum otni hi achi earning kar saky gy or forex sy acha profit gain kar saky gy hmai trade mkarny sy pehly achi tarah sy planing kar leni chahiey taky hmarai trade hmain achi earning dy saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X