Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai
    Assalamu Alaikum dear group members Forex trading mein jo log new hai aur vah ek secure trading karna chahte hain aur ek Achcha profit Hasil karna chahte hain to UN Logon ke liye kaun sa indicator best hai jo unko guide Karen market pattern ke bare mein aur istemal karte hue Ek acchi or secure trading kar sake Unka account bhi secure Rahe aur profit bhi achcha Hasil Ho kindly senior member is bare Mein Apni Apni opinion de dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

    Agr Hum Ney Best Trading Karni Hai Tu Hamein Best Indicators KO Learn Karna Ho Ga Agr Best Using Indicators Ki Baat Karein Tu Un Mai Moving Average MA Best Indicator Hai Trading Kay Hints Or Signal Kay Liye Or Is Kay Ilawah Bhi Bhut Say Indicators Hain Jin Ko Hum Use Kar Kay Acha Profit Bana Saktey Hain.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

      sahi kaha aapne ki jo indicator hume zyada se zyada profit dila de woh hi indicator sahi hota hai forex mein aapko tab hi kuch milta hai jab aap efforts karte hain aur zaroori nahi hai ki ek hi indicator roz use karne se aapko rozana faiyda hoga kabhi kabhi woh indicator sahi kaam nahi karta hai aise mein analysis kaam ata hai. men to RSI hi use kerta hon or wo best hey any time frame me best hey 2 saal sey use kerta aaya hon tecnical analysis bhi use kerta hon mery liye ye best hey or profit bhi good milta hey every day.
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

        Dear forex member waisy tu sab indicator achy hain jo jis ki samjh mai jaldi a jata hai us ky liye acha hota hai kiyun k her bandy ki apni aik understanding capability hoti hai jus ky liye koi bhi indicators useable ho sakta hai lakin mery khayal ky mutabiq Rsi aik acha or easy indicator hai jis ko easily understand kiya ja sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

          Bahut Sare indicators trading Mein use hote hain aur Hath Rakha indicator hi importance Rakhta hai aur Hath Rakh ke indicator ko istemal karte hue Ham apni posting kar sakte hain aur apne trading kar sakte hain isliye Sab traders ko chahie kya Apna account improve karne ki koshish karen aur different indicators Hamen ismein help kar sakte hain tradingcharts ko bhi acchi Tarah Se dekhna chahie candlestick patterns bhi ismein Hamen bahut jyada Har baat kar sakte hain to not just aap kaun sa specific type of indicator use Karen Hata laka indicator hi aapki training ke liye best hai jo bhi aap indicator use Karenge uski buniyad per aap apni trade Lagate Hain aur Market Ki bolata Galti aur Market ki movement ke liye Hath se Ham yah dekhte hain ke indicator kaun sa use karna hai bahut Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

            Forex trading ki market Mein different indicator maujud hote hain Hamen indicator ko acche tarike Se samajhne Ki Koshish Karni chahie jitne bhi indicator hote hain yah bahut jyada important hote hain indicator Hamari trade ke liye important Hote Hain Jab Hamen indicator ka istemal Apne trade Mein Karte Hain To Ham apni trade Se Achcha munafa sale kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

              Forex Mein acchi trading ke liye indicator Agar aapke pass good hai to aap usko follow karke focus Karke aap Jab Bhi Forex Mein acchi trading Karenge automatically aapko acchi trading karne mein hi Achcha fayda Milne Ki Surat Mein acchi Tarah forecast Hoga isliye Hamen chahie indicator ke bare mein good knowledge he se posting Karen automatically aap Jab Bhi acchi training Karenge kamyabi hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

                Trading ke liye different types indicators Majud Hoti Hai Jab aap market Mein trading co Shuru karte hain to use time aapko chahie kya pin indicator ka istemal Soch samajhkar Karen aur acchi knowledge ke sath hi Karen kabhi bhi knowledge ke bagair aur Inc information se Hasil Kiya bagair market Mein indicators ke selection na Karen Kyunki yah selection aapke liye best sabit Nahin Hogi Jiski vajah se aap apne analysis ko best Nahin banaa Payenge market Mein technical indicators bahut jyada ful Hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

                  hai aap acche tarike se karenge hota haijab aap indicator question jaenge taaja agar aapki trading acchi hogi otherwise aapki trading kabhi bhi kam yad nahin ho sakti aapko jab tak na Lage nahin hoga na Lage US time aayega jab aap signals ka vate karenge indicator jaenge to fir uske bad jawab trade kahenge to fir aapko bharpur tarike se profit hogaaap indicator kolaj nahin samjhe jab tak indicator ko samajh karenge aapke ne aasani paida hone ki aapko trading karne mein maja aaega agar aapane pura karenge to aap aaega na agar aap nahin hoga to fir a jaega aapko
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

                    Indictor ka istamal aik trader ke liye bohat he zarore hay jis ko woh istamal karte hoe market ke movemint ka andaza lagata hay or aik target set karta hay waise to bohat se indicators hain or har trader alag alag indicator par trust karte hoe trand ko follow karte hain magar jo indicator akasar trader use karte hain us ka nam hay RSI. Relative strength index jo gjaleban har trader istamal karta hay or jis ko 1978 main aik American technical ingenior jis ka nam j viliems wilder hay or sab se khas bat is indicator main yah hay ke is ko aap forex market se hat kar stock market ho yah shear market yah acha perform karta hay baki har kise ka aapna khayal hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

                      Walaikum salam
                      dear indicators depend karte hain timing per har EK indicators ki importance apni jagah per hoti hai aur timing ke hesab se Hoti hai farz Karen agar koi news fundamental banne ja rahi hai to us time aap fundamental analysis ko implement karte hain apni trade ke upar agar Kisi time news technical analysis ke mutabik banne ja rahi hai to use time aap technical analysis per kam karte hain aur is chij ko apni trade ke upar implement karte Hain to har EK chij ke liye timing ki important bahut hi jyada hoti hai aur Market ko usi time ke mutabik dekhna padta hai aur uski situation ke mutabik har ek chij ko Apne mind mein rakhkar ke hi trading karni padati hai to hamen sabse pahle time aur uske bad news per focus dena chahie aur jis bhi type ki news market mein banne ja rahi hai use type ki startegy ko apni trade ke upar implement karna chahie jitna jyada ham deeply jaenge aur jitne acche tarike se market ko observe karenge aur ise perfect direction mein dekhenge aur perfect direction mein hi trading karne ki koshish karenge utani hi jyada yah market hamare liye profit able sabit hogi agar ham ismein jaldbaji mein aakar ke kam karenge to hamen siwa e nuksan ke aur kuchh bhi Hasil Nahin hoga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ke liye kaun sa indicator sabse best hai

                        indicator aik bohat he eham trading tool hai jo k humen trade k bary mein indication deta hai agar hum in ko apni trade mein use kerty hain aur apply kerty hain tou hum market mein aik achi entry ly sakty hain indicators ki forex mein two types hain jin mein CCA indicator aur RSI indicators shamil hain humen in ko learn kerna chahiye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X